nxt day-
subah hai,aur k apne MBA college mein hai
there is a small function in the college
k is sittin with all gals
principle is on the stage
p-aaj jaisa ki aap sab log jaante hai,aaj hamre college ka annual feast hai,aur ye hamara saubhagya hai ki hamare beech humein marg darshan dene ke lie,hanare desh ke sabse mashhur ,naami aur succesful aur shayad sabse young achiever aur business tycoon Mr sujal garewal hamare yahan chief guest aur visitin faculty ki haisiyat se ek din ke lie aae hain.main unse kahunga ki students ke protsahan ke lie do shabd kahein
s comes on the stage
k ka to uska naam sunkar hi hairaani se muh khula ka khula reh gaya
s mic ke paas comes
he is lookin xtra dashin & cute,& bit of shy also,jisse aur bhi handsome lag raha hai
k ke hothon pe usse dekhte hi,chotti si muskaan apne aap comes,wo s ko pehli baar,sober haalat mein jo dekh rahi hai
aur wo to bilkul waisa hi hai,jaise ki kisi bhi ladki ke sapno k rajkumar!
s aata hai,mic ke saamne ,keeps his hand in the pocket,ladkiya to uski ada pe hi ahein bhar bharke mar miiti
s-hi guys!emm..i cant give speeches,i dont lik talkin. so i think mujhe kaha gaya hai,2 give some awards to u now,so i guess mujhko aap logon ko bore kare bina,wohi karna chahie,jiske lie mujhe bulaya gaya hai
so the awards r announced 4 all yrs,& s gives the awards 2 all
principle-the award for the most intelligent business sense goes to miss kashsih sinha!
aur tabhi s ke saamne aati hai uski apni 'bartender'
she jst smiles & takes the award
& here s is jst lookin at her,ki kya dekh raha hai sapna ya sach,ye yahan? subah subah to pee bhi nahi,to bhi!
then she jst takes the award & goes
& he jst looks at her goin & realises ki ye sach hi hai
tabhi he whispers 2 the princu
s-excuse me,ye abhi abhi jis ladki ne award lia kya naam tha uska.
princi-arre wo to kashish sinha hai,MBA final ye,very bright gal
s-hmm,kashsih sinha!
now its the snacks break
every student is thr chit chatin eatin & all,& s is thr with the faculty
s can c k with her frnds hazaar sawal uske mann mein uth rahe hain,paar yahan puche bhi to kaise puche,kahe bhi to kya
s bass teerchi mazro se,k ki taraf dekh raha hai
aur k jo apne frnds ke sath hai,chahke bhi apni nazron ko s ki aur bhatakne se nahi rok paa rahi hai
193