Chapter :- 3
Malhar feels angry listening her ,his jaw gets tighten and turns his palms into a tighten fists but controlling himself....he fakily laugh and said
Malhar:: "mujhein chidane ke liye bol rahi hona ye sab bolo ...main jaanta hoo ki tum aisa kuch nhi Kar sakti kisi ke saath samjhi aree Jo 5 saal mujhsien door rehakar kisi aur ko meri jagah nahi de payi vo Kya hi in 2 salon main de payi hogi jismien ki tumhare gale main ye mangalsutra pada tha har waqt mere naam ka ..."by showing her mangalsutra
Kalyani smirked seeing his condition as she understood that he doesn't even have touched sampada or any other girl in these years and by putting her arms around his neck
Kalyani:: jalan ho rahi hai ..chaliye theekin aapki baat sahi hai bhi ek baar ko .. par agr main sachmain in 2 saalon main behak gayi hongi to ..aree aapne to mujhein chod Diya Tha na to main bhi nahi reh nahi payi kisi ke saath ke bagair aur ho gai hogi mujhsien galti beetali Maine bhi ek raat
Malhar puts his finger on her lips angrily as he is standing very close to her so this time he doesn't shout on her but deeply and angrily says
Malhar:: aagein ek shabadh nahi jaanta hoo main ki tum ek raat to Kya kisikein pass bhi nahi aayi hogi in 2 saal main aur agr main nahi bhi aatana tabhi tum iss mangalsutra ki izzat ki wajh see kisi aur ke saath kuch nahi karti ....
Kalyani pushed him to the cupboard
Kalyani:: bura lagana mujhein bhi laga tha to isliye aage sein koi bhi aisi harqat mat karna jissein mujhein aisa kuch kehke iss rishte ki izzat ko khatam karna padein ...
Kalyani left From there after taking her clothes , malhar left huffing there in anger...
Malhar::" iss rishte see ab tumhein bhi koi Matlab nahi hai..main jaanta hoo kalyani to issien bachane ki koshish kyun Kar rahi hoo tum ..mujhein ye jaana hai .."
After sometime kalyani came changing in her nightie but seeing the room light she gets confused.. suddenly someone closed the door and started to come near her and in deep voice
" Kya hua kalyani ...iss kamre ki kuch yaadon ko taaza nahi karna chahoogi mere saath..bolo..aakhirkar pati patni hai hum..uss rishte ke lihaaz see to yahin mahool hona chahiye na iss kamre iss waqt...
He pulls her towards him and started to play with her hairs...
Malhar::" bolo nahi dogi Kya mujjhein apne pati hone ka haq...yahin to hota haina pati patni ke beech ....yahin rishta to nahi ban paya hamare beech to aaj ye rishta bhi bana lete hai abb tumhien Meri patni baane ka bohot shauq hai to theek hai ban jao asal mayine main Meri patni..."
Kalyani smirked seeing him and she also traced her fingers on his face...
Kalyani:: "doongi na main dene ke liye tayyar ho aapko aapkein pati ke haq bass itna Bata dijiye ki aaj Meri bahoon main raat kyun bitane ka maan Kar Raha aapka ...aapkein hissab see to sampada see behtar ye feeling aapko aur koi nahi de sakta na..to phir kyun...ISS ka jawab de dijiye aur Kar lijiye apni maan chaha poori..main to vese bhi apne pati..".she strecthed that word pass aane main bilkul nahi katraongi..."
Malhar gets shocked listening her,he thinks that she will blurt out the truth after this scene but here she is even ready to take this relationship to a next level ...he suddenly pushed her away
Kalyani:"Kya hua ho gayein pati ke haq poore... pati ka haq itna hi tha Kya bass...wahh ..Kya laga aapko nahi samjhungi main aapkein iss naatak ko aree bohot ache se jaanti hoo aapko aap nafrat main bhi Mera galat phyaada nahi uthayenge..to aapko kaise laga ki iss natak main aapkein phaas jaoungi.."
Malhar:: "kitna waqt kalyani...Thora time aur.. main ye pata karke rahoonga...ki tumhare iss pati jaap ka kya kaaran hai..Thora time aur ..."
Malhar goes to the bed and sleep there immediately...
Kalyani after closing the gate comes near him and tries to sleep beside him as in their room no sofa is present and now she will not be able to sleep on the floor.. after thinking some more time she lay down and closed her eyes
Kalyani :: "you don't deserve to know anything that's it aap kuch deserve nahi karte aapne Jo kiya uskein baad main kabhi aapko moksh see milne nahi doongi.."
Malhar:: angrily:: "kaise Kar sakti hoo tum aisa ..mere bete ko mujhsein itne time chupakar rakha how could you ..how could you do this to me.."
Kalyani:: aap chale gayein the na mujhein chodkar to boliye main Kya karti ...agr main moksh ko uss waqt mukku banakar nahi bhagati to aap ussien arrest karne main ek second nahi lagate...boliye aree app to mujhein bhi arrest karne wale the vo to aapko koi saboot nahi Mila to nahi Kar payein.."
Malhar:: tumehin Kya lagta hai main tumhari ISS galti ke baad tumehin maaf Kar doonga kabhi nahi ...moksh Mera beta hai aab to vo begunah bhi saabit ho chuka haina theekin...abb vo mere saath yaani apne asli aai baaba ke saath rahega mere aur sampada ke.. tum aajsein uski kuch nahi lagti kuch bhi nahi...
Kalyani :: ye kaise keh sakte hai aap mere baache ko mujhsein kese door Kar sakte hai...aap boliye..
Kalyani opened her sweatingly..she shockily gets up from the bed ...after normaling her breathing she sees malhar beside her sleeping..she realised that it is only the dream of her
Kalyani pov
Ghabra mat kalyani ye sirf tera sapna tha aur kuch nahi ..par agr ye Sach hogaya to malharji ko Sach pta chal Gaya aur unhone sachmain mujhein moksh see door Kar Diya to nahi in Doo saalon main sirf Mera baacha hi Mera sahra tha ..par malharji bhi to apne bete see bohot pyaar karte hai vo bhi moksh ko bhoht chathe hai main maanti hoo unki galtiyon ke liye main unhein maaf Nahi Kar sakti lekin baacha to hum dono ka haina to moksh ke baarien main jaane ka haq unhien bhi hai...Kya mujhein unhein sab Bata Dena chahiye mere pass sirf Kal ka din bacha hai agr main Kal bhi kuch nahi dhoondh payi to malharji apni investigation start Kar denge aur unhein jab to pakka moksh ke baarien main pata chal jayega ...Maine itne din to ussien hostel main sabse chupake rakh liya lekin abb nahi...main Kal unhein sab Bata doongi iss baat ko jaane ke baad bass bappa vo mujhein mere bete see alag na karein ...
In morning
Kalyani is taking her tiffin as Geeta Bai has already made the breakfast for all and she has to leave early ...after taking her tiffin she moves outside to see all of them are sitting on the dinning table ..
Kalyani:: aai Maine tiffin le liya hai ..main jaa rahi hoo ..
Malhar takes this as a opportunity and holds sampada hand who is sitting beside him
Malhar:: "sampada aaj ka breakfast tum mere liye bana doogi.. mujhein tumhare haath ka khaana ki itni aadat ho gayi hai ki maan hi nahi karta aur kuch khaane ka.."
Sampada:: "off course malhar tum much demand Karo aur vo main poori na karoon aisa ho hi nahi sakta .."
Kalyani just rolled her eyes at their drama
Kalyani:: "sampada ek kaam karna jab nashta banaogi na to saath main chai bhi bana dena apne Matlab mere ho chuke pati aur apne pata nahi kab hone wale pati ke liye aur suno thori shaakar daal dena chai main jyaada... jaaban aajkal karele ki tarah kadwi jo ho gai hai ..."
Malhar::" iss hissab see to kalyani tum bhi batado ki tumhari chai main Kya daalna chahiye kyunki sabse jyaada dhoka dene vale ke liye bhi to kuch hone chahiye na ...main to Kam se kam Sach bolta Hoon Jo kisiko kadwa lage to ismein main Kya Kar sakta hoo ..."
Both stare each other angrily.... anupriya handles the situation..she tell kalyani leave as she is getting late ..kalyani leaves relucantly.. Malhar gets a call so he goes outside to attend it
Anupriya:: "sarthak tum Kya bana rahe ho vese ajj..."
Sarthak:: Matlab Kya hai tumhra..khaana ban chuka hoga already jabhi kalyani tiffin leke gayi na..."
Anupriya:: are vo to sirf Geeta Bai hamare liye matlab mere,kalyani , aausaheb aur goda ke liye banaya tha ..abb kalyani aur goda to nikal gayi apne kaam par abb aap log dekh lijiye aapko Kya khaana hai ...hmm
Sarthak:: Matlab Kya hai tumhara ye Ghar humara hai to yahan Jo kuch bhi banega us par hamara bhi utna hi haq hoga samjhi..
Anupriya::" chalo Ghar tumhara hai theek...par Jo yahan kaam karte hai unhien to paise hum dete haina to vo log hamara kaam karenge aur Geeta Bai beech main kaam nahi leti unhein kaam mahine ke shuru main hi Dena hota hai ya to tum apne liye dusri baai dhoondh lo ya apne aap bana lo khana apne liye aur chinta mat...Karo sarthak Dekho malhar ke liye to sampada hi khaana baana rahi hai aur rahi baat tumahri aur avni ki to haath pair haina banao unsein khana..."
Sarthak:: Dekho anupriya...he said loudly
Anupriya cutted him in between..
Anupriya:: aawz neechein mujhe subah subah itni unchi aawz bilkul pasand nahi hai sarthak.... aur avni ko to apne sasur ki sewa karne main acha lagta haina..kyun avni
Avni:: Kya Matlab hai aapka mere konse saas saasur hai yahan Meri to Shaadi bhi nahi hui ...
Anupriya:: aaga Bai .. sarthak ye kaisi favorite bahuein hai tumhari..ek abhi Tak hili nahi khana baanane ke liye yahan se ..aur doosri to yahin pooch rahi hai konse saas saasur ..yaad Karo avni vo hi saas sasur jisse tumne apne pair dabvaye the..vo hi saas jiskien liye tumhare iss kaka ne iss Ghar main tumhare dhohal jiwan ka naatak kar rakha tha jab mooh se ye kyun nahi nikla tha ki hum tumhare saas sasur nahi hai bolo...mera Kya jaata hai bhooke rahoge tum log rahoge lekin tumhein yahan se to kuch nahi Milne Wala ..
Sarthak:: "galat Kar rahi ho tum ye sab iska anzam acha nahi hoga ..."
Anupriya:: "tumsien mujhein abb vese bhi koi phark nahi padta ..samjhein aur jitna mujhsein vo patni banne ka naatak karwaya hai uska thoda to main bhi tumhari asli patni bankar tumhein tumhare kaam yaad karwaa sakti hoo..."
Malhar comes home in a smirking way
Malhar:: aausaheb aaj pata hai Kya hai aapkein ladle bete ka faisla hona hai aur pata hai aaj ussein umarked ki saza hongi aaj to bohot Khushi ka din hai kaka..
Aausaheb just emotionally lowered her eyes ..
Sarthak:: sahi keh rahe hoo Malhar aaj to party banti hai aakhirkar humari swara ko insaaf Jo Milne Wala hai ..
Malhar:: aaj ek aur hissab poora Kar lete hai aausaheb.. saying this he brings the black paint box which is kept oustide the Gate to paint something ..
Aausaheb understand his meaning seeing him approaching her and kept her eyes lowered reminding herself how she has also use black pen to insult him in front of all of them
Malhar dipped his hand in the box and started to come near her..he raised his hand but stopped in the middle and eyes just mixed with the revenge tears remembering her sister's funeral period...
He throw that box and in loudly voice
Malhar::" shayad aapkein jitna neechein girne main mujhein aur waqt lagega ...aapki harqaton me liye maan to karta hai aapko jail main abhi daal Doon...lekin aapki iss Umar ka lihaaz aajata hai aaj bhi mujhein..lekin koi nahi agr jail main nahi daal sakta jail se bhi battar jindagi to bana sakta hoo isliye maine faisla liya hai ki aajsein aapka karobaaar band ..."
Aausaheb gets shocked listening him
Anupriya :: "malhar ye Kya hai main jaanti Hoon ki aausaheb ne Jo kiya vo galat tha ..lekin tum unkein saath aisa vyavahar kaise Kar sakte hoo ..badi hai vo iss Ghar ki tumhari aaji ke saman hai ,tum unko chechara kale rang see pootna chathe the ..kaise aur ye Kya hai karobaaar band kar do aree koi gunda gardi chal rahi hai Kya ...kuch bhi kahoge aur ho jayega..."
Malhar::: aapki bakwas ke liye mere pass time nahi hai anupriyaji aap apni bakwass apni beti aur in aausaheb ke saamne kijiye...Meri behan ko iss nark main bachane ke liye aapkein mooh se ek shabadh nahi nikla aur aaj baat apne parivar par aayi to dikhane lagi apni vakeelgiri...aapki iss vakeelgiri see ye sab kaabu main AA sakte honge main nahi...
Anupriya:: tum jaante hoo aausaheb ko apni galti ka ehsaas ho gaya hai unhone vivek aur pallavi dono ko apni jaaydad ghar parivaar sabsein alag Kar Diya hai legally tum chaho to main tumhein abhi papers dikhwa sakti hoo...main maanti hoo humare ye sab karne se swara vapas nhi aayegi par malhar pls iss baat ko aur mat khicho..
Malhar:: kitne aaram see keh Diya na aapne ki iss baat ko maatt khicho ...agr yahin sab aapki beti ke saath hua hota na to aap Meri jaan le leti haina ...lekin yahin sab Meri behan ke saath hua tha to bhool jao waaah anupriyaji waah...aur ye Jo naatak haina property ka issein mujhein koi phark nahi padta ye nakli aansoon bahakar apne bete aur bahu ko bedhakal karkar Meri behan vapas nahi aayegi...aur aapko Kya lagta hai inn sabse main aapki saza Kam Kar doonga to galat hai...bhalr hi main aapko jail main nahi daal sakta lekin aapkein bete ko maut see bhi battar saza dooga ussein naa chain se Marne doonga na jinda ...aur ke MAA ke liye apne bete ko aise maarte hye dekhana kissi saza see kaam nahi hai aausaheb..Mera badla bhi poora ho jayega aapsein aur Meri behan ki aatma ko bhi shaanti milgei ...
Aur anupriyaji aap Jo isski baat Kar rahi thi na ki main aapka karobaaar kaise band Kar sakta hoo to aapko yaad dila Doon iss karobaaar ko pehle Vivek deshmukh chalata tha Jispein Kai logo ne dhokadhadi ka bhi case kiya hai to jabtak main apni taraf see poori jaanch nhi Kar lete na tabtak aapka deshmukh pathnee saares seal rahega
Anupriya:: lekin humne ye saari investigation pehle hi karwai li thi yahan ke pehle commissioner ne khud ki thi ..
Malhar:: bhool gayi ho to yaad dila Doon ...pehla commissioner apne kaale dhoondho ki wajah se hi suspend hua hai to uska kuch bhi kaam mannya nahi hai ...yahan ka nya deputy commissioner main hoo. Malhar Rane...aur jabtak main poori tarah see jaanch nahi Kar leta..tabtak main iss dukaan ko Bahar nahi karoonga ...agr aapkein. Saarein sawal khatam ho Gaye ho to main jaa sakta hoo pehle hi aap logo ke drame ki vajah se late hogaya hai mujhein ...sampada Mera khana office bhijwa Dena main vahin Kar loonga...
Sampada nooded her head and by taking his Cort he left from there just after sitting in the car he messaged sampada and left for his office
Koi jaaroorat nahi kahana bhejne ki tumhare haath ka khaana khane see acha main marna pasand karoonga to sirf naatak karna ki tumne mere liye khaana bheja hai ..
Sampada after receiving message rolled her eyes
Sampada pov
Kahan socha tha maharani bankar jindagi aish se guzaroongi aur kahan isne mujhein apne haath ki gudiya banakar rakh Diya hai ...khaash main uss din itni shaarab peekar gaadi na chalati aur na ye malhar mujhein milta...pehle to uss khaansahab see Shaadi ki thi ye sochkar ki Dubai main jaakr aish kaaroongi lekin uss Khan ke bacche ne mujehin hi dhoka de Diya mujhein jo apni pati ke naak ki sedh ke neechein see apne pyaar ke saath bhaag gayi thi ussein dhoka Diya hmm..uss malhar ne mujhein bachakar mere saare loan to bhar diyein lekin vo legal document jismien ye likha tha ki mujhein ye naatak jabtak karna padega jabtka ye malhar chatha hai uss atahrv ko to abb kisise matalb hi nahi hai vo to pata nahi abb kiskein saath gulachare uda raha hai .. iss malhar ko abb bevakoof banana ab asan kaam nahi hai agr kuch bhi bevakoofi ki to vo mujhein jail bhi bhej sakta aur kalyani ko jalane ke liye hi sahi Kya pata vo mujhse Shaadi Kar lein agr aisa hua to iss Ghar ki malkin Kon nahi banna chahega aur iss avni ka pata saaf bhi Kar doongi pata hai mujhein ki ye is gahr main abhi Tak sirf iss property ko hathiyane ki hi want se ruki hai par ke kamini doosri kamini ko door see hi pehchan jaati hai ye abhi abhi kamini bani hai issein ye nahi pata ki main paidaishi hi aisi hoo ...malhar ko abb bass mujhein rijhane main koi kami nahi chodhni hai kalyani ko to ussien door main karke rahoongi...
Sarthak and avni left for kitchen..after not known how many bowls and plates they have broken aur what they bought ...is not eatable not strectching the matter more for today anupriya gave them the food and left for her office ..
Chapter ends!!