Episode 33
(evening time - both families about to dine)
mihir: karan?
karan(2 diya): one minute...(2 mihir): yeah dad?
mihir: idhar aao..
karan: yeah? whats up?
anu: beta mohini...
mohini: jee?
anu: idhar aao..aap..
mohini: theek hai...
mihir: beta...humne tumhare shaadi karne ka faisla kiya hai..
karan: acha?
(looks down..thinking of diya)
anu: mohini..abhi abhi..mihir ni kaha hai..ki karan ki shaadi hoge...tumse..
(karan looks up in shock)
(diya hears this..and is heartbroken)
karan: lekhen..papa...main...main...
mihir: kyun beta? koi aitraaz?
karan(standing up): aitraaz? aitraaz hai..main mohini se shaadi nahin kar sakta...
(everyone comes in the lounge room..seeing whats wrong)
prerna: beta...aisa..aisa..maath karo..humare saath..mohin..humare beti jaise hai...
karan: aunty..main mohini se pyar nahin karta..
mohini(crying): lekhen..main karti hoo....
karan: mera dil kisi aur ki paas hai..
(everyone is shocked)
karan: main kisi aur ka hoo...
mihir: kaun? kaun hai voh?
karan: anu uncle..voh larki aapke apni beti hai...Diya!!
(everyone stares at diya in shock)
karan: main aur diya ek doosri se buhut chahti hai..ek doosri ki beegair jee nahin sakti...
prerna(2 diya): kya yeh sach hai diya?
diya(silent)
prerna: khamosh kyun ho? jawab do..
diya: haan mama...2 saal pehle ki baat thi..school ki khatam hone se pehle...
vanchita: satyanas! iss larki ni humara naam ko disgrace kar diya hai..
bauji: vanchita...bas! diya ni koi galat kaam nahin hai...pyar ko koi paap nahin hai...
kashish: diya...its ok...tum jao...aapni room mein..ok?
(diya leaves in distress)
mihir: karan...tumhare khushi mere khushi hai...tum kisi khush rahoge? diya? ya phir mohini?
(karan turns around to see mohini..who is crying...and then looks up at diya..)
karan: diya..
(mohini screams and runs upstairs)
tulsi: humne faisla kiya hai..diya humare ghar mein bahu ban ki aayege..
(all sinha girls smile)
bauji: mubarak..ho beta!
kavya: congrats...brother!
(hug him)
daniel: good for you..mate!
karan: thanx!
(all sinha girls rush up to see diya)
gauri: hey..diya..chal...shopping time..
diya: ykun?
amal: ithni innocent maath acting karo...tumhare shaadi hone wali hai...
diya(happy): kya?
amal: haan..karan ni tumhe choose kiya hai..aur mihir uncle aur tulsi aunty iss baat ko lekhar khush hai...so are mummy and papa...
diya: erm...
(diya runs down)
bauji: khush rahe...beta..(embraces her)
angad: buhut acha hua na..anjali? ki karan aur diya ki shaadi hone wali hai?
anjali: haan...tum phir hum dono ki shaadi kab hui gi?
angad: erm..
rpiya: buhut jald hoga...(smiles)
anjali: erm..priya..aaj thak jo bhi maine kaha hai...forgive me...i'm sorry...
priya: arre...sorry kis baat ki? tum angad ki hone wali patni hoo...its yur right...
anjali: hmm..
(all of a sudden..anjali starts coughing badly...)
priya: anjali?
angad: anjali? priya?
priya: haan...?
angad: anjali..ko hospital karti hai...fmaily ko kuch maath kehna...itne khush hai ki...
priya: chalo..
(both take anjali to the hospital)
(marriyam comes in the house wid yuv)
marriyam: acha..yuv..aaj ki liye..tho dinner karki jao?
yuv: erm...marriyam..aaj mere exams ki preparations karne hai...main zaroor kal aaonga...
marriyam: acha...
yuv(whispers): waise..aapne mummy ko batana maath bhool na...you know..hum dono ki baari mein...
(arjun sees them two)
marriyam: nahin..zaroor bataonge...
yuv: ok..phir bye..
marriyam: bye..
(yuv leaves..marriyam walks over to her sisters)
(sujal and amina are talking with each other..shravan feels bad..at this..)
sharavn(thinking): pata nahin aisa..kyun lagta hai ki...aaj pehle baar aisa kuch ho raha hai? kyun main har baar amina ki baari mein sochta hoo..?
swayam: sharavn?
shravan: haan..?
swayam: kya soch rahe hoo?
shravan: swyaam? mujhe lagta hai ki..mujhe amina se pyar hogaya hai...
swayam(thinking): yaar...hum sab inn singa larki ki peeche kyun hai? main..kashish ki peeche...yeh..amina ki peeche..jatin..priya ki peeche..aur..ansh rose ki peeche...uff..
shravan: mujhe kya karna chahe?
swayam: batao usse? yeh..phir..prerna aunty se kaho...buhut jald tumhe aapne damad bana de gi...
sharavan: aisa ee hoga..
(Precap: Anjali has some shocking news for Priya, Sujal realises of Shravan's feelings for Amina and is heartbroken and Prerna decides to announce Marriyam's engagement, Kashish feels different than ever before, Daniel says goodbye to Rose for his first duty, Sohan~Tuhina share a memorable moment, Amal gets closer to Adi.
Howz dat, ppl?