thanx friends for liking it..😳
Chapter 3
Swaragini house...
Ragini(to her family photo)- Maa dekhiye hum aur Swara aaj bhi swaRAgini hi hai aapki ummeed nhi tootne di humne.. Dadi maa dekha na aapne hum yahaan london aakar bhi aapke diye hue Sanskar nhi bhoole, aapko yahi darr tha na ke hum videsh jaa kar bigad na jaaye toh dekhiye aaj bhi hum aapki laado hi hai..papa dadaji nani maa bohot yaad aati hai aap sab ki...(tears fall off her cheeks)
Hall...
Sanskar goes inside the hall..
On the stage the host- may I have ur attention plz..aaj hum sab yahaan gather hue hain taaki apne desh ki yaadein bator sake..
Swara switch on her cameracorder.. Sanskar sees it and smiles..
Host- so is there anyone jo kuchh suna sake
A random man- poonam ki raat mein chaand nirala nikla..wah wah wah wah..poonam ki raat mein chaand nirala nikla..gaye the saali se milne saamne se saala nikla..
Everyone laughed.. Swara thought its not that bad as she thought.. Sanskar gave a short laughter..
Similarly other ppl spoke some silly shayaris..
Sanskar(while walking towards the stage)-kismat ne aaj kya mod liya,dil dhadakta nahi aur sapna tod diya.. jinka sahara socha tha dukh mein unhine mera saath chhod diya..(remembering how DP thrown him out of the house)
Swara coming from other side- jo badalti hai woh kismat hoti hai, dil tootne par aankhein roti hai, par jo gamm hote hai zindagi main unhe sirf dosti hi dhoti hai. ( forwarding her hand to Sanskar) ..Swara..Swara gadodia
Sanskar- Sanskar Maheshwari. .(shakes hand with her)
So these shayaries go on(sorry can't frame more)...
After the function..
Sanskar- aapko drop kar doon?
Swara- nhi nahi I'll go..by the way.. friend bhi kehte ho aur aap kehkar bhi bulaate ho..
Sanskar- oh sorry. Mujhe nahi pata tha aap..mera matlab tum itni forward ho..
They both laugh..
They wave n go..
Swaragini house
Swara- RAGINI!!
Ragini- Swara..aa gyi.
Swara- yeh lo..tumhari recording...
Ragini- thanx yaa..
Sanskar's house
Sanskar- yeh gate kaise khula hai..
He goes inside.. it was dark..someone came in a ghost mask. .
Sanskar- aa...(a small scream)
The man- ha ha
Sanskar- lucky? Lucky!!!!
Laksh- hamesha ki tarah tu phir darr gya bhai
Sanskar- Dara nhi tha bas..
Laksh- haan haan pata hai..dara nhi tha bas chauk gya tha..
The hugged ..n started to do gapp shapp..
Sanskar- lucky... Vaise teri Vibha ka kya hua..
Laksh- patta cut..
Sanskar- oh teri..phir se...
Laksh- meri chhod tu bata teri kavita ka kya hua..
Sanskar's smile faded..
Laksh- kya hua bol na..
Sanskar- kavita nahi rahi..
Laksh(shocked) - kya..kaise..
Sanskar- accident ho gya. .(starts crying badly)
Laksh(changes the topic) - chal ye le laddoo maa aur chachi ne bheje..
Sanskar- de phir..(takes it)
Laksh- vaise kisi gori ko pakadle..
Sanskar- main laksh nhi Sanskar hoon...vaise bhi kavita ki jagah koi nahi le sakta..
A week later(on Sunday)
Laksh Ragini n Swara on the same place..
Laksh was exercising, Swara was jogging. .n Ragini doing Aarti.
Laksh- yahaan london mein bhi...
Now Ragini was giving prasad to all...
Ragini,- Swara..
Swara- haan aayi..do prasad.
Ragini gives her n sees an indian boy standing there..she goes to him
Ragini- Prasad
Laksh- hmm?
Ragini- Prasad..
Laksh- Nhi nhi..main inn sab mein believe nahi karta..
Ragini- par hum kartein hain..
She gives him the prasad n apply teeka on his forehead n goes..
Laksh- kya ladki hai..mana kiya phir bhi..jo kbhi maine maa ko nhi krne diya.. iski himmat kaise hui woh krne ki..
Ragini- kaisa ladka hai..bhagwaan par vishwaas nhi krta..seriously?
Precap
RagLak drastic meet..SwaSan romantic scene..