Dunia mai ek bhi insaan agar mere bacche ko galti se mara hua maan kar uska maatam manaye toh I can’t tolerate. This is my personal feeling when it comes to child.
I really don’t like it jab abhir ko mara hua baccha samaj kar uska baap uska maatam manata hai.
Apne zinda bacche ko mara hua samaj kar dusre partner ko uska maatam manane dene se accha hai CO-PARENTING.
Muje personal level par chahe kitna bhi ex-husband and uski family uncomfortable lagti ho, I can’t allow anyone to think my child as “dead”.
It’s not mandatory to get back to each other for child’s sake. Divorce is everyone’s right and no one can force you to stay with incompatible partner but kisi ko apne bacche ko “dead” samaj kar uska maatam nahi manane dena chahiye.
Baap ne phone nahi uthaya isme bacche ka kya galti jo barso se uski maut ka maatam manane dete ho ‘ 🤮
It looks like kal ko zinda bacche ka koi maatam mana kar shraddh bhi kar de toh koi baat nahi 🤮
Aisi maa bhi hoti hai kya jo apne zinda bacche ki maut ka maatam kisi ko manane de! 🤮
Pata hai Abhimanyu ghatiya, gaya guzra, undeserving, kamina insaan hai so usko koi yaha iss post mai clean chit nahi de raha hai so Abhimanyu kaisa hai iss baat ka koi mudda nahi hai yaha mera.
As a mother , mujse yeh digest he nahi hota ki yeh bandi Akshara bade aaram se normal reh sakti hai jab uske bacche ko mara hua samaj kar log uss bacche ki maut ka maatam manate hai ! 😲
2