Originally posted by: Rani_Sahiba
I know isiliye mai YouTube ki comments bhi nahi padhti wo toh pata nahi kaha pohonch jaate hai😂😂
Mai kahi comment nahi karti or YouTube pe toh bilkul nahi bas tab kiya tha jab sab fateh ko mahan bata rahe the or Chameli ko villain cheating fiasco mein god wo bohot irritating tha😂
Yaar woh fateh mammu ki baat bhi na kar.😂😂
Man I don't want to go down that lane.😂😂😂