jurm-e-ulfat pe hame log saza dete hai
jurm-e-ulfat pe hame log saza dete hai
kaise nadan hai, sholo ko hava dete hai
aap daulat ke tarazu mai dilo ko taule
aap daulat ke tarazu mai dilo ko taule
ham mohabbat se mohabbat ka sila dete hai
takht kya chiz hai aur laal-o-javahar kya hai
takht kya chiz hai aur laal-o-javahar kya hai
ishq vale to khudai bhi luta dete hai
hamane dil de bhi diya ehad-e-vafa le bhi liya
takht kya chiz hai aur laal-o-javahar kya hai
aap ab shokh se dede jo saza dete hai
jurm-e-ulfat pe hame log saza dete hai
its a old song that fits in roshan perfectly
this is original song---