
Prologue
With hands entwined two bodies sway in a rhythmic motion. Moonlight showering their blessings on the couple. The cool breeze flew in the garden and the stars were twinkling. It felt like the whole universe was ready to witness the union of two beautiful souls. A union which was destined to happen to break the KHAMOSHIYAN. Woh Khamoshiyan jo uski life mein naa jane kab se thi. Woh khamoshiyan jo use shayad kabhi jeene nahi deti. Who khamoshiyan jinka tootna bahut zaruri tha. Woh khamoshiyan jise woh deserve nahi karti. Woh khamoshiyan jo ab uski jaan ki dushman ban chuki thi. Uski aankhein shayad puri zindagi isi chehre ki talash mein thi jo use uski khamoshiyon ko awaaz de aur iss sabse door use apni duniya mein le jaye. Ek nayi duniya jaha koi na ho in dono ke ilava.
Khamoshiyaan aawaaz hain
Tum sun-ne to aao kabhi
Chhookar tumhe khil jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqaraar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa..
Khamoshiyan.. lipti hui khamoshiyaan