Originally posted by: antika11412
HMM lekin yeh kishore ka bhoot aya to aya kaha se//
tayi kya itni pagal hai ? jo kisi aur ko kishore bana key layigi maan ki usne pyaare ko blackmail karne ke liyey...pics bheji lekin sidha bhooT???aur kishore ko to dekh ke lag raha to woh zinda hai ???honestly mujhe ab yeh jana hai ki kishore zinda hai ki nahin agar hai to...kaha hai aur kaun hai ishke y pichey..aur kartik ka aisa bahaviour mera doubt or bada raha hai ho na ho bahut badi gadbad hai baba..aur tayi us doll ko dekh ke nervous kahey hiu aisa laga jaise woh use janti hai lekin woh doll dreawing room ke becho bich kisne rakha tayi to nahn ho sakti ..unke expression se saaf tha!!😲Ho kya raha hai akhir yeh sab???????????