PART 11 B
Hearing about Ronnie lizas family was really happy specially miline as she wanted that her husband should get back to normal life as he was before she wanted that he should support his family & be there for them in all ways he could. His drinking habits, his behavior, his attitude & his ego had spoiled his family life & she wanted that now they should start fresh if not for themselves atleast for Jenifer. Here in ETF all were happy that ronnnie finally decided to move on after leaving what every thing behind & trying hard to set his family life. Now all were concentrating on that Business partner who was the real culprit as far as ETF people knew they already had the details by Liza & Ronnie & now all were tracking him to find out the real reason. Sameer said to chotu "Chotu is partner ki poori kundali nikaalo mujhe iski saari details chahiye aur jaldi apne saare informer ko iske peeche lagao par dhyan rahe koi harkat kare kyuki main nahin chahta wo chaukanna ho jaaye" Chotu nodded & left the conference room to collect the data. After an hour he was back with all the information Chotu said "Sir ye banda Josef Lazario hai bahut naam hai iska gair kannoni dhando main bahut saare fraud ke case bhi darj hai ispar ye masom logo ko behla ke unko is drugs aur sharab ki lat laga deta hai aur fir chalaki se unka paisa loot leta hai ye hai iske khilaaf darj case files jisme iske saare kaarname hai par ise inhe saza nahin hui kyuki koi thoos sabot nahin tha iske khilaaf" Sameer nodded & said "theek hai nazar rakho uspar aur ab yadi koi gadbad kare to arrest karloo saboot to hamare paas hoga hi"
Chotu nodded & said "Theek hai sir"
Same day in after noon chotu got the news that Josef Lazario is in the meeting with some business man for some deal he ordered his informer to keep an eye on him & informer got him the news that they are about to sign some papers of business chotu in no time reached the meeting place & checked the documents too he arrested Josef Lazario & informed those people there that he is a big fraud & all were bit stunned to hear that. Chotu checked the paper & showed them that the name of the company told by this Josef Lazario is not even registered. Chotu nabbed him & brought him to ETF office for interrogartion. Sameer & arjun started interrogating him about all his deeds. In few blows he blurt out the truth & said "haan ye sab humne kiya hai kyuki hame paisa kamana tha kisi bhi tareke se main chahta tha mere pariwaar jo mujhe samjhta tha ki main kuch nahin kar sakta meri wife bhi mujhe chod kar chali gayi kyuki main gareeb tha" sameer gave a tight punch on his face & said "tumhari patni tumhe chodkar isliye chali gayi kyuki tum paise se nahin mann se gareeb the kabhi saath diya tumne apne pariwaar ka? Ye sab kehke tum apne gunahoo ko chupa nahin sakte samjhe aur dekho tumhare is raaste nain seedha tumhe jail pauncha diya hai tumne na sirf khud ko balki paise ke laalach se kayi haste khelte ghar tabah kiye hai tumhe to sakt se sakt saza honi chahiye chotu le jaao ise aur liza ki family aur wo jo inse business deal kar rahe the unse keh ke iske khilaaf FIR bhi karwaa doo ise bach ke jane nahin dena chahiye" chotu nodded & followed his orders & took him to the custody of nearest police station.
In the evening when sameer called the day off after a long & hectic day & everyone started moving towards their respective places. Suddenly sameer saw aisha in some deep thoughts & she was lost in her own trance. Sameer saw it & went to her & asked in a polite voice "Aisha kuch sooch rahi ho kya?" sameers voice broke her trance she said smiling faidly "Nahin sir kuch khaas bas liza ke baare main sooch rahi thi uske bhai ne kitna kuch kiya uske aur poore pariwaar ke saath par wo sabka saath deti rahi aur sabko kitna support bhi kiya" sameer said "Aisha tum sahi keh rahi hoo loog kehte hai ki aurat ko kisis na kissi mard ke sahare ki zaroorat hoti hai par galat kehte hai shayad mardo ko aurato ke sahare ki zaroorat zayada hoti hai kyuki wo emotionally bahut strong hoti hai jaise kitum ho" Aisha smiled at him & said "sir aapse ek baat poochu aap naaraaz to nahin honge?" smaeer said smiling at her in a naughty way"kyu aisha tum aisa kya poochogi ki main naaraaz ho jau" aisha looked at him more hesitantly at his sudden naughty reply sameer sensed it & said lightening her mood "kahin girlfriends ke baare main poochne ka irada to nahin hai na ?" Aisha hearing this smiled widely at him & he too responded back with a smile then Aisha replied "Nahin sir aisa kuch nahin hai bas ek personal sawaal poochna chahti thi aur mujhe laga ki shayad aap bura man jaayenge" sameer said "Aisha aise koi baat nahin hai hum saath kaam karte hai acche dost hai to main kyu kissi baat ka bura manoonga par pehle main kuch poochu? Aisha nodded in yes & sameer asked "tumne kabbhi ye sab kisi ko bataya kyu nahin" aisha said "sir karan bahut shatir hai uske kayi loog mujhe aur kabir ko dhoond rahe the isliye to maine kabir ka naan kabir kapoor likwaya kabir singh nahin " sameer nodded & said "haan us waqt shayad yahi theek tha" Aisha said "sir main aapse ye poochna chahti thi ki aapne abhi tak shadi kyu nahin ki? Hum sab ye jaanna chahte hai hum sab arjun sir ke baare main jaante hai ki unke saath kya hua par aapne kabhi kuch nahin kahah apne baare main aapka koi apna koi rishtedaar bhi nahin hai to fir aap akele kyu rehte hai aur itna to main jaanti hoon ki akela insaan sirf majboori main rehta ya zidd main" sameer looks at her with surprised expressions trying to grasp her question she too tried to find some hidden emotions in his eyes. Aftera minute she breaks the eye lock & says "I am really sorry sir shayad main zayada hi bol gayi mujhe shayad ye nahin poochna chahiye tha?"
P-RECAP: Sameers painful past coming on the way & Riya comes to know about Aisha & much more ๐
So how was it guys please drop in ur comments as I write for u guys so please do let me know all ur bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love u all
Regards Goldie & Rimi ๐๐
49