Geet dev ko samjhta hai uska akela thikane lagata hai aur dev shadi ka liya ready ho jata hai..
Geet maan ko wapas lane ko jata hai and apne aap ko geet ka samna open karta hai jo vi uska dil and dimag ma tha and geet usa samjhta hai..
Sahi kehta hai jo baat geet na maan ko samjhna ko kaha tha past ma maan wohi baat repeat karka geet ko samjhane ki koshish karta hai aur uspa trust karna ko kehta hai..
Ooppss.. Galt time ma stop kia kuch toh romance dekhna deta kyun ki next part ko ishi situation sa conrinue toh karoga nahi aap 😳
Waiting for next part..
Thanks for pm..
272