Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 24
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Aug 2025 EDT
SHIFTING BACK 6.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Aug 2025 EDT
GRUHA🏠PRAVESH 7.8
Dharma..what a downfall!!
Anupamaa 06 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Janaabe Aali - War 2 - Hrithik Jr NTR Dance Face Off
What if (Fun Post)
She Ijj Bekkkkk?
War 2 shows in New Zealand removed due to ZERO bookings on 1st Day
Dil Se or Kuch Kuch Hota Hai?
Which mihir you prefer
P r o l o g u e
( w i t h m e a n i n g )
Lahore ke us pehle jile ke do pargana mein pahunche ,
Resham gali ke duje kuche ke chauthe makaan mein pahunche,
Aur kehte hain jisko dooja mulk us Pakistan mein pahunche,
Likhta hoon khat main hindustan se pehloo-e-husna mein pahunche
I felt like I am in Lahore in the first district and the second subdivision
I felt like I am in that Resham street, in the second colony's fourth house,
I felt like I am in Pakistan, that place which they call a different country now
I felt like I was by the side of you Husna, as I write this letter from Hindustan
(This could also mean "Hope this letter that I write from Hindustan reaches you Husna")
Main to hoon baitha o Husna meri yaadon puraani mein khoya
Pal pal ko ginta, pal pal ko chunta beeti kahaani mein khoya
Patte jab jhadte Hindustaan mein yaadein tumhari ye bole
Hota ujala Hindustan mein baatein tumhari ye bola
O Husna meri ye to bata do hota hai aisa kya us gulistan mein,
Rehti ho nanhi kabootar si gum tum jahan
O Husna I sit here lost in the old memories, Counting every moment, picking up memories, lost in old conversations
When the leaves fall here in Hindustan they remind me of you, Whenever Hindustan lights up, it reminds me of you
O my Husna, tell me does this happen in that flower garden too (referring to Pakistan), where you live like a small pigeon who has lost its way
Patte kya jhadte hain Pakistan mein waise jaise jhadte yahan o Husna
Hota ujala kya waisa hi hai jaise hota Hindustan mein haan o Husna
Do the leaves fall from trees in Pakistan too, like they do here o Husna
Does that place light up the same way as Hindustan o Husna
Wo Heero ke Ranjhe ke nagmein mujhko ab tak aa aake satayein
Wo Bulleh Shah ke takriron ke jheene jheene saaye
Wo id ki eidi , lambi namaazein, sevaiyyon ke jhalar
Wo diwali ke diye sang mein baisakhi ke badal
Holi ki wo lakdi jinmein sang sang aanch lagayi
Lohdi ka wo dhuan jismein dhadkan hai sulgayi
Those melodies of Heer and Ranjha haunt me even now (literally come to me and trouble me)
Those fine speeches of Bulleh Shah
The gifts of eid, the long namaaz sessions, the tassel like vermicelli sweets
The lamps of Diwali and the clouds in Baisakhi
The fire from the burnt woods on Holi which we lit together
The smoke from the Lohdi fire which lit up our hearts (literally heart beats)
O Husna meri ye to bata do lohdi ka dhuan kya ab bhi nikalta hai jaisa nikalta tha us daur mein wahan
Dhuen mein gulistaan ye barbaad ho raha hai,ek rang syaah ke ijaad ho raha hai
Heeron ke Ranjho ke nagmein kya ab bhi sune jaate hain wahan o Husna
Aur rota hai raaton mein Pakistan kya waise jaise Hindustan o Husna
O my Husna tell me does the smoke of Lohdi still rise like it used to during that time ( referring to the period before partition)
The smoke (referring here to the fire from wars) is destroying this garden of flowers, its as if a new black color (darkness) is being created
Do they still listen to the melodies of Heer and Ranjha there (in Pakistan) o Husna?
And does Pakistan also cry just like Hindustan during the nights?
This song is a letter from maan who is in India for his beloved Husna who is in Pakistan but he's not able to send her. In this song he's remembering the 1 year spent with husnaa in India.and he's asking husnaa that pakistan waisa hi hai jaisa uske grandparents bataya karte the. he writes about not only how much he misses her but also asks her how is it like to be in Pakistan don't she miss india.
plz do click like tab and leave ur comments
-kriti
credit : -Koeli_Appy-
Chapter 1
In a master bedroom,a man is singing a song lost in the memory of his love who are no more with him and the room is full of the girls's sketches which was made by the man himself.
"wo saari duniya se pare bas apni husna ki yaado main khoya hua"
Lahore ke us pehle jile ke do pargana mein pahunche ,
Resham gali ke duje kuche ke chauthe makaan mein pahunche,
Aur kehte hain jisko dooja mulk us Pakistan mein pahunche,
Likhta hoon khat main hindustan se pehloo-e-husna mein pahunche
Main to hoon baitha o Husna meri yaadon puraani mein khoya
Pal pal ko ginta, pal pal ko chunta beeti kahaani mein khoya
Patte jab jhadte Hindustaan mein yaadein tumhari ye bole
Hota ujala Hindustan mein baatein tumhari ye bola
O Husna meri ye to bata do hota hai aisa kya us gulistan mein,
Rehti ho nanhi kabootar si gum tum jahan
Patte kya jhadte hain Pakistan mein waise jaise jhadte yahan o Husna
Hota ujala kya waisa hi hai jaise hota Hindustan mein haan o Husna
Wo Heero ke Ranjhe ke nagmein mujhko ab tak aa aake satayein
Wo Bulleh Shah ke takriron ke jheene jheene saaye
Wo id ki eidi , lambi namaazein, sevaiyyon ke jhalar
Wo diwali ke diye sang mein baisakhi ke badal
Holi ki wo lakdi jinmein sang sang aanch lagayi
Lohdi ka wo dhuan jismein dhadkan hai sulgayi
O Husna meri ye to bata do lohdi ka dhuan kya ab bhi nikalta hai jaisa nikalta tha us daur mein wahan
Dhuen mein gulistaan ye barbaad ho raha hai,ek rang syaah ke ijaad ho raha hai
Heeron ke Ranjho ke nagmein kya ab bhi sune jaate hain wahan o Husna
Aur rota hai raaton mein Pakistan kya waise jaise Hindustan o Husna
ANd the other side in the same house his sister (Riddhima Malik) and his friend cum B-I-L (Armaan Malik ) are sad to see her brother his friend and their rockstar India's youngest business tycoon 'Maan Singh Khuarana' like this .
"tuta hua beekhra hua"
Riddhima :Armaan main Maan ko aise nhi dekh sakti.nhi dekh sakti apne bhai ko apni zindagi aise barbaad karte hue.
Armaan :main bhi nhi dekh sakta Riddhima Maan ko aise par kya kare Riddhima hum kuch nhi kar sakte Maan ne apne aapko poori tarah se band kar liya hai ab uski zindagi main sirf wo hai aur uski husnaa ki yaadein
Riddhima :plz Armaan us ladki ka naam bhi mat lo aaj mere bhai ki jo haalat hai wosirf us ladki ki wajha se hai na hi wo Maan ki zindagi main aati na hi Maan ki haalat aisi hoti
(she said with so much hatred & anger in her eyes & voice)
Armaan :par Riddhima usmain uski koi
Riddhima : plz Armaan tum uski tarafdaari karna band karo tumne toh use apni behan maana par kya kiya usne chali gyi na sabko chod k apne us mangetar Zain Abdullah k saath...nafrat hai mujhe usse us din se uski yaadon se wo aayi aur humari zindagi badal di wo gyi aur humari zindagi firse badal gyi maan maan nhi rha ab koi hai toh bas husnaa ka aashiq nafrat hai mujhe un dino se
Armaan :plz Riddhima un dino ko yaad mat karo bhul jao wo sab
Riddhima :bhul jao kaise bhul jao Armaan..itna easy hai Armaan wo sab bhulna wo happy moments jo humne us k saath jiye wo bitter memory jab wo hume chod k chali gyi kya kabhi bhi usne humse pyar nhi kiya Maan se wo toh apni jaan se jyada pyaar karta tha karta hai usse meri toh wo best friend thi usi ne hume milaya tha aur tum toh choti behan maante the use ek baar bhi usne humare baare main nhi socha chali gyi un logo k saath
Armaan :Riddhima wo uski family hai is baat se hume jitni bhi takleef ho but ye sacha hai wahi uski family hai and hum uske kuch nhi
(tears were flowing from their eyes and next moment Riddhima started crying Armaan consoles her and thake her in his embarace after some time shrom stopped crying Armaan look at her and found her sleeping and then he make her lie properly on bed and kiss her forehead )
Armaan :(in his heart)tum jitna bhi dikhalo tum usse nafrat karti ho uske saath bitaye har din se nafrat karti ho but main jaanta hun tumhare liye bhi wo days life k best days the.
Precap :past
so howz the update guyz
updates will be short and slow as my whole concentration is on SNS
so DON'T complain about the length please
-kriti
oh wonderful but sad part...
maan is fully drawn in his hasana...Rizs aur Armaan talk is beautiful...rizs hasana ke naam se bhi nafrat karti hai par man hi man wo bhi use yaad karti hai...do continue soon...
You can stay updated with all the latest updates in my stories right here in this thread. I will be updating the stories almost every day. Feel...
Chapter 52 Sameera watched as Maan arrived at her house. He hadn’t visited for a couple of days and Aavya had started asking when her new friend...
Prologue In the bustling city of Delhi, where dreams collided with reality and ambitions soared high in the sky, Maan Singh Khurana stood at the...
Hi, as the title suggests this story is going to be full of sorrow, but because it's my FF there will be unconditional love as well Whoever...
466