PART 3
maan is stunded to see an angelic face and
her attic. He had a sudden urge to go out and
help her and to his own surprise he went out and
take her dupatta out frm handle and face her. Geet saw maan and both look in eachother eyes. Aisa lag raha tha jaise unn aakhone mein ek duraro ko dhund rahe ho. Unka eyelock geet ke phonecall tuta.
Geet( on call) - hello!!
Other side - ***
Geet - nai maa abhi ghar nai pahuchi hu.
Other side - ***
Geet - maa aap tension mat lo main bus pahuchne wali hu jakar phone karti hu.
Other side - ***
Geet - ha ha promise mein pahuchkar call karti hu.
Geet(to driver) -thank u uncle address ke liye and she drop her phone.
Maan lift her phone and handover to geet.
Geet(to maan) - thank u aapki iss help ke liye. Actually main
yaha nai hu aur jaha muje jana h waha ka pata
nai mil raha toh thoda tension ho gaya.
Maan - its ok. Kaka tume waha tak chod dege.
Geet - nai iski koi jarurat nai hai main chali jaugi aapko problem hogi.
Maan - problem nai hogi muje kuch kaam hai tab tak kaka tume chod aayege. Itne luggage ke sath tum manage nai kar paogi.( to driver) kaka inki help kardo tab tak main apna kaam katam kar leta hu.
Driver is surprised with maan behavior and thought jo insaan apni family ke alawa kisi ko importance nai deta woh aaj ek ki help kar raha hai.
Driver - ji sir.
Geet - thanku. Maine suna tha ki delhi walo ka dil bada hota hai, aaj dekh bhi liya. Waise mera naam geet hai. Geet handa.
Maan - nice to meet u miss geet. My name is
Suddenly maan phone rang and he attend call.
Maan - yes mr. kapoor aap skype par online aa jayiye hum wahi baat karte hai and get in his car.
Geet - arre ye toh chale bhi gaye aur bye bhi bolne nai diya.
Driver - chale beta.
Geet - ji uncle. Main aapko bhi paresaan kar rahi hu.
Driver - nai beta isme paresani ki koi baat nai.
Dono baate karte karte building tak pahuch gaye. Geet again thank the driver and the driver return to maan aur geet building mein chali gayi.
In car driver return and maan is talking to mr. kapoor for some 40 minute and den tell to driver to drive car toward KM.
Maan soch raha tha ki kyn usne uss ladki madat ki? Usne kabi kisi ladki madat nai ki siway mahi, par kyn usse aisa mehsoos hua ki woh ladki kuch jani pahchani hai. Usko ek pal ke liye laga ki woh uski mahi hai par nai kismit usse uski mahi se milana hi nai chahti.
Ghar pahuch kar woh sidha apne room mein chala gaya jaise usske liye kuch mayine hi nai rakhta ho.
Maan - kaha ho mahi. Kyun aisa lag raha hai ki tum mere bhut kareeb ho par main tum tak pahuch nai pa raha hu.
Geet on other hand reach her flat and call her mother to talk.
Geet - iss se phele aap apni sawalo ki jhadi suru karo main bata du main ghar pahuch gayi aur main bilkul tekh hu.
Rano - tu muje kisi din heartfail karwa kar rahegi.
Geet - maa aap kyn aisa bolti hai mera dil tot jata hai.
Rano - toh tu kyn tension deti h muje. Ghar se itni dur gayi hai toh aur fikar ho gayi hai muje.
Geet - maa aap fikar mat karo main koi chui mui nai jo apna sahi galat na samaj saku. Chalo ab main phone rakhti hu. Raat ko phone karugi.
Geet (selfthought) - main phele mein bhi choti choti batao par ghabra jati thi par muje himmat mere meet ki baato se milti hai aur main aage badhti hu.
FLASHBACK
Meet mahi ka wait kar raha hota hai, par mahi pure 30 minutes late aati hai aur woh bhi rote hue. Meet usse dekhkar paresaan ho jata hai.
Meet - mahi kya hua tum ro kyn rahi ho kisine kuch kaha kya?
Mahi - nai pal(par) muje bhut dal(dar) lag laha(raha) tha toh lona(rona) aa gaya.
Meet - dar kisse aur tum late kyun aayi.
Mahi - hum late hue kynki gadi ka tyle(tyre) karab ho gaya tha aul(aur) hame laga tum chale gaye kynki late ho gaye.
Meet - bus itni baat ke liye itne aashu. Hame problem se darna nai chahiye balki unko face karna chahiye taki hum problem ko bata sake ki hum weak nai strong hai. Samji meri bhudhu princess.
Mahi - ha mere prince.
FLASHBACK END
Geet dekho meet tumari mahi aaj bhi tumari baato ko follow karti hai. Bus jaldi se tum muje mil jao.
PRECAP - Meera - kaha kho gayi geet fir se apne secret love ko yaad kar rahi ho kya?
Geet - meera tum muje kyun tang karti ho?
Meera -kyn na karu usske liye toh tum yaha delhi aayi ho aur
main kuch bolo bhi nai.
HOPE U ALL WILL LIKE IT
CHAHAT
332