hey guys this my first os on Rantara. I usually comment on others post bt yesterdays episode made me write an OS. I have not written a os befor this is the first time so please tell me how it is
Rantara OS
it starts from where yesterdays episode ended.
Satya was continuously trying to flirt with Antara and trying to gain her attention. Antara being naive and unknown of his real intention was just listening to him uncomfortably.
On the other had Raghu and Ruksana were having a friendly chat. Just then Ruksana asked
Ruksana - batao Raghu aur kya chal raha hai basti mein
Raghu - woh Navratri chal rahi hai toh wohich mein... Kya hai ki Mai ne pure 9 dino ki saare tayariyon ki dekhbal karne ki zimmedari Miscall de di hai toh aaj kal usike madad karne mein rehta hoon
Ruksana - kya baat hai phir tum yaha kya kar raha ho... uske sath hona chahiye tha na
Raghu - woh Mai ka kuch kaam tha toh meine Machmach ko uske sath jaane ko kaha hai
Just then Ruksana saw something and said to Raghu
Ruksana - Raghu ek minute ruko
Raghu stops the jeep and asks
Raghu - are kya hua
Ruksana - Raghu tumne kaha ki Antara Machmach ke sath hogi
Raghu - haan... Kyun
Ruksana - lekin Antara to waha hai (pointing towards the right side)... Aur uske sath wo kaun hai
Raghu saw their and saw Satya was trying to impress Antara by his jokes and Antara was giggling too. His anger boiled in an instant and got down from the jeep. Ruksana followed him. He came upto them.
Raghu - MISCALL he shouted
Antara and Satya heard him and turned towards his direction. Satya was a bit shocked but Antara got happy to see Raghu there
Satya composing himself - tum yahaan
Raghu - haan... tum dono yaha kya kar rahe ho(trying to keep his voice as calm as possible)
Antara - Raghu woh shukar hai tum aagaye... Kya hai ki Saheb ki gadi kharab ho gayi hai aur yaha network bhi nahi mil raha tha toh hum...
Ruksana very well knew Raghu will not be able to control his anger and tried to control the situation.
Ruksana - Arre Antara zara mujhe bhi toh dehko mein bhi hoon yaha pe
Antara - arre Ruksana tum... kaisi ho... bohat accha laga tumhe dekh ke and gave a friendly hug to her.
Ruksana - arre voh sab bate baad mein karenge pehle chaliye hum bhi aapke sath deete hai aapke kaam mei
Raghu - tum fikar mat kijiye sahib aapki gadi keliye itezam kar dunga filhaal aap jeep mei baith jayi ye
Satya gritted his teeth as everyone went to jeep. Raghu drove the jeep and Ruksana and Antara sat and the back.
They went for shopping and it was hard for Raghu to control as Satya tried to flirt with Antara i front of him so Ruksana took him to other place and let RAntara be for them. Raghu was still angry.
Antara - Raghu mein kabse tumhe dekh rahi hoon ki tum kuch bol nahi rahe ho... kya baat hai
Raghu - tujhe meine bataya tha ki Machmach ke sath chale jao toh tu sahib ke sath kya kar rahi hohe shouted
Antara - Raghu woh mein jaa rahi thi ki Machmach ke jeep ka tyre puncture ho gaya tha aur use thik karne ke liye woh gaya... tabhi sahib aake mujhe lift keliye pucha to
Raghu - aur tu maan gayi... arre kamse kam mujhe toh bata sakti thi ki tu sahib ke sath jaa rahi hai his voice was lower than before but still he was shouting
Antara - lekin Raghu...
Raghu - mujhe koi bahana nahi sunna... tu bas ek baat samaj le ki agli baar tu sahib ke sath kabhi bhi akeli nahi jaogi
Antara tried to defend herself saying
Antara - lekin Raghu mei to bas...
Raghu - meine kaha na tuje bas tu aisa kabhie phirsa nahi karogi
Antara's eyes got moist by his shouting. Just then Ruksana returned with Satya and Antara wiped her tears from her eyes
Ruksana - Antara sare shoping ho gayi na...
Antara controlling her tears said - haan ho gaya chale
She went from there without looking at Raghu. Satya observed the scene and said
Satya - Raghu.. bro tujhe uspe chillana chahiye tha are meine use insist kiya tha ki mei use lift dunga isme Antara ki koi galti nahi hai... dekh agar uski chehre pe smile nahi rehti toh woh mujhe achi nahi lagti hai... He said with a smirk and flirtatious tone.
Raghu - sahib meri aur Miscall ki bech joh bhi ho tumhe uske beech mei padne ki zaroorat nahi hai gadi mein baithiye wapas bhi jaana hai
They went from there. While on the way Antara asked Ruksana about her drama company Raghu told everything in spite of Ruksana trying to avoid it. Antara even though angry with Raghu listened to Ruksana's problem
Antara - Ruksana tum ek kaam karo tum meri yaha ruk jao mujhe bhi company mil jayegi thik hai
Ruksana - lekin
Antara - mein kuch nahi sunna chati tum meri yahar ruk rahi ho bas
Ruksana - thik hai waise bolna padega tumhari aur Raghu ki soch kitni milti... woh bhi mujhe bata rah tha ki Miscall ke yaha ruk jaa
Antara and Raghu got silent for a while and said in their minds
Raghu - Micall mein bas tujhe sahi salamat rakna chahta hoon. Mujhe pata hai ki sahib har bar ki tara meri har cheez cheene ki koshish karenge aur meitujh khona nahi chahta... kyunki tu meri zindagi tere bina mei kuch nahi hoon
Antara - jab mujhe apna sab kuch maante ho toh mujhse apne aur sahib ke bech mein jo kadwahat hai uske baare mein batate kyun nahi... mein tumhe apne bare mei har ek batati hoon toh tum mujhe yeh baat na batake mujhe andere mein kyun rakh rahe ho...
They reached the basti. Raghu went to Machmach first and Antara took Ruksana to her house. Satya was completely boiling because of his failed plan and straight away went to Naik Sadan.
Raghu asked Machmach about the whole incident and got to know what actually happened and realized it all was Satya's fool proof plan to take Antara out and spend some time with her.. Raghu got very angry and went to his terrace and started to punch his punching bag hard.
On the other hand Ruksana came to Antara's house and Antara said her to stay in the ground floor room as Ishaan and herself will be staying upstairs.
Antara said to Ruksana
Antara - Ruksana tum yehi raho mujhe bohot sara kaam hai to mei use nipta ke aati hoon
Ruksana - are nahi nahi mein yaha akeli rehkar kya karungi mei bhi chalti hu tumhari madat karne
Antara - are nahi Ruksana tum raho yaha mein kar lungi
Ruksana - tum mujhe apna dost mati ho na... haan ki naa
Antara - haan
Ruksana - toh muhje bhi tumhari madad karne do waise mujhe bhi dandiya kehle huye kuch tym hua hai to hum milkar sath mei maaze karenge chalo
Antara - thik hai chalo
Both went and started preparing for the dandiya function today when Ruksana started teasing Antara
Ruksana - waise Antara suna hai ki Raghu ne apne pyaar ka izhaar bohot khubsorat se kiya hai... zara Hume bhi toh batao kya hua tha
Antara - tumhe kaise pata
Ruksana - oo madam apke Raghu ko ehsaas meine hi karaya tha ki woh tumse pyaar karta hai
Antara - ab kya batau sach mein bohot khubsurat tha wo raat
Ruksana - tum dono ke beech na aag barabar jala hua hai us din bhi aaj bhi mein tum dono ke beech to padna nahi chati par aaj jo kuch bhi hua lagta hai ki bhot upset ho tum use
Antara - haan bhot upset hoon kyunki mein use baar baar puch rahi hun ki uski aur sahib ke beech aisa kya hai par voh mujhe kuch bolta nahi aur ulta mujhpe chillata shayad voh mujhe protect kar raha hai lekin aise kar ke voh mujhe aur andere mein dal raha hai
Ruksana - hmm toh yeh baat hai... wase mei bhi sahib aur Raghu ke dushmani ke bare mein nahi jati hun lekin tum ek baar ja kar use ehsaas dilao ki yeh baat tumhe janna kina important hai
Antara - thanks Ruksana tumse baat karke maan halka hogaya
Ruksana - welcome
On the other hand Machmach tried to do the same what Ruksana did. He went to Raghu and told him that even though he wants to protect her he is putting her in more danger.
Raghu went to the pandal and saw Antara was busy was getting very hyper and looking after all the arrangements with Ruksana. He asked Ruksana to help him to talk to Antara alone.
Ruku managed to send Antara to the library terrace alone.
Antara- arre Ruksana tum kaha ho
She was pulled back from a hand. It was Raghu
Antara - Raghu tum
He holds her waist tightly and pinned her to the wall
Raghu - haan... woh bole to sorry
Antara looked away and tried to push him away. But Raghu's grip tightened around her
Antara - mujhe jaane do
Raghu - haa jaa sakte hoo lekin meri baat adhuri hai meri baat khatam karne ke baad tu ja sakti hoo
Antara - ab bacha kya hai bata ne ke liye mujhe batana nahi chahte toh...
Raghu - Shhh...
Raghu silenced her by putting his finger on her lips. She subconsciously put her hands on his chest.
Raghu - mujhe bolne de Miscall... woh kya hai ki mere aur sahib ke beech ke kadvahat ko mitane ki koshish ki hai par use lagta hai ki main mai sa uske jagah aur uske haq cheene ki koshish karna chahta hun... har waqt wo koi na koi baat ke wajah se mujhse ladta tha... waqt ke sath muje bhi pata chala ki sahib kabhi badal nahi sakta... use ab meri har cheez chenna chahta hai... Shayad tujhe bhi. Mein tere ko khona nahi chahta hoon... tu meri jaan hai mein kabhi bhi tujhse door nahi jana chahta hoon... mujhe laga ki yeh baat mein tujhe batakar tuje tension nahi dena chahta tha...
His voice got a bit choked while he said that. For the first time she saw him being vulnerable for her. She took his face in her hands and raised herself and kissed his forehead... Raghu caressed her face and the both looked int each other's eyes for a while and said
Antara - mein bhi tumse kabhi alag hona nahi chahti hoon aur rahi baat cheene ki toh ek baat apne dimaag me chap lo Mr.Raghunath Naik ki Antara ka dil hamesha Raghu ka hai aur rahega she aid with her voice filled with love for him
They both hugged each other passionately. Raghu got naughty for a while and said
Raghu - miscall... tune toh mujhe kiss de di ab meri bari hai
Antara came out of the hug and said
Antara - nahi Raghu
Raghu - kayku... tune mujhe do baar kiss kiya toh apun ko bhi to chance milna chahiye... and came closer to her
Antara - lekin abhi nahi
Raghu - toh
Antara - Pata nahi
And Antara ran away pushing him away. Raghu followed her and they came to the maata rani's pandal they saw Ruksana there she was doing all the preparations
Ruksana - shukar hai Allah ka tum dono ka romance khatam ho gayi varna itne sara kaam mein akele kaisa sambhalti
Rantara looked at each other and blushed looking down
Ruksana - ab ek dusre ko dekthe hi rahoge ya meri madad karoge bhi
They stared to doing all the preparations stealing glances of each other and blushing again and again.
Precap - raghu's kiss and someone comes to basti
plz review guys and PM for the next part will be sent to those who comment only😉