*****Deep & Meaningful Bollywood Songs ***** - Page 14

Created

Last reply

Replies

134

Views

38.8k

Users

21

Likes

213

Frequent Posters

sushrutapandey thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=UC3A3x7bBRM[/YOUTUBE]

I love this paragraph in this song

Teri Nigaahen, paa gayi raahen
Par Tu Yeh Soche Jaaun Na Jaaun
Yeh Zindagi Jo Hai Naachti Toh
Kyon Bediyon Mein Hai Tere Paanv
Preet Ki Dhun Par Naach Le Paagal
Udta Agar Hai Udne De Aanchal
Kaahe Koi Apne Ko Aaise Tarsaaye

especially the lines- yeh zindagi to, hai naach ti to, kyon bediyon mein hai tere paaon- while life dances away in front of you, why are you feet restrained.
sushrutapandey thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=1r1AcrLGjn4[/YOUTUBE]

Aisi Sazaa Deti Hawaa
Tanhaai Bhi Tanha Nahi

The wind is so punishing that even loneliness isn't left alone.

Neendein Bhi Ab Sone Gayeen
Raaton Ko Bhi Parwaah Nahi

Even sleep has gone to sleep now and neigh do the nights care.

Aise Mein Baarish Ki Boondon Se Apni Saanson Ko Sehla Bhi Do
Badhti Hawaaon Ke Jhonko Se Dil Ko Naghma Koi La Bhi Do

Palkon Ki Koro Pe Baithi Nami Ko
Dheeme Se Pighla Bhi Do

Ye Zindagi Aisi Hi Thi
Tumne Kabhi Jaana Nahi

Jeevan Ki Raahon Mein Aana Ya Jaana
Bataake Nahi Hota Hai
Jaate Kahin Hain Magar Jaante Nahi
Ki Aana Wahin Hota Hai
Khone Ki Zid Mein Ye Kyun Bhoolte Ho
Ki Paana Bhi Hota Hai

Wo Pal Abhi
Waisa Hi Hai

Chhoda Tha Jo
Jaisa Wahin
sushrutapandey thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=NjLpuRwkSsE[/YOUTUBE]

Raat Ki Daldal Hain Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re

Raat Ki Daldal Hain Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re

Saihmey Saihmey Hai Dishayein
Jaise Kuch Khoney Ko Hai
Saans Rokey Hain Hawaein
Jaane Kya Hone Ko Hai

Saihmey Saihmey Hai Dishayein
Jaise Kuch Khoney Ko Hai
Saans Rokey Hain Hawaein
Jaane Kya Hone Ko Hai

Maut Chupi Jhadi Jhadi Re
Jhadi Re
O, Raat Ki Daldal Hai Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re...

Dil Ke Aangan Mein Hain Phailey
Saaye Kaise Khauff Ke
Ro Rahe Hain Yoon
Andhere Khaab Jaayein Jo Suney

Dil Ke Aangan Mein Hain Phailey
Saaye Kaise Khauff Ke
Ro Rahe Hain Yoon
Andhere Khaab Jaayein Jo Suney

Doobi Samey Ki Hai Naadi Re
Naadi Re
O, Raat Ki Daldal Hai Gaadhi Re
Gaadhi Re
Dhadkan Ki Chale Kaise Gaadi Re
Gaadi Re...
sushrutapandey thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=Ha2zTxnROJg[/YOUTUBE]
Ishwar Allah Tere Jahan Mein Nafrat Kyon Hai Jung Hai Kyon
Tera Dil To Itna Bada Hai Insaan Ka Dil Tang Hai Kyon
Ishwar Allah Tere Jahan Mein Nafrat Kyon Hai Jung Hai Kyon
Tera Dil To Itna Bada Hai Insaan Ka Dil Tang Hai Kyon

Kadam Kadam Par Sarhad Kyon Hai Saari Zameen Jo Teri Hai
Sooraj Ke Pehre Dharti Hai Phir Kyon Itni Andheri Hai
Is Duniya Ke Daaman Par Insaan Ke Lahoo Ka Rang Hai Kyon
Ishwar Allah Tere Jahan Mein Nafrat Kyon Hai Jung Hai Kyon
Tera Dil To Itna Bada Hai Insaan Ka Dil Tang Hai Kyon

Goonj Rahi Kitni Cheekhein Pyaar Ki Baatein Hum Sunein
Toot Rahe Hain Kitne Sapne Inke Tukde Koi Chune
Dil Ke Darwaazon Par Taaley Taalon Par Zank Hai Kyon
Ishwar Allah Tere Jahan Mein Nafrat Kyon Hai Jung Hai Kyon
Tera Dil To Itna Bada Hai Insaan Ka Dil Tang Hai Kyon.

I especially love the lyrics , " Dil ke darwazon per taale, talon per yeh zang hai kyon"-Why the doors of the locked and the rust accumulating on these locks?
Edited by sushrutapandey - 14 years ago
-Aaliyah- thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 14 years ago
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=KbF05fKNT2M[/YOUTUBE]

Thought I'd post this =)

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".