Of course buddy...dont worry...mujhe ye samaj nahi aa raha sawsan fans itne pareshaan kyu he..I m 200% sure sawsan ek saath hoge..sayad shaadi ho jaye ya abhi k liye ruk jaye but swraa aur sanskar ne ek saath hona hi hai...
Ragini ka sach saamne aayega aur swraa laksh ko yahi kahegi k ragini buri nahi hai bas wo bhatak gayi thi...aur tab ragini ko pata chalega k swraa bas maa baba ko ek karne aayi thi lux ko chinne nahi...aur sanky yar usne maang bhari hai sindoor se kaise koi swraa ko dur kar sakta hai usse..swraa ko slow slow usse pyaar hona hi hai...RS ko pata hai public ko sawsan chahiye aur wo hoga...
Itna soch k sad mat ho yaar.. believe me..sawsan hi hoga..aaj nahi to kal but hona yahi hai...trust me..so chill maro..lux k kismat main ragini hi hai...aur swraa ka sanskar to hai hi...