Vaikunthpuri
in the afternoon Shree is feeding milk to Rajkumar Saket..Lakshmi is preparing Rajkumari Vidisha..but often becomes unmindful
Saket : badima dughdha samapt ho gaye aab hum krira karne jaye??
Shree : jao..aur Vidisha ko bhi le jao..
Vidisha's eyes gets teary..:
Vidisha : humein nhi jana
Saket : vo pitashree k jane k paschad kabhi krira nhi karti..
Vidisha (clutching Lakshmi's neck) : ma pitashree kab ayenge..
Laksmi (suddenly regaining consciousness) : hum nahin jante..humse prashna na karo..
Shree understood there is something going in Lakshmi's mind..
Shree : dasi..jao Saket aur Vidisha ko bagicha mein le jao..
Dasi : ji maharani...
and she took them out..
Shree : Lakshmi ..Maharaj ko smaran kar rahi hai??..tujhse vivah hone k paschad vo Vaikunthpur se vises praojan k atirikt kabhi bahar nahin gaye..ab kuch adhik samay to lagega hi..
Laksmi : didi aap unhe sarvada smaran karte hai na...
Shree : pichle paanch varsh se yehi karte aye hai..(and then she felt she is indicating Lakshmi's coming in Vishnu's life ...so she stopped)
Lakshmi : didi aj Naraddev se asurlok k ek suchna prapt huye hai..hamare
bhrata Vidyunmali ka vivah hone ja raha hai raja Vritra k kanya
se..hamare sampurn parivar is vivah mein ekatrit honge..keval hum nahin
honge..
Shree : yeh wahi Vritra haina jisse tumhare pita Tarak valpurvak tumhara vivah karwane k chesta kar rahe the??aur swami ne tumhare raksha kiya??
Lakshmi : han isi vivahmandap se maharaj ne valpurvak hamari haran kiya..didi Vidyunmali bhaiyonme sabse adhik humse prem karta tha..apne jeevan k har ek vishay vo humse alochana karta tha..kintu uske vivah mein hum upasthit nahin reh payenge..kyunki na to humare pita ye chahenge aur na hi hamare swami..
Shree : dukhi na ho Lakshmi..yehi to ek stree k jeevan hai..ya to pita ya bhrata ya phir swami k agyadheen ..tu ab devlok k rani hai..asurlok se ab tera koi sambandh nhi raha..
Lakshmi : jinlogoke bich hamare jeevan k 16 saal bita vo aab mere koi nhi rahe??humare ab unke sath koi sambandh nhi hai??ye kaisa niyam hai sansar k??
Shree : tu akeli kahan hai??hamare pita maharaj Daksh ne bhi to humse sambandh tod diya..
Lakshmi : didi aapke sthiti vinna hai..dakshpuri na lautna aapke sidhant the..aap yadi ab bhi jana chahte hai to swami apko nishedh nhi karenge..kintu hamein to Vaikunthpur se bahar jane ka anumati hi prapt nahin hai..hamare jeevan k har ek sidhant sarvada koi aur hi lte aye hai.. hamare pita ne us vridha Vritra se apne shodasvarshiya putri k vivah tayar karne k samay ek bar bhi ye nhi socha k ye vivah se purv hum mrityu ko prapt hona uchit samjhenge..aur nahi hamare swami ne hamare haran se purv hamare sammati janna chaha..vo to vivah k liye bhi hamari ichha janne k chesta nhi kiya..aur nahi humare sath milan karte huye hamari sammati ka pratiksha kiya
Shree (keeping hand on Lakshmi's head) :kamsekam swami tujhse apne prano se adhik prem to karte hai..hamein to ye soubhagya bhi prapt nhi hai ...
Lakshmi kept head on Shree's souldier and both the queens kept shedding tears for same man but for different cause
No Comment. Because one of our ancestor invented a smriti called manu Smriti where this is mentioned clearly..."A Woman should have to obey, in her childhood her Father, in her Youth her husband and in her old age her son." Sarthak Janam Mor, Mago Janmechi meye hoye ei deshe.😡