Tera mera pyar amar
Phir kyon mujh ko
Lagta hai dar
Meray jeevan saathi bata
Kyon dil dharke
Reh reh kar
Kya kaha hai chand ne
Jiss ko suun ke chandni
Har lai pey jhoom ke
Kyon yeh nachne lagi
Chahaat ka hai harsoo asar
Phir kyon mujh ko
Lagta hai dar
Tera mera pyar amar