Super - Duper Amazing ...
Awesome Update ...
Loved it...
Continue Soon...
Thanks for the PM... 😳
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 12th Oct 2025 - WKV
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 13th Oct 2025
COURSE STARTED 😛13. 10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 13 Oct 2025 EDT
Alia Bhatt Creates History
Stars at Manish Malhotra's Diwali Party
No amount of jadu tona is enough for Alia bhatt and Filmfare editor
Bollywood Diwali bash pics.
Why is Hrithik wasting his time by doing all these?
A Historic Moment: Israel- Gaza Peace The October 2025 Ceasefire
Child Contestant Behaviour In KBC
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 14, 2025 Episode Discussion Thread
Like/Dislike/Neutral Week 7
MAHE JAAN
PART 5
Dono ne ek dusre ko tightly hug kiya hua he
Dono ye believe hi nahi kar pa rahe hi wo samne he ek dusre ke ye sach he koi sapna nahi
Dono kuch nahi kehte sirf ek dusre ko feel kar rahe he
Unke jazbaat jo pichle 10 saalo se andar the unke dil me wo unke aankho ke aansu bankar bahar nikal rahe he
Dono bohot kuch kehna chahte he ek dusre se but unki aawaz unka saath nahi de rahi
Labz hi nahi nikal rahe unki zaban se
Kuch der baat dono hug se bahar aate he
Both hold eachothers face n cares it again n again to feel ki ye real he ki aaj unka intezar khatam hua
Unke aansu rukne ka naam hi nahi le rahe
Arjun : riii... riyaaa... Riya"take her name with choked voice"
Hearing her name from his mouth is most blissful thing for riya automatically uski aankhe band ho jati he hearing his voice after a decade
Arjun fir use apni baaho me bhar leta he but this is the limit for riya n she starts to cry very bitterly
N arjun usse riya ko is tarah nahi dekha jata he so try to smooth her kabhi uske hairs cares karte hue kabhi uski back rub karte hue
But with his care her sob grew harder
Arjun : riyu jaan please ab nahi riyu shhh... Bohot ro liya jaan ab wo din gaye ab bas please mere liye
Riya nod her head over this n look towards his face with her teary eyes
Dono ek dusre ki ankho me dekh rahe he dono ki aankhe laal he unme unki tadap saaf jhalak rahi he
Riya ek dam se arjun ka face apne haatho me leti he n kissed his swollen eyes feeling his pain then his forehead, then his cheeks
Feeling her soft touch on his face arjun immediately closed his eyes
Uski riya ka touch itne saalo baad jis ehsaas ke liye wo itna tarsa itna tadpa use aaj mehsoos kar raha he
Riya : hum aapse bohot pyaar karte he arjun bohot ye din ye raate ye saal bohot mushkil the aapke bina ab nahi reh paenge aapke bina arjun nahi reh paenge"n she again starts to cry"
Arjun takes her in a hug again n riya she clutch over him like her life depend on this hug
Riya : ab humme or himmat nahi he arjun hum ab or nahi seh sakte
Arjun : me bhi nahi riya me bhi nahi,nahi reh sakta hu tumhare bina riyu ye ek ek pal ese jiya he jese mano saza ho pal pal mara hu me tumhare liye bohot tadapa hu us waqt dil par pathar rakh kar tumse dur hua tha, par ye 10 saal!! Mene ek bhi lamha sukun se nahi jiya me zindagi ji kaha raha tha riyu zindagi sirf kat rahi thi meri jaan to tumhare paas thi meri me bas ek bemani zindagi kat raha tha tumhare bina
Both are crying in each others arm
Arjun : kaha thi tum kitna dhunda tumhe pata hai .har saans jaise tumhara hi intzar kar rahi ho or jab pata chala ki tum tum tum...nahi rahi meri saanse ruk si gayi thi riyu par aaj aaj tum meri baaho me apne arjun ke saath ab tak me adhura tha aaj me pura ho gaya tumse tum kaha thi riya tum kaha thi"said very emotionally"
Riya going to answer him ki...
Tabhi arjun ka phone bajta hai.wo gusse mai katne wala hota hai par rathod ka no. dekh wo attend kar leta hai
Arjun : haa rathore"said annoyingly"
Rathore : rawte kaha ho case aaya hai .under cover ke bad case bhul gaye ya office timing.
Arjun : yahi hu mai.or tum phone rakhoge to aaunga na
They cut call.
Arjun : sorry Jaan emergency hai. Ye mera card hai. Is no par apna no. or address msg karna mai aata hu.
Ek bar wo fir riya ko dekhta he with longing but he is in hurry
Riya kuch bole iske pehle hi arjun chala jata hai. Riya ko bhi kuch samjh nahi aata .wo card dekhe uske pehel hi uska phone ring hota hai.
Shree : ri new case jaldi aao.
Riya immideatly move for conference room.
In conference room
Sab he waha fir ariya bhi aa jate he
Pehle arjun aata he as always koi expression nahi koi nahi keh sakta ki kuch der pehle ye insaaf bohot roya he in 10 saalo me usne apne aapko esa bana liya he use apne emotions mask karne ki aadat ho gayi he
Fir riya aati he uska face pale he with continuous crying eyes swell he isse sabko lagta he kuch hua he kya wo nahi jante but riya or arjun dono same direction se aaye he so all think ki arjun ne hi riya ko danta hoga
All are giving pity look to her n ved use riya ko is tarah dekh bilkul acha nahi lagta isse pehle wo kuch kahe
Rathore bhi riya ko is tarah dekhta he so he ask
Rathore : riya any problem
Arjun ab rathore ko confusingly dekhta he becoz use samjh nahi aata ki rathore use kese janta he
Riya : no sir
Rathore : hmm
Arjun confused he n he is going to ask something but rathore understand ki kuch kehna chahta he but wo arjun wo kuch kehne ka mauka hi nahi deta
Rathore : case rawte
Rathore : so team
N he starts to brief the case
Now both ariya get confused ki rathore/rathore sir ek civilian ke samne kese case discuss kar rahe he its not like him aaj kaha he uske/unke rules n protocol...
Arjun : Strange"he said sarcastingly"
Isse rathore arjun ki taraf dekhta he
Rathore : kuch kaha tumne
Arjun : aap ek civilian ke samne case discuss kar rahe he SIR its strange"with his usual smirk"
Arjun said this indirectly indicating towards riya
Rathore : under cover ja kar apni yaadash kho bethe ho ya case briefing ki jarurat nahi samjh rahe ho isliye ye faltu ki baato se mera or apna time waste kar rahe ho
Arjun glare rathore n rathore he did the same
Rathore : yaha koi civilian nahi he hmmm basharte ki tumne ETF chodne ka fesla kar liya ho"said with smirk"
Ye sunke riya or confused ho jati he
Arjun : mera esa koi irada nahi he SIR"with same anger"
Arjun ko is tarah dekh riya shocked ho jati he ye to bilkul different arjun he
Arjun : me riya ki baat kar raha tha
Rathore again smirk over this n baki sab bas ekbar rathore ek bar arjun ese unhe dekh rahe he
Rathore : she is also not an civilian
Arjun use confused look deta he
Arjun : matlab"confusingly"
Rathore : she is research specialist of ETF riya mukharjee n riya he is ACP arjun suryakant rawte ETF ka second-in-command
Hearing this both ariya become shocked both are looking at each others with shocked expression
TBC by mini di...
abhi ke liye itna hi do tell us howz it do comments n likes guys we are waiting for ur reviews
PS : m sorry guys if i miss anyone while pming
love u all
ramya😊
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Rain, Coffee aur Thoda Pyaar One the occasion of my birthday 🫶🏻 The ETF office buzzed unusually early that morning. The smell of freshly...
Zindagi Ke Us Paar The ETF office hummed with its usual rhythm—phones ringing, keyboards clattering, files opening and shutting. But there was...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
⚠️ Statutory Warning ⚠️ This story is going to be an emotional rollercoaster 🎢. If you have a sensitive heart 💔, proceed with caution. There...
1.1k