riya: mujhe bataiye na?
arjun: chalo..
he lifted her in his arms..
and finally led to the bed to celebrate
their anniversary in their own love
way..
the end...
ab meri special bakwas..
bt dhyaan se padhna
Riya ne pyar ke ehsaas ko paya par
use pane ke kabhi shart nahi rakhi aur
usse yadon mein samet liya par uske
kismat usss se bhi kai zyada pyar
karnewala insaan uske life mein de
diya..
haan bhale hi wooh insaan arjun hi
tha.. par yeh ek kahani hai..
Real life mein esa hamesha nahi hota..
yahi kahenge na aapp??
Janti hoon samajti hoon...
zarori nahi ke hum apne adhure pyar
ko ek kadvi yaad samaj ke bhula de ya
phir dubara kabhi pyar na karne ke
thann le..
par uss pyar ko ek meethe yaad toh
banake rakh sakte hai..kyonki usee
pyar apko pyar ke ek ehsaas diya tha...
pehle ehsaas..
Toh uss ehsaas ko umar bhar ke liye
samet ke rakhiye..
kyonki jab apko pyar hua tha tab apne
uss pyar ko pane shart nahi rakhi the
bas uss ehsaas ko shayad pehle baar
mehsos kiya tha..
Meri baat unhe buri lag rahe hogi j
inka kabhi dil toota hai..
par koshish kijiye shayad kuch madad
mil jai...
May be some of u have different
opinions from mine..
this is just my thought..
so please dnt feel hurt or offended.
653