Kunj to Usha "Kaise batein kar rahe aap? Suniye khud ko. Kya bol rahe hai aap? Manhus chhaya apshagun n all. Hamari jo halat jo financial condition hai, uski zimmedar Twinkle nahi hai. Yeh aap acche tarah jante ho. phir kyun usse blame kare rahe ho? Kab tak hum khud ki blame doosro pe dal kar khud khush hote rahenge? wahin baat karwa chauth ki toh mujhe fadak nahi padta woh mere liye vrat rakhe ye na rakhe. main use kabhi kisi cheez ke liye force nahi karna chata. in fact use woh karna chahiye jisme use khusi milti hai. Aur bhi stress hai iss ghar main, please usse aur maat bhadiye."