Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 1st Aug 2025 EDT
Kumkum Bhagya New Season | Episode Discussions Thread #5
MERI MUMMA GEETU 31.7
🏏India tour of England 2025: 5th Test: Eng vs India- Oval, Day 2🏏
GEETU & KICHDI 1.8
New Time Slot
71st National Film Awards (Celebrating 2023)
Anupamaa 31 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Katrina Kaif Pregnancy Rumours
Anupamaa 01 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Congratulations SRK National Award
Jodi name for Mihir-Tulsi
My Box Office Predictions for Son of Sardar 2
Aamir Junaid Ki Nayi Scheme
Makers mission to prove Navri incompetent in all aspects.
AR Murugadoss Blames Language Barrier For Sikandar Failure
Pageturner Bhidus💫Reading Challenge August 2025
Bookaholic Yaars 👩🏻🤝👩🏽 || BT Reading Challenge, August 2025
10 years of Drishyam
Congratulations National Award Winning Actress Rani Mukerji
s enters his room
he is shocked to see ki pura room bikhra pada hai
in his astonishment he goes & sits on a chair
aur wo chair dhaaaaammmmm !!!!!!!! tut jaati hai
aur s ke saamne deewar par likha hua hai
'welcome, Mr Richi Rich '
s ko achche se samaj mein aa jaata hai ki ye kiski kartut hai
then he enters his washroom
to wahan ka haal to aur bhi bura hai
saare floor pe saabun, shampu, grease bhara pada hai
walls & tiles pe paint laga hua hai
s ko uski khundas to thi hi ki k ne uspe ande barsaye abb iss kartut ka bhi gussa aa gaya
abb s thaan leta hai ki iss ladki ko to wo sabak sikhake rahega , kaise bhi
abb s storms to whr k is
s-aye, idhar suno , kya naam hai tumhara?
k-kashish
s-haan, idhar aao, isaid come here!
he takes her to his room
s-saaf karo isko!
k-nahi karungi!
s-kya kaha???????????
k-haan nahi karungi, mujhe nikalnaa ho to nikaal do! [with a sly smile]
s-ye ganda tumne kia hai naa, to saaf bhi tumhi karogi, do it fast!
k-haan, maine kia hai, aur main isko saaf bilkul nahi karungi , kya kar loge? nikamme kahin ke!
s ko k ki badtameezi pe gussa to aa raha hai, paar he is astonished by her courage ki kisi ne bhi jurrat nahi ki to talk to him lik tht
he is also impressed by her oozing honesty & confidence
s-achcha to tum nahi karoge, main bhi dekhta hun kaise nahi karti ho!
s holds her aur pakadke usko bathroom mein band kar deta hai, & locks her
s-tab tak padi raho jab tak saaf naa ho jae
k is shrieking
k-MAIN SAAF NAHI KARUNGI!!!!!!!! KUCH BHI KARLO!!!!!!!!! CHAHE NIKAAL DO MUJHE!!!!!!!!! U TOTAL BAFOON NIKAMMA!!!!!!!!
k zor zor se per patak rahi hai
halla macha rahi hai
s doesnt pay heed to it & goes to the hall
hey nils, iss barr bahut different stry hai n k is also so hatke.......
k zor zor se per patak rahi hai
halla macha rahi hai
s doesnt pay heed to it & goes to the hall
aur hall mein jaake he makes a call in the orphanage
& father picks up the ph
s-hello main garewal mansion se bol raha hun
f-jii jii kahie itni raat ko sab thik hai naa , wo kashish zyada shaitaani to nahi kar rahi naa .plz wo bachchi hai, uski naadaaniyon ko maaf kar dijiega , actually naa wo chahti hai ki uss jagah se jaise taise chutkar wapas aa jae, meri vinti hai aapse aap uski galtiyon ko bachchi samajke nazar andaaz karle
s-jii, wo thik hai [s is slowly gettin the whole picture].main bass puch raha tha ki uske saath ek bachcha..aaj
f-jii..jii wo pintu hai wo usko apna bhai maanti hai, uska janamdin tha to islie wo aaj apni didi ke paas, koi takleef hui ho to main kashish aur pintu ki taraf se maafi maangta hun
s-nahi koi baat nahi, sorry to disturb u, gud night
s cuts the ph
s-[mann mein] to madam ka maksad yahan se nikalna hai, paar aisa to main hone nahi dunga. mujse badtameezi karne ka hisab to chukta karna hi hoga
abb iss taraf k is really tryin hard to get out of the place
she knws ki darwaza bajaane se koi faidaa nahi
she locates a small window at a height, jo usko nahar pohoncha degi to the outer wall
she knws aisa karna khatarnaak hai, paar hamari k khatro se kahan daarti hai
she takes two buckets ek ke upar ek rakhti hai aur chad jaati hai unpe
chadke she opens tht small small roshandaan type ki khidki aur usmein se bahar nikal jaati hai
aur kundke lands up on pipe, thts was passing
she is on the 2nd floor of the house, ghar ke bahar,holdin the wall & on a pipe
darr to thoda thoda lag raha hai,dil bhi dhadak raha hai ki agar balance gaya yaa per thoda fisslaa to bass kaam khatam
aur neeche dekhne pe to aur bhi darr lag raha hai
paar abb to kar lia naa, to himmat karke aage bhi badh jaate hain aisa socha hamari k ne
abb dheere dheere peair ghasiit ghasiit ke wall ka support le leke she reaches a window
she is relieved ki abb window se ghuske she will reach a room safely
she opens the window, & jaumps into the room
she is relieved ki atleast she has stepped on a solid firm grnd
par saamne nazar padi to dekha ki saamne
sujal garewal khada hai
he is lookin at her with one eyebrow raised & a side mischivious smile on his lips
par saamne nazar padi to dekha ki saamne
sujal garewal khada hai
he is lookin at her with one eyebrow raised & a side mischivious smile on his lips
she is stunnnnnnnnnnedddddddddddd, ki yahan kya kar raha hai
s apni jeet pe andaar se bada khush hai, par somewhr he is in a awe of the gal's courage, confidence & boldness
s-bhaagne ki koshish ! huh! jao jaake jo kaha hai karo!
k-main koi.....
s-kaun tha wo bachcha?
k-mera bhai, i mean main usko bhai maanti hun, pintu
s-kitna bada hai
k-8 saal
s-school jaata hai?
k-haan orphanage ka school hai
s-hmm, tum padi likhi ho?
k-haan, ussi school mein main bhi jaati thi, 12th tak padi hun. uske baad yahan aa gai naa
s-tum 18 saal ki ho?????? [he is lik itni choti hai kya] sanjana ki umar ki?
k-kaun?
s-meri behen?
k-haan, 18 ki hui hun
s-hmm, abb jao jaldi se clean up the mess , aur ye yahan se bhaagne ka bachpanna mat karo, be matured think abt orphanage & father, ok. go now
k doesnt say anythin, he was so gaurdian lik ki she cldnt mak herself fight with him jaake cleans up the mess
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
new morning, new day. what does the new day bring us. what will the morning be like after the storm that rages in my heart all night. What is...
Chapter : Melodious Encounter https://www.indiaforums.com/fanfiction/chapter/52348
35