Big Boss 19: Daily Discussion Thread - Aug 27, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 27 Aug 2025 EDT
YRKKH SM updates, BTS and Spoilers Thread #126
🇮🇳 Big News for IndiaForums Members! 🇮🇳
Alia Bhatt Slams Media For Sharing Video Of Her House
Suniel Shetty Looses Cool On Stage
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 Aug 2025 EDT
Param Sundari review and box office
Anupamaa 27 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Case Filed Against SRK Deepika
Boney Kapoor Moves High Court On Sridevi Property Case
Trump imposes 50% tariff on India for buying Russian oil??!
Who impressed you more in the movie Saiyaara?
BHAROSA THODNA 28.8
Chapter 20
two steps behind you
Gulaal broke the eye lock and turned around, her anxiety boundless her heart beats erratic and her mind wavering, she did not know what got into her for those few minutes where she wanted to forget about all her promises, society, family and even who she was, she wanted to lose herself into those deep and imploring eyes that would have protected and cared for her just the sheer sincerity and purity of those eyes shook her to the core, she wanted to be that Gulaal who would run in those orchard and lose herself into beauty of the surroundings, that Gulaal who wouldn't think twice of doing things that her heart desired, that Gulaal who lived for herself and that Gulaal whose laughter extended to her eyes and that Gulaal whose hands would always extend to wear those bangles from his hand, yes those eyes reminded her of Vasant but this was Kesar, her Kesar, who had left home without informing her,she was supposed to be angry with him, demand answer for his carless statement ,make him understand why she could never accept him as her husband, he had to understand Vasant was irrepressible in her life, no one could take that place, she had promised herself she would remain ever faithful to him, then how come she wavered in that commitment, be in for a minute or few but she did and that was unacceptable, she turned back determined
He extended his hand still looking at her intently a serene smile adorning his lips, she looked at the small parcel covered in the newspaper extended towards her, she wasn't able to make out exactly what as the light from the lone candle wasn't enough but the moment her hand brushed across she realised the content within and returned his smile before saying
"Kyun,apni galti ka ehsaas ho gaya tujhe ki ab maafi magne ke liye yeah imli le aaya hai mere liye,per ab teri galtiya maaf karne layak nahi rahi Kesar,pata hai teri wajah se aaj kaisi kaisi baate sunni padi mujhe tujhe pata bhi hai tu kya bol deta hai bina soche samjhe...main kaise inn..."
"Galat kya kaha maine, aakhir tumhe mere saath bahar jane mein pareshaani kya hai,kyun abhi bhi tujhe yeah galat lag raha hai,jab main yahi rehta tha tab to aisi koi bandish nahi thi to ab achanak yeah sab kyun,aisa kya farq aa gaya hai..."
"Kesar,ab tu bada ho gaya hai,ghar main sab chahte hai tu saher se wapas aake iss ghar ki aur gaav ki saari jimmedaariyo ko tu achi tarah se sambhal le, aur apne jeevan mein aage badhe, grahashthi ki bhi jimmedaari sambhalne layak ho jaaye tab hum kissi achi ladki ke saath..."
"Kya tu bhi yehi chahta hai,he was trying to keep his voice soft but Gulaal noted the sharp edge none the less ..."
"Ha jo sab ki marzi wahi meri bhi...main bhi chahti hu ki..."
"Aur meri marzi,kya meri marzi janene ki jarurat nahi hai kissi ko bhi,mian kya chahta hu,kya sochta hu,isse kissi ko koi farq bhi padta hai ya nahi..." He couldn't keep anger out of his tone anymore
"Nahi Kesar,aisi koi baat nahi hai,agar tujhe koi pasand hai toh bolna, maine toh kai baar tujhse khat mein bhi yehi baat puchi thi per tune kabhi jawab hi nahi diya,main MB se baat karungi,main janti hu unhe koi bhi aapati nahi..."
"Tu sach mein janena chahti hai, toh sun,bachpan se leke aaj tak mere jeevan main sirf ek hi aisa vyakti hai jise main apna sab kuch mante aaya hu,meri duniya toh hamesha usi se shuru hokar usi pe khatam ho jaati hai,na hi uske siva mujhe koi dikhta hai,na hi uske aage mujhe kuch dekhna hai,mere liye toh mera sab kuch tu hi hai Gulaal,main tujhse pyaar karta hu aur iska ehsaas mujhe teen saal pehle ho gaya tha lekin teri wajah se..."
Gulaal was stunned into silence, she moved back and crashed into some old furniture disturbing the quietness of the night, she had covered her ears with her hands trying to deny what she heard but Kesar moved forward removing her hands and repeating the words bringing her out of her shock, holding his collar she shook him violently nodding her head in denial but Kesar stood his ground looking into her eyes stealthily , they stayed in the same position for a long time till Gulaal suddenly pushed him away screaming at him...
"Tu janta bhi hai tu kya keh raha hai,tu aisa soch bhi kaise sakta hai,main kya jawab dungi MB aur PB ko...main..main...kitna bada paap hai yeah...tujhe jara bhi andaza hai...teri aisi bhul se..."
"Bhul nahi hai yeah,nahi koi paap kiya hai maine,mere pyaar ko paap kehke uska yuh apmaan mat kar...main janta hu tu mere baare mein woh bhavna,woh kahyal nahi rakhti lekin usse mera pyaar galat kaise ho gaya...main toh jabse..." his tone was soft but firm
Kesar, main janti hu teri aisi soch ke liye main hi jimmedaar hu,per mera woh DV ka faisla uss waqt ki jarurat tha,mujhe iss baare mein tujhse pehle hi baat karni chahiye thi,per main kabhi himmat hi nahi juta paayi,shayad mann mein kahi na kahi tujhse dur hone ka darr bhi tha,tu mere liye mere jine ki wajah ban gaya tha Kesar,meri saari duniya hi tujhse thi,per yeah jarurat kab swarth aur swarth se kab vishwaasghaat ban gayee main samaj hi nahi paayi,mere liye ab yeah jaruri ho gaya hai ki main uss bandhan se tujhe aazad kar du,aur tere liye yeah jaruri hai ki tu iss lagaav ko pyaar ka naam dena bandh kare,chal ab ghar chalte hai bhut der ho chuki hai..."
"Gulaal tune shayad suna nahi maine kya kaha,main tujhse keh raha hu ki main tujhse pyaar karta hu,tu kabhi isse paap aur kabhi isse lagaav ka naam dekar juthla rahee hai,maine yeah nahi kaha ki tu bhi mujhse pyaar kare aur mere prati wahi bhaavna rake jo main tere prati rakhta hu...Na hi yeah mere pati hone ka haq hi hai,maine tujhse wohi kaha jo sach hai..." he sighed and moved away from her...
"Janta hu Vasant bha,tere liye sab kuch the aur aaj bhi sab kuch hai,lekin tu jaise unhe pyaar karne se apne aap ko nahi rok paati waise main bhi apne aap ko nahi rok sakta tujhe chahne se..."
"Maine apne aap se ek vaada kiya tha,tere har dukh mein tera sath dene ka,teri har jimmedaariyo ko pura karne ka,tere har kaam mein haath batane ka,tu bhale apne khushyio mein shamil na kar mujhe per tere gam mein shamil toh karna hi hoga mujhe aur jaha tak DV ka sawal hai,mera pyaar iss rishte ka mohtaaj nahi hai,tu chahe isse rakhe,chahe tod de mujhe hamesha apne pass payegi ,kabhi parchai ko alag hote dekha hai jism se,meri yeah baat toh tujhe manni hi hogi Gulaal....."he then placed the candle near her and handed her the imli parcel which she had kept on the top of a broken table and left from there
Gulaal reached for the imli , wiping the lone tear that had escaped her eye...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
...