Philhal hai to anupama ne Lecture de de kar apna dance academy ka business ka acha se chala liya hai
5 student se online dance shru kiya tha aur aaj anupama ke paas 100 se jyaada student hai
Jub anupama ne apna dance business mein progress kiya hai to anuj ka business doobne ka sawal hi nahi
Aur anupama ko customer ka bahut khayal. Hai jub anupama ne vanraj ke cafe mein aayi ek customer ka ache se attend kiya to uski customer ne anupama ki tareef ki uska positivr review youtube mein daala tha
To anupama customer ki respect karti hai to aise mein anupama aur anuj ka business doobne nahi aur bhadhna hai
Anupama aisi bhi hai woh cricticism bhi positive mein leti hai. Jo business mein crictism ko postive leta hai aur उसमे sudhaar laane ki koshish karta hai उसका business bhi badhta hai aur anupama bhi yahi karegi
Edited by surabhi01 - 3 years ago
20