Ho gayi sabr ki intehaa, jaise kaate din tere bin,
Par chaha hai tujhko itna ki, ho na saki mere pyaar ki intehaa,
Teri har baat, har ehsaas ko din gin-gin ke jaana tha,
Teri her aahat, har dhadkan ko inn saalon me pehchaana hai,
Ho gayi sabr ki intehaa, par pyaar ki intehaa abhi baaki hai,
Jo bita diye din tere bagair woh yaad nahin,
Ab toh sirf tere saath zindagi bitaane ka sapna jeena baaki hai!
Edited by princess163 - 12 years ago
comment:
p_commentcount