if disha had not called the police...DK would have spent the night with disha...
zindagi ki na toote ladi
pyaar kar le ghadi do ghadi
lambi lambi umariya ko chhodo
pyaar ki ik ghadi hai badi
un aankhon ka hansana bhi kya
jin aankhon mein paani na ho
wo jawaani jawaani nahi
jisaki koi kahaani na ho
aansu hain kushi ki ladi
(film kranti...one of my favourite songs)