Manali: 8:00 AM
"Kaun hain Mohit?" he questioned wondering who could be at this time as he was not expecting any calls.
"Pata nahi…lakin shayad Mumbai ka number hain…"
The first thing that came to his mind was Khanak and Shaantanu but before his thoughts could linger on aimlessly he picked up the receiver and answered.
"Hello…?"
"Additiya Mathur main Sunil Khandelwal bol raha hoon..Shaan kahaan hain?"
"Jee…?"
"Save the pretense Mathur…I need to know where my son is…"
"Sir main nahi jaanta voh kahaan hain…Mumbai mein he…"
"Voh yahaan hota toh main iss phone call per apna aur tumhara time waste nahi karta…"
"Lakin voh yahaan bhi nahi hain Sir…I don't know.."
"Toh phir tumhari behn toh hogi na…uss ko bataya ho ga uss ne, mujhe usse khud baat karni hogi…phone number…"
"Nahi Sir…Khanak bhi nahi hain Manali mein…"
"Kya.! Do you mean to say that tumhay apni khud ki behn ka kuch pata nahi hain?"
"Jee nahi…abb voh meri zindagi ka hissa nahi hain…Shaantanu jahaan bhi hain voh uss ke saath hain..."
"How irresponsible of you Additiya! Tum ne apni behn ko itni asaani se jaane diya…mere careless betay per blindly trust kar ke tum ne bahut bari galti ki hai..."
"Shayad ki hain…lakin iss mein app kay betay ki puri marzi shaamil thi…"
"Voh jazbaati hain per tum toh…"
"Please Sir…galti kar denay ka blame de chukay hain app aur isse agay apnay flaws mein main koi aur addition nahi karna chahta..."
"Tum chahtey toh ussay rook saktey thay…"
"Nahi…jub aik bahi ho kar rook nahi saka toh phir kuch din ka dost ya employer ban kar Shaantanu ko kaise rook leta…"
"Kamzoor ho tum Additiya…bahut kamzoor…!"
"Haan bahut kamzoor…" He hangs up after silently agreeing with Sunil Khandelwal declarative tone. New roots of doubts and suspicions were planted in his mind as he stared at the receiver on the phone. Where were they if not in Mumbai?
Delhi: 12:00 PM in Sadar Bazaar
"Shaantanu yeh couch mujhe pasand hain…app isse final kar de…"
"Nahi Khanak yeh itna odd sa hain..half metal type and half weird cushion like…kuch aur dekho na…"
"Nahi yeh perfect hain living area kay liye…" She had already checked around the crowded furniture shop and was convinced that it was the right choice within their budget. Shaantanu was least bothered about the price tag because he didn't want her to worry.
"Tum nahi mano ge meri baat…dekho beht kar dekh lo aik baar..." He pulls her by her shoulders and makes her sit on the small couch with dark brown iron skeleton and huge coffee colored cushions. She feels the softness and leans back; Shaantanu joins her as she closes her eyes while resting her head for a moment.
"Shaantanu perfect hain…! app iss per beht kar apni puray din ki thakaan bhool jaaye gay…" She had no idea he was already sitting next to her as she still had her eyes closed. He smiled softly at her serene expression and then leaned in closer just in time for her to feel his presence and open her eyes.
"Khanak aggar tum mere saath ho na toh phir meri har mushkil, har thakaan khud he durr ho jaaye gi…"
"Main aap ke saath ho Shaantanu hameesha and forever…!" She placed her hand on his and held it tightly before continuing with "…main bhi aur abb se yeh perfect couch bhi…please final kar le…" She pouted cutely as Shaantanu shook his head amazed at her transition from intensity to cuteness within the last few seconds.
"Fiineee! Lakin voh dresser jo tumne peechay choora hain voh bhi add kar de gay…"
"Shaantanu voh bahut expensive hain…fazool mein…"
"Dekho yeh tumhari pasand hain aur voh meri…dresser acha hain, uss kay saath voh lamps bhi free hain…"
"Lamps ka double charge unho ne dresser ki price mein jo add kar diya hain…" She rolled her eyes and folded her arms in protest.
"Wifey samjha karo na… yeh bechaare bhi toh apna business kar rahay hain na…"
"Toh iss mein humari kya galti hain…app inn se keh kar thodi aur bargaining kar le…"
"Khanak yeh sub installments mein lena hain humay iss liye price toh final hogi… aur phir 6 months mein sub payments ho jaaye gi… "
"Thank God! Finally hum ghar aagaye…" Shaantanu sighed in relief as they entered their apartment around five in the evening.
"App yeh saarey shopping bags ko yahi side per rakh kar fresh hojaye main kuch khaane kay liye dekhti ho..subah kitchen ka saara samaan toh humne set bhi kar diya tha…"
"Aik minute ko tehro toh sahi Khanak…meray saath behto na… please…" He pulls her by her tiny wrist and she lands in his lap perfectly. The huge rocking chair that came with the half furnished apartment was her favorite and now she loved it even more as she threw her arms around him and lost herself in his intense eyes.
P.S: I am super bad at describing "mushy" moments..this kiss took so much effort...LOL...I hope it wasn't a disappointment and emotions were conveyed correctly...Enjoy reading! and comment at your convenience please!
-imane