Hiii...friendss...i'm silent visitor of this forum... i love the writings of Naina , medhasankar & many (i don't know their names ...sorry )...after seeing so many FF's ...i too desperately wanted to write a FF...so finally i'm writing down...Basing on the present situation ...i continued my FF...
I hope you like my work... if not please let me know...so that i can improve it...
Being in the busy world...we always find time for our loved ones...for that only we are here...for our swasan...they had become a part of our life...😳 😳
so we start here...
It has been 1 month since the total empire of Maheswaris went into the evil hands of Ragini... in these 1 month she didn't leave a single chance to mock & taunt all maheswaris..Despite of all these ragini had a fear about Swara...she always come to their rescue... in order to get rid of her...she called marwari samajh people to MM ... They warned swara to leave sanskar in 5 days..
Swara decided to speak with sanskar she doesn't want to delay ..
Sw: aaj kuch bhi ho jaye
.mein sanskar ko aapni dil ki bath bathavungi...
She is waiting for him outside of the house
sanskar enters... Swara ko dekh ke bhi wo chalaa ja raha hai
sw: sanskar ..sanskar rukho...mujhe tumse kuch jaroori bath karni hai
sa : Achha... ab kounse mission ke baare mein swara..
sw : please sanskar mujhe ek mouka tho dho apni dil ki bath kehna hai mujhe.
sa: wow... tum mujhse apni dil ki bathein share karna chahthe ho .. teek hai bathao
sw: vo ... sanskar.. aaj samajh wale aye the ghar par..humari divorce ke baare mein
sa : acha hi hai na swara ... ek na dhin tho tume janaa hai...
sw: nahi sanskar mujhe nahi janaa..mein janaa nahi chahthi hoon
sa: haa main bhi kya...sorry swara maine bhool gayaa tum vahi karthi ho na jho tum karna chahithi ho... tho tum chahthi kya ho swara?
Seeing into his eyes..
sw : tum , iss parivaar , humara rishta e sab chahiye mujhe...
sa: kyun swara ... kuch dhin pehle thak tho tum mujh pe shak kar raha tha na ki ragini ki kidnap maine kiya..
sw: please sanskar bhool jao vo sab... maaf kardho mujhee...galathi ho gayee mujhse... ( tears in her eyes)
sa: kuch galathiya maafi ke layak nahi hothe swara...i'm sorry mujhe tumhari kisibhi baath pe yakeen nahi hai...
saying this he leaves...
swara's heartbroke at his bitter attitude.. She ran after him
He went into his room & closed doors on her face.
She cried vigorously ... Asking him to open door once...
Sw :Pls Sanskar ek baar meri bath suno... Aisa math karo pls sanskar...
E sab pehle se ragini dekh rahi hai... Thabi wo vaha akaar swara se kehthi
Ra: chhh...tume aisa dekh ke bahuth bura lag raha hai... Ithnaa ronaa dhonaa kiskeliye... Kuch faidha nahi hai swara... Vaise e tumhara dhoosra pyaar hai na swara...tho is baar tume bahuth mushkil hogaa... Aur mujhe bhi acha nahi lag raha hai e sab karthe
Sw: chup ho jaa ragini... Thume kya lagta hai ragini ...ki tum mujhe aur sanskar ko alag karoki
Ra : lagtha nahi yehi hogaa swara... Yeh math bhoolo ki thum dhono ki shaadi meri vajhese hui hai...jho shaadi meri vajhese
Hui...wo meri vajhese tootegi
Sw : sapne math dekho ragini...ek bath bathavoo.. Zindagi sabko dhoosri mouka dethi hai ragini... Thume bhi dhiya tha..lekin thumne us mouka gavaa dhiya..ab mujhe ek mouka mil rahi hai
..e mouka mein aapni haath se jane nahi dhoongi... Panch dhin...sirf panch dhin mein main apni aur sanskar ke beech sab teek kar dhoongi
Ra : dekhti hoon...
After that she leaves...swara goes to guest room to sleep...
In her room ... She remembers her marriage with sanskar , his confession , their fights , their togetherness... Silent tears rolling from her eyes...
Here Ragini to Dadima
Ra: e swara ko main chodungi nahi dadima.. Use tho main...
Da : yeh kya keh rahi hai laado.. Kuch aisa vaisa math karna... Vo bhi tho maari pothi hai...aur usne tumhari jaan bhi bachayaa
Ra : kya kare dadima.. Usne hume challenge kiya ki wo 5 dhin mein...
Da : ha haaa manne sab patha hai ...use tho is ghar se nikalna hai naa.. Iskeliye ek upaay hai mere paas.. E dekhoo...
She gives some documents to ragini...after seeing them
Ra : yeh divorce papers..aap ke paas kaise...is par tho sanskar ka sign bhi hai .. Aap ko kahase mila..
Da : wo aaj hum bhaadi gaye the na.. Tumhari dadaji ki kuch jaroori kagaz doond raha tha .. Thab yeh mila mujhe...bas is par swara ka Dasthakath kisi bhi tarah karake use ghar se bhejdho...lekin vaa swara kaise karegi laado..
Ra : (thinking deeply) wo sab aap hume chod dho dadimaa
Next day morning...
Everyone at breakfast table ... Swara comes just then
Ra : mujhe aap sab se ek jaroori bath karni hai... Aaj swara ghar chod kar ja rahi hai
Sw : pagal ho gaye kya ragini ..main kyun javoongi .
Sujata : sahi kahaa swara ne.. Jeh chori pagal ho gaye hain...
Ra : hum pagal nahi hai swara... Divorce ke papers sign karne ke baadh thum yahas kyun rahogi.
Annapurna : divorce...swara ne sign kiya..kab? Kyun ? Sanskar kuch bolo
Ra : ha haaa sanskar... yeh papers dekho aur bathao sabko...
he didn't understand...he kept watching that papers & swara...
Sa :ispe tho swara ka sign hai...
Sw : nahi sanskar maine koi sign nahi ki...tume kuch galath faimi hua tha..
Sa : achaa ... galath faimi... Tho ek baar in papers ko dekho kya yeh tumahari sign nahi thi?
Seeing that papers ... she was hell shocked...
Sw : yeh maine nahi kiya... maine jo sign wo yeh nahi hai...
Saying this she turned to bade papa ... expecting him to speak but he didn't...
Dp : ( in his mind) mujhe maaf kardho beta... Hume koi rastha nahi tha...hum majboor hai
Flash back
Ra : papaji hume aapse jaroori kam hai .. aap ayiye humare saath
Dp : ( seeing no one is around) he went and asked her ... Bolo ragini kya kaam hai
Ra : in papers par aap swara ka sign lijiye ...
Seeing that papers with angry...
Dp : yeh kaisa mazaak hai ragini ??
Ra : yeh mazaak nahi hai papaji ... aur aapko yaad dhiladhoo main is ghar ki malikin hoon...aap mujhse is tarah se baath math kijiye... aur in divorce papers pe already sanskar ka sign hai...aur aap swara ka sign karvayiye...
Dp : main yeh nahi karsaktha...
Ra : shayad aap bhool rahe hai papaji...maa ki thabiyaath abhi teek nahi hua hai... soch kar bathayiye...
Dp watches her silently..
Ra : hum aap ka kaam asaan kardhethe hai... aap in divorce papers ko is papers mein milayiye (gives some other documents) aur swara ko boliye ki kuch shares aap swara & sanskar ke naam pe giyaa ...uske baare mein kuch formalities hai karke boliye..
Dp : ( thinks about annapurnaji ) teek hai mujhe thoda waqt dho...
but ragini cuts him suddenly...
Ra : Nahi papaji aap abhi isi waqt jayenge...humare paass aur time nahi hai...abhi jayiye aap swara ke paas...
saying that she leaves... Dp walks silently to swara's room
he remembers his relation with her...how she always stood with their family...how she supported them all the time... but he has to do it...varna wo ragini kuch bhi karegii..annapurna ji ka thabhiyaath teek nahi hai...
he knocks swara's room door... after sometime she opens & is worried to see Dp at that time.
sw : badepapa ...aap yahaa...sab teek hai naa... badi maa...badi maa tho teek hai naa ( with concern )
Dp : haa beta ...sab teek hai...wo thumse kuch kaam tha...kya maine thumhari neendh tho karab nahi ki naa...
Sw : yeh aap kaise bathein kar rahe hai bade papa...aap andhar ayiyenaa...baitiye... boliye bade papa ...
Dp : ( with much hesitation )...wo ... betaaa...
sw : haa bade papa ...boliye naaa
Dp : wo humne company ka kuch shares thumhare aur sanskar ke naam pe kiya tha...aab tho saari property ragini ka hogayee...aur wo abhi yeh bhi poochegi...thooo humne sochaa thaa ki
sw : aap ne socha ki ...wo poochne se pehle ...aur use dhedhenge...kyun badepapa kyun kar rahe aap yeh sabb...jaroor kuch baath hai...kya hua badepapa...aap mujhe bathayiye...
Dp : (stands suddenly cutting her words )...koi baath nahi beta...agarr thumhe sign nahi karni tho teek haiii...
Sw : nahi nahi badepapa...mujhe e sab nahi chahiye...sanskar ne sign karliya...ab main bhi sign karoongi...
she takes papers from him...his hand trembles...
Dp : beta ek bhar paadlena...
Sw : uski koi jharoorath nahi hai badepapa...
she signs all the papers & gives it to him...he leaves sadly...& gives them to Ragini...
Ragini takes them from him with evil success smile...
flash back ends...
sujata : aab kyun chup hogayee chori...maine tho thume apnanegaa faisla bhi liyaa ...aur tumne aisaa kiya...
Annapurna : mujhe thumse yeh umeedh nahi thi swara...kyun kiya thumne aisa...
swara in her mind...yeh kya hua...aab main kaise bathavoon sabko...nahi main badepapa ka naam nahi le sakthi ...lekin mujhe is ghar nahi chodke janaa chahiye...aab kya karoon...( tears rolling from her eyes )...
then sanskaar leaves suddenly...after few mins...he comes back with her suitcase...
Sa : chali jao swara...is ghar se...meri zindagi se... hum sab se dhoor chali jaoo...
Sw : sanskar...
Sa : leaveee ( shouts at her )
Ra :(with her evil smile )... jao swara...aab aur tamasha math karo...
she holds swara's hand...and brings her outside...shows the way to out...
Ra : humne kahaa naa swaraaa...panch dhin nahi ek dhin mein humne aapko ghar se bahaar nikaldhiyaa... dhoobara is ghar mein ane ki koshish bhi math karna...
saying this she leaves...swara silently thinking about badepapa...
swara .in her mind.. badepapa ne humse sign liya divorce papers par...kyun?/ aisaa kya hua unke saath...is ghar jab koi mera saath nahi tha...thab bhi badepapa humare saath the...lekin aaj...yeh kya hua...
she is walking on the road with absent mind...then suddenly a car stopped infront of her with a jerk...
car door opened... & he came out...
she with hearty smile...rubbed her eyes ...& ran into his arms...hugging him tightlyyy...
Sw : sanskaar...
he too embraced her tightly with a smile...
End of Part 1
Love
Suhasini
Precap ; Swara's re-entry into maheswari mansion...
Edited by hasinig89 - 9 years ago