''Bade bhaiyaa.. Aap?'' She asked
''Kaisi feel kar raho tum?''
''Chhaan..'' She replied.
''Matlab?'' He asked confusingly.
''Main thik hu abhi..Meri fikr mat kijiye.'' She replied with a smile.
''Ek baat batau aapko? Aapke upar yeh worry lines acchi nahi lagti.. Yeh sab ain apne bhaiya ko kehti thhi.. Aap khush raha kijiye.. Sab problems ekdin solve hojayegi..'' She said.
''Thank you,Saumya. Aaj jo tumne mere bhai keliye kiya woh main zindagi bhar nahi bhulunga.. Tum bohut acchi ho.. Tumhari Maa ne tumhe bohut acchi values di hai.. Main tumhari shukr guzar kaise karu?'' Shivaay asked.
Just then,Omkara and Rudra entered with Tej,Jahnvi and Daadi. She greeted the elders with respect and talked with them as they asked her about her health. They also thanked her for saving Rudra. The elders' left.
''Kya main tumhe Angel bula sakta hu?'' Om asked with a smile.
''Sure,majhle bhaiya..'' Saumya replied with a smile.
''Better. I hope tum better feel kar rahi ho..'' Om asked.
''Accha mehsoos kar rahi hu.'' Saumya replied.
''Umm... wohh... Are you ok?'' Rudra asked finally.
''Haan... main thik hu..'' Saumya replied.
''Aakhir tumne aisa kyun kiya? Agar tumhe kuch hojata toh?'' Rudra asked finally after fighting with his conscience.
''Hota wahi jo uparwala chahta hai.. Agar uparwale ki marzi hoti toh aaj meri maut hojati.. Agar aisa na karti,toh mere dil mein ek bojh rehjata ki maine kisi ki jaan nahi bachayi..Insaaniyat ke naate kiya maine yeh sab.. Main toh tumhari dost bhi nahi aur dushman bhi nahi... Dosti aur dushmani toh dur ki baat hai... Tum toh mujhe pehchante bhi nahi,hai na? Toh tumhe mujhe kuch bhi puchne ka haq nahi hai,Rudra.. Main toh tumhare liye parathe khane wali chalti phirti moti larki hu.. hai na,Rudra?'' Saumya replied sadly.
Omkara and Shivaay looked at Rudra accusingly while Rudra hung his head down in guilt. For the first time in his life,Rudra felt guilty about his wrongdoings.
''Insaan chaahe jaisa bhi dikhta ho,humesha uske dil ki khubsurti dekhni chahiye naki bahari khubsurti.. Jo insaan aisi soch rakhta hai na,woh insaan ho hi nahi sakta.. (silently wipes her tears) Main chalti hu.. Mom mera intezaar kar rahi hongi.. Bye Bade Bhaiyaa and Majhle Bhaiya.. Aap dono se milke bohut khushi huyi mujhe.. Bye.. Take Care..'' Saumya replied and went away while Rudra looked at her leaving form.
********
The End.. How was it? Do comment and like.