hmm cc khatam nahi kar sakta abhe mujhe jana hai 1 kaam zaroori..
wese bhe sar ghoom raha hai.. pata nahi kya takleef hai, jab bhe kuch read karon ya IF pe ata hoon to chakar se aney lagte hain, health ache se theek he nahi ho rahi.. or mujhe feel ho raha hai ke main zeyada beemar hone wala hoon, 3 ya 4 months he guzarte hain os ke baad ho jata hoon bohot zeyada..
or main bohot baar keh chuka hoon ke ager main zinda raha to blv me 6 months ke andar kuch bhe ho main post karon ga,! or ager main na kar saka to kisi se keh doon ga ke yhan a kar bata do, ager 6 months se 1 din bhe oper ho geya to plz yakeen kar lena main zinda nahi hoon :) samjh jana os Naagin ke zehr ne apna kaam kar diya, lool
bye bye :)
931