Tujhko jo paaya aha😳
Toh jeena aaya
Ab yeh lamha thehar jaaye tham jaaye bas jaaye hum dono ke darmiyaan
Pehle se zyada
Main jee raha hoon
Jabse main tere, dil se jura hoon
Raahon pe teri, main toh chala hoon
Tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Teri nazar mein nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhi ghula hai
Kayi dino se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein khula hai
Teri haddon mein, meri basar hai
Ab tujhe bhi, jaana kidhar hai
Jahan rahe tu, main woh jahan hoon
Jise jiye tu, main woh samaa hoon
Teri wajah se, naya naya hoon
Pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hoon
2