"If tears could make a stairway,
And thoughts are memory lane,
We would walk upto Heaven,
And,
Bring you Home Again".
As Shree penned down these lines,he looked upto a picture frame that was hanging on his and Chotu's joint cabin's wall.
It was a big picture of his whole ETF family.
This picture was taken when ETF was awarded with the Bravery Award after killing the most wanted criminal,Sikander.
He got up from the chair and went towards the picture.He feels really proud and happ to be a part of this excellent team,but,also,sad,because,the next week itself,was the day,when the light of their lives were dimmed for forever.
Yes,Riya Mukherjee died in a brutal car accident,the very next week.
Riya Mukherjee was the light of their lives.
As he grazed his hands on the picture,he saw that,Riya was smiling.
Yes,her dimpled smile used to make everybody's day.
Shree: Ri,aaj teen saal hogaye hai tujhe humse bichre huye. Aaj bhi,hum tujhe bohut miss karte hai. Baki logo ka pata nahi,par,main aur Chotu tujhe sabse zyada miss karte hai.
Tu kehti thi ki,"Marna toh har kisiko hai,chahe woh aaj ho ya kal".
Ri,jab teri pishu ne teri diary di mujhe,then,I felt like I was holding you.
Aaj bhi teri diary ki woh aakhri panne parhta hu,toh,aakho mein aansu aajate hai.
Ri,tu aaj nahi humare saath,humare paas nahi hai,toh,kya hua.
Teri yaadein hai hum sabke saath.
Tu janti hai,Ayesha Ma'am ka beta hua hai.
Tune toh mujhse kahan thha,ki,Ayesha ko larka hi hoga,aur,dekh,waisa hi hua.Janti hai,Ayesha Ma'am ne apne bete ka kya naam rakha hai.Its Suryansh.
It was the name given by you.
Rathod sir bohut badal chuke hai.Unhe tumse zyada aur kaun jaan sakti hai.Teri mashi ke bete thhe,aur,thaere tere bhai.
Rathod sir ne phir se Bhagwaan pe bharosa karna shuru kiye hai.Aaj bhi woh mandir jaate hai,tere liye puja karwate hai,ussi mandir mein,jis mandir se woh nayab Ganpati ki murti chori ki gayi thhi.
Rathod sir bohut miss karte hai tujhe.
Chotu ke baare mein kya kahu...Ussne apne zindagi ki pehle parav mein paer rakkha hai.Haan,uski shaadi ho chuki hai usski 11:30 wali ke saath.woh toh bohut khush thha,par,andar hi andar bohut dukhi bhi thha,coz,he was missing his bestie a lot.
Jab tere baba ki achanak maut hogayi,tu yeh soch mein pargayi thhi,ki,tere baba ke laash ko kandha dene keliye koi nahi hai.
Par,hum toh insaan hai.Police aale hone ke saath saath,humare andar insaniyat abhi bhi hai aur rahega humesha.
Phhir,hum charo ne,Rathod sir,Arjun sir,Chotu aur maine tere baba ke laash ko kandha diya aur tu humare saath,humare aage chalti rahi.
Aaj bhi jab ye sab yaadein yaad aati hai,toh,rona toh aata hai,par,dil khush bhi hota hai aur garv se humara sar bhi ucha hota hai ki tu humari sabse acchi wali dost thhi aur humesha rahegi.
Teri jagah humare dil mein koi nahi le sakta.
Teri di hui woh gift abhi bhi hai,mere paas hai,jo tune aakhri baar di thhi,hum sabko.
Teri di hui sab haseen pal abhi bhi humare dil mein taza hai aur humesha rahega.
U were the best,Ri.
Tere jaisa koi nahi.
"Tere jaisa yaar kahaan,
Kahaan aisa yaraana,
Yaad karegi duniya,
Tera mera afsana".
With these departing lines,Shree ended writing his diary for the day,and,went to mandir to attend the puja which was kept by her cousin brother,ACP Sameer Damsingh Rathod.
29