Plz update soon
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd Oct 2025
HEY JINDAGI 2.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 2, 2025 Episode Discussion Thread
Gen 5 News article Mila
Bingo Blitz - The Ultimate Showdown (Sign-up)
SRK Enters Billionaire Club
Sonam Kapoor is in her family way ? (2nd baby)
Sunny Sanskari Ki Tulsi Kumari opens well!!
🏏India vs West Indies,1st Test: N M Stadium, Ahmedabad, Day 2🏏
🎉 New Fun Quizzes Are Live on India Forums! 🎉
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 3, 2025 Episode Discussion Thread
Abhishek Seeks Legal Action On Salman Ash AI Generated Videos
The Manuscript Marauders Bingo Challenge Thread
Literary Looters 💰🤑 Book Bingo Discussions | October 2025 BTRC
What do you folks think about this???
How saiyara became hit
The Literary Looters 💰 | Book Talk Reading Challenge October 2025
To everyone disliking Amaal, Baseer, et al…
Originally posted by: ariyabestfan
congrats 4 new thread
Plz update soon
Originally posted by: zebbie0504
Goldie dearie...
Congrats for the 2nd thread..
I m really happy for you...
Do continue sooonish... :)
PART 9 A
Sameer returned home after his work and saw gaytri waiting for him. Sameer said "Maa kya baat hai aise kyu baithe ho?" gaytri making a sad face "haan tujhe kya main kaise bhi baithu kissi bhi halat main rahu tujhe koi farak padta hai kya?" sameer said "maa please ab ye sab phir shuru mat karo aap acche se jaanti ho main aapse kyu naaraz hoon aur ye bhi jaanti hai ki main aapko dukhi nahin dekh sakta hoon " Gaytri said "to phir ye ziddh chod de na sameer bachoo ko yaha"" Cutting her short said "Maa baccho ki accchi education ho isliye maine ye faisla liya hai aap batayiye yaha top institutes hai jinme aadi aur annu ki acchi se acchi education milegi phir yahape saare intizaam hai aur baccho ko bhi yaha accha lagega main nahin chahta hoon ki unki taalim main kisi tarah ki kami aaye unhe bhi aage chalke strong aur independent banna hai jaise bhai the aur aap batayiye kya ye sab waha possible hai? Waha aap logo ke saath rehkar bachho ko khoob laad pyar mila hai aur main bhi unhe miss karta hoon is liye jab tak main yaha hoon aur yaha saare intizaam hai main chahta hoon ki bacche yahi rahe aur aapko bhi to chance mil jaayega papa se romance karne ka ye bacche maza kirkira kar dete honge" Avantika hits sameer playfully"tu chup rahega ye hamari umar romance karne ki hai ya poti pote khilane ki hai"sameer said "accha aisa papa to mujhse hamesha complain karte hai" n winks at her mother. Gaytri said "kya karoon main tum baap bte ka" n then hugs sameer n says "beta main jaanti hoon tu baccho ko leke tune jobhi decision liya hai wo sahi hai par tum akele baccho ko kaise sambhalega" Sameer with a smile "Maa main sab kar loonga aap aaram se jao yaha rahoge to aapka mann kharab rahega "gaytri smiled n both went to their rooms to take rest.
Next morning gaytri was suppose to leave and she was instructing kids that not to mess things n also not to torture sameer due to their naughtiness. Sameer was watching their cute antics n smiling. When it was time gaytri bid bye to every one n before leaving the galaxy towers she said to avantika "avantikaji ummed karti hoon aap mujhe maaf kardengi aap bhi ek maa hai isliye mujhe acche se samajh sakti haiaur maine jo kiya wo kyu kiya ye bhi aap acche se jaanti hai" Avantika said "Main jaanti hoon gaytri ji mujhe bilkul bura nahin laga aapka job hi faisla sach jaane ke baad hai maujhe manzoor hai" withthat she hugged gaytri and all bid bye to her and sameer made her board the flight n she left Mumbai leaving aadi n annu with sameer. Aisha has decided to take charge of the kids as first sameer has requested her to take care of them and secondly she herself felt a beautiful bond with the kids she seem to forget all her pain miseries when she was with them . Gaytri informed sameer that she had safely reached her destination. That evening when sameer was back from the meeting he found kids were missing in the house n then saw that kids were playing and enjoying with aisha in her house. Sameer felt a unique sense of relief when he saw this. Aisha smiled n took kids along with her to sameer she wished him n asked the kids to go n freshup. After kids left aisha asked "aunty theek se paunch gayi sir?" sameer smiled at her question n said "Haan paunch gayi hai meri maa aur papa dono se baat hui thi tum janati ho aisha maine baccho ko yaha kyu roka kyuki waha maa aur papa ke saath wo independent nahin ban paate yaha unki acchi se acchi education bhi hogi aur main unpar nazar bhi rakh paaounga kyuki baccho ko bigadne main zayada der nahin lagti aur aadi aur annu ko leke main koi chance nahin lena chahta aur iski ek aur vajah bhi hai" Aisha looked at him in quizzical way n sameer continued"Maa aur papa ko saath main thoda waqt milega unhone saara time hame diya ab main chahta hoon wo thoda time khud ko de" Aisha smiled n kids came back
Aisha asked them for dinner n all were ready for it she served dinner to sameer aadi n annu. Aadi said "aisha aunty aapse ek baat poochu?" aisha said "Haan poocho" aadi said "aapko kaise pata ki papa ka favorite kya hai aapne saari papa ki pasand ki dishes banayi hai " hearing this sameer chocks food n starts coughing n annu giggled at this n said sweetly "aadi tumhe nahin pata aunty papa ki friend hai na is liye unhe pata hai ki papa ko kya pasand hai tabhi to unki pasand ki saari dishes banayi hai" sameer wanted to stop them but aadi strated again n said "aunty aap aur papa friends kaise bane the?aur aapko papa ke bina bole kaise pata chal jata hai ki unhe kya chahiye" aisha was completely in a fix that how to answer these innocent questions of kids. Sameer said "aadi annu aunty ko pareshan mat karo aur chup chap khana kao" aadi made a funny face n said "main kahan aunty ko pareshan kar raha hoon main to sirf unse pooch raha tha ki une kaun sa magic aata hai jisse wo sab jaan leti hai" Aisha said "aadi wo kya hai na jab aap kisi se true aur pakki wali friendship karte ho to aapko apne aap pata chal jata hai ki aapke friend ko kab help ki zarrorat hai ye aap tab samjhoge jab aap thode big boy hp jaaoge" Aadi said without thinking "yani aapki aur papa ki friendship ture aur pakki wali hai" aisha smiled n said "haan bilkul paaki wali" with that she glanced at sameer n their eyes locked for a brief moment n sameer lips curved ito smile. Aisha broke the eyelock n started arranging things for the kids n sameer was looking at her intensely
Sambhala hai maine bahut apne dil ko zubaan per tera phir bhi naam aa rahai
Jahan raaz ko chupaya na jaaye mahobbat main aisa maqaam aa raha hai
Sambhala hai maine bahut apne dil ko
Banaya hai maine tujhe apna saaqui rahe kis tarah fir mere hosh baaki
Nazar yu behkne lagi hai ke jaise mere saamne koi jam aaraha hai
Sambhala hai maine bahut apne dil ko zubaan per tera phir bhi naam aa rahai
SCROLL DOWN FOR PART 9 B 😊
PART 9 B
Aisha shyly moved out of the house muttering a soft Good Night to him n sameer smiled at her softly n saw her going away. Next morning sameer got up got kids ready for the school to get there admission formalities completed as he wanted that there session should start as soon as possible n they should resume their studies. Aadi n annu were thrilled to see a huge school building which had all facilities. Sameer took them to principal office n after a brief session n chatting with the kids she agreed for the admission n sameer completed all the formalities of admission n aadi n annu were really excited to see the new school. Sameer also bought new school bags, dress n books required for them as session was about to start in next 1 week . Aadi n annu were really happy n excited for the new session later after dropping kids at home he went back to ETF leaving their responsibility on avantika. He reached ETF n started his normal work suddenly arjun barged into his cabin and asked "Sam kya baat hai subah subah kahah chala gaya tha office bhi 12 baje aaya sab theek hai na ?" Sameer said "Haan sab theek hai bas bachoo ka admission karane gaya tha ho gaya hai unke day boarding se bhi baat karli hai bacche wahi rahenge fir yaha se sirf 20 minutes ki doori par hai to main jaldi se time khatam hone par unhe ghar le aaunga waha ke kuch teachers kobhi main jaanta hoon bahut accha khayal rakhte hai baccho ka aur next week se session bhi shuru ho jaayega to bachhe studies main busy ho jaayenge" Arjun smiles n said "chalo baccho ko pasand aaya bahut accha haiaur tune baccho ko rok kar bilkul sahi kiya hai bachhe bhi tujhe bahut miss karte honge " saying this he went back to his cabin.
Scene shifts to Udaipur where gaytri is sipping tea n lost in her thoughts n her husband comes from back n says "Gaytri kya hua kya soch rahi ho?" she dosent respond to him n dhamsging again called her bit loudly n her trance broke n said looking at her husband "aap kab aaye?" Dhamsing smiled n said "gaytri ji ye to galat baat hai jab se bte se mil kar aayi hai aap to humse theek se baat bhi nahin kar rahi hai kya baat hai bachho ko miss kar rahi ho?" Gaytri smiled n said "haan wo to miss kar hi rahi hoon lekin meri pareshani ki vajah kuch aur hai?" dhamsingh got worried n asked "gaytri kya baat hai main kal se dekh raha hoon jab se aayi ho tab se bahut pareshan ho sameer theek hai naya phir koi aur baat hai?" gaytri said "nahin sab theek hai mujhe sameer ki bahut chinta ho rahi hai" Dhamsingh said "kyu sameer theek nahin hai kya ?" Gaytri said "haan theek hai par aap jaante hai na wo khud apna khayal nahin rakta hai baccho ko kaise sambhalega upar se"" cutting her short dhamsingh said "Gaytri hamara beta bahut samajhdaar haiwo acche se sab sambhal lega aur tum hi too kehrahi thi ki waha ke loog aur mahool bahut accha hai" Gaytri said "Haan par shayad aap nahin jaante sameer apne hi saath kaam karne wali ek ladki aisha se pyar karta hai" Dhamsingh with a surprise "kyatum sach keh rahi ho gaytri mujhe yakeen nahin hota to phir uske parivaar wale bhi honge wahi par tumne mujhe kyu nahin bataya main khud waha aakar dono ka rishta pakka karwa deta " Gaytri said sadly"Par aisa nahin hosakta hai main khud sameer ka rishta leke gayi thi uski maa se milne waha pata chala ki wo ladki kabhi maa nahin ban sakti isliye maine ye rishta nahin kiya mujhe bahut bura lag raha hai par main kya karu sameer ko bhi sabhi kushiyo ka haqq hai par jis tarah se us ladki ne sameer ki jaan bachai aur baccho ko sambhala yadi ye na hua hota to main turant unki shadi karwa deti " Dham singh looked at gaytri with surprise
Gaytri saw him n said "Kya hua aap aise kyu dekh rahe hai?" Dhamsingh said "Gaytri mujhe tumse ye umeed nahin thi tum jaanti ho na sameer kaisa hai wo kuch kahega nahin bas ander tak toot jaayega aur us bacchi ke baare main tumne ek baar nahin socha jisne hamare bte ki jaan bachayi mana usme kami hai par kya aadi aur annu us kami ko poori nahin kar sakte yadi wo un baccho ko acchi tarah sambhal sakti hai to tumhe aisa nahin karna chahiye tha tumhe yaad hai sameer ne kaha tha ki jo ladki aadi aur annu ki zimmedari legi wo usi se shadi karega" Gaytri said "Haan main jaanti hoon aap kya kehna chah rahe hai par please main sameer ki kushiyo se samjhauta nahin karrongi aadi aanu ko to maa baap mil jaayenge par kya sameer ki aulaaad hum nahin dekh paayenge? Main jaanti hoon ki main aapko khudgarz lag rahi hoon par mere bete ne bahut saha hai main use aur koi samjhauta nahin karne doongi aur usne bhi kaha hai ki wo hamari marzi se shadi karega" Dhamsingh said "main jaanta hoon gaytri par tumhe samajhna chahiye ki jaha pyar hota hai waha ye sab cheese baimaine ho jaati hai fir ek anchaha rishta kya use khusi de paayega?" Gaytri said "waise maine sameer ke liye ek ladki pasand ki hai sanjana aapko yaad hoga ajay bhai sahib ki beti sameer ki bahut acchi dost thi abroad main thi parso wapis Udaipur aa raahi hai wo sameer ko acche se janti hai aur mujhe yakeen hai ki baccho ko bhi sambhal legi"Dhamsingh said "Par gaytri tum aise kaise-"cutting him short gaytri said"dekhiye ab koi par var nahin sameer ko main sambhal loongi aur wo meri baat nahin taalega pehle main sanjana se milke tassali kar loon fir baat aage badhaungi"
P RECAP: Sanjana meets kids and sameer n his family how will all react to this new situation
So kaisa tha guys do let me know by ur comments please keep encouraging me as I write for u guys ur bashing n suggestions are more then welcome If u feel that story is going on a wrong track feel free to discuss it waiting for ur valuable comments Excuse if any typing errors love u all
Regards Goldie 😊
Written on the lines of the film Punjabi House, this story follows a young man burdened by debt who fakes his death and hides in a Punjabi...
Inspired by the timeless Bollywood tale "Raja Hindustani", this story unfolds in the snowy embrace of Manali, a free-spirited taxi driver and a...
A shy young artist pours her soul into hidden sketches, never suspecting they reach an unexpected admirer. Trapped in webs of deception that...
A "What-If" Rumya Continuation Story — imagining what could’ve happened if Soumya never left Ishqbaaz and her relationship with Rudra was...
This story has been inspired by the 2002 Malayalam film Nandanam, and was written at the request of Jasminerahul. It is my humble attempt to...
24