ShaNak new love story updated part 52 on page 99 - Page 4

Created

Last reply

Replies

694

Views

65.1k

Users

41

Likes

1.1k

Frequent Posters

ridssy thumbnail
Posted: 14 years ago
#31

Originally posted by: shiksha_03

ok guys part 3 is here i hope u lyk dis part also

PART 3

Khanak gathered a lot f energy n patience n went W*H shaan n took der parents body n since it ws early morning shaan decided dat dey wud do all the things performed tdy only so that khanak doesen't get bothered by people's comments n all everyday n khanak agreed W*H shaan coz he knew wtever shaan ws doing ws for her benefit only n so dey did d antim sanskaar f her parents dat day n khanak had done everything herself n while the puja ws going on some ladies ver talkn abt khanak's parents

Lady1 :- bechare mr & mrs. Mehra pata nai kya ho gaya inke saath, bahut achche log the aur dekho toh inke saath bahut bura hua

Lady2:- haan bahut bura hua aur kisne socha tha ki itni jaldi unki maut ho jaayegi bechaare bhagwan uki aatma ko shaanti de

Lady3:- aur toh aur bechaari khanak betiyaa ka toh socho uska toh ab iss duniya mein koi raha hi nai who bechari ab bhala kaise poori duniya ka saamna karegi akele n den dey went 2 khanak who ws standn behind dem n listening 2 everything n d ladies said khanak beta hume bahut dekh hua tumhare mom aur dad ki khabar sunke aur hum jaante hai ki ab toh tum iss duniya mein bilkul akeli ho gayi ho aur tumhe sahara dene ke liye koi nahi hai par beta tum bilkul chinta mat karna kisi bhi cheez ki zarrorat ho toh hum hamesha tumhare saath rahenge toh kya hua agar tumhare maa baa piss duniya mein nai rahe toh n dey stressed on d words iss duniya mein nai rahe toh coz dey ver saying all dese dialogues purposely n said hum toh hai na tumhe kisi bhi cheez ki zaroorat ho bejhijak humse maang lena after all tum hamaari bhi toh beti ho na n khanak ws gettn vry uncomfortable after listenin 2 those ladies talks n shaan who ws watchn d whole scene frm a distance n ws listening 2 everythin came 2 khanak's rescue frm d ladies n tld d ladies by putting his hand across khanak's shoulder n said:- ki aap logon ko khanak pe apni meherbaani dikhani ki koi zaroorat nahi hai aur jahaan tak khanak ke akele hone ka sawaal hai who main kabhi hone hi nahi dunga kyunki mere hote hue khanak kabhi akeli nahi padh sakti main usse kabhi bhi akela nahi padne dunga main hamesha uska saath dunga har dukh mein har such mein har musibat mein main hamehsa khanak ke saath rahunga usse kabhi apne se door nahi karunga n after listening 2 shaan d ladies jus pouted at shaan & khanak n left frm der speaking all kinds of nonsense n shaan tld khanak:- khanak tumhe aise logon ki baatein sunne ki koi zaroorat nai hai yeh jaan pooch ke aise bolti hai isiliye tum inke baton ko bas ignore karna theek hai n khanak said:- par shaan yeh log sahi toh keh rahe the ab mera iss duniya mein hai hi kaun main toh yeh sochti hoon ki main bhi kyun nai mar gayi n immediately shaan put his finger on her lips to stop her frm speaking any further n said:- khanak tum kabhi aisa mat sochna ki tum iss duniya mein akeli ho kyunki mere hote hue tum kabhi akeli nai hogi main tumhara saath kabhi nai chodunga main apni aakhri saans tak tumhara saath dunga yeh mera waada hai tumse khanak aur kabhi bhi aisa mat sochna ki tum akeli ho theek hai n khanak nodded her head in a yes & smiled bt still khanak ws nt back 2 her normal self coz she didn't talk much except for jus replying 2 people who wud talk 2 her in fact she wud only talk 2 shaan and no1 else n shaan & khanak hugged each other.

After sometime they broke frm der hug n both f dem jus lukd here n der n khanak jus put a strand of hair behind her ear n after smetym shaan said:- dining hall mein chale sab hamara dhoondh rahe honge & khanak nodded her head in a yes & said chalo. Dey both came 2 d dining hall n shaan stood beside khanak after sometime people started leaving but before leaving dey jus told khanak dat it ws really vry sad to hear about ur parents n pls take care of yourself & if u need anything v r always der for u n khanak said a thank you to them den after sometime everyone left, all the guests & khanak's relatives everyone left den khanak also told shaan dat she was tired so she just wanted to get some rest & shaan agreed with her because he thought that khanak must be really sad & depressed now so she might want to stay alone for some time and calm herself so she went to her room & shaan went to his. When khanak entered her room she forgot to close the door completely & so the door was half open but khanak did not realize that the door was half open. Shaan just went inside his room & sat on the bed thinking that what he thought was it correct & then he got the answer of his question that yes what he was planning to do was correct & so he talked to his parents on the phone regarding what he was thinking (ok people don't stress your mind by thinking what shaan was thinking because you will get to know that very soon) & his parents solved his problem & said that what he was thinking was totally correct & he should proceed with his idea.

In khanak's room

Khanak was sitting on the ground with her head on her knees & her knees were sticking to her body & she had her parents photo in her hand. She looked at her mom & dad's photo & started crying loudly & was constantly saying:- kyun aap log mujhe chod ke chale gaye mom dad kyun & she continued crying with her mom & dad's photo in her hand

Khanak:- mom, dad maine toh kisi ka kuch nahi bigada kabhi bhi kisi ke baare mein kuch bura nahi chaha aur na hi kabhi kisi ka bura kiya toh phir mere saath kyun bura hua, meri zindagi mein hi itne dukh kyun likhe hai bataiye na mom dad bataiye na n she continued crying.

Khanak:- meri kismat mein itne dukh kyun likhe hai mom dad bataiye na kyun n khanak just kept crying

On the other side after talking to his parents, shaan walked out of his room to get some water for himself but on his way he heard khanak's crying so he stopped on his path outside khanak's room & since the door was half open he could see everything going inside khanak's room, he saw khanak crying loudly & decided to go in & talk to her and as soon as he was about to step inside her room he heard her speaking something and he stopped at the gate of her room & started listening to what she was saying. After listening to what she was saying even his eyes became moist & he had tears in his eyes but he wiped his tears because he knew if he would cry & break down then even the amount of strength khanak had till now she would lose that strength also because shaan knew that he had to remain strong to make khanak strong & if he would go weak then khanak would totally break down & no one would have been there to control her if he breaks down so he wiped his tears & decided not to cry in front of khanak & this time shaan was really moved by khanak's tears he was himself for the first time crying by seeing khanak's tears. After listening to what khanak was speaking he just sticked to the wall & thought:- kyun khanak ke saath aisa hua kyun, kya galati thi uski jiski usse itni badi sazaa mili, woh bechaari toh hamesha sabka achcha hi chahti aur sabke saath achche se rehti thi toh phir uske saath itna bura kyun hua kyun & he just closed his eyes & said:- ab khanak meri zimmedari hai aur main tumhe kabhi apne se door nahi hone doonga khanak. Main tumse waada karta hoon main tumhari life mein woh saari khushiyaan waapas laaunga jiski tum haqdar ho main hamesha har mushkil ghadi mein tumhara saath doonga I promise khanak I promise & after saying this he finally saw that she had stopped talking & she was crying so he went inside & sat down on the floor next to her & shaan held her by her shoulders & as soon as she saw shaan she immediately hugged him & started crying uncontrollably & shaan hugged her back in a way of consoling her because he knew that right now she had totally broken down & needed a shoulder to cry on & he was there for her & he was totally correct khanak was actually totally broken now although she used to show that she was very strong & she can control herself in front of every one but now it was like saturation point for khanak because now she could not control herself anymore and shaan always knew that she was not as strong as she used to show so he was always around her thinking that whenever she would need someone the most he would be there & now was the situation where she needed someone & he was there for her to help her deal with all the problems & to support her in every possible situation

Khanak knew she cannot hide her tears from him, she can hide her tears & lie to everyone but not him so she finally cried her heart out. While weeping she told shaan:- shaan mere saath hi aisa kyun hota hai bolo na shaan maine kiya kya hai jo mujhe yeh sab bhugat na padh raha hai. Bolo na shaan mere saath hi aisa kyun hota hai maine kabhi kisi ka bura nai chaha aur naa hi kabhi kisi ke saath bura kiya toh phir mere saath hi kyun bura hua bolo na shaan pls bolo na shaan & she kept on crying. Shaan then broke the hug & looked at her & gently wiped her tears from her face & cupped her face in his hands & said :- khanak har insaan ki life mein bura waqt aata hai aur tum bas yeh socho ki yeh tumhari zindagi ka bura waqt chal raha hai par khanak bure waqt ke baad achcha waqt bhi aata hai aur tumhara bhi achcha waqt aayega bas kuch din ka hota hai yeh bura waqt phir tumhari zindagi phir se pehli jaisi ho jaayegi aur tumhari zindagi mein bhi achcha waqt aayega den shaan was saying in his mind main launga tumhara achcha waqt, main tumhari khushi tumhe waapas lautaungi, main tumhari zindagi tumhe waapas jeena sikhaunga aur yeh mera waada hai tumse khanak & suddenly he was distracted from his thoughts by khanak's voice & khanak was saying:- shaan tum sach keh rahe ho kya meri zindagi waapas pehle jaisi ho paayegi, kya meri zindagi se yeh bura waqt chala jaayega aur achcha waqt aayega meri zindagi mein & shaan nodded his head & said haan khanak yeh sab kuch ho ga bas tumhe thoda sa intezaar karna hoga aur apne aap ko sambhalna hoga. shaan thought that khanak would have needed some sleep so he asked her to sleep for sometime but khanak said that she does not feel like sleeping but then shaan said that she should sleep for some time & she will feel better after she wakes up & khanak finally agreed with shaan & decided to sleep for sometime. Shaan then stood up from the floor & gave his hand to khanak so that even she can get up, khanak took his hand & got up & lied down on the bed & shaan said:- kisi bhi cheez ki zaroorat ho toh mujhe bula lena theek hai & khanak smiled & then shaan was about to leave when khanak held his hand & he turned around & ask kya hua khanak & khanak said :- shaan tum mujhe kabhi chod ke toh nai jaoge na kyunki agar tum bhi meri zindagi se chale gaye toh main jee nahi paungi & shaan told khanak:- khanak main tumhe kabhi bhi chod kar nahi jaaunga, main apni aakhri saans tak tumhare saath rahunga ab tum so jaao ok & khanak smiled & left his hand & he left the room & khanak slept.


very nice yaar,it's gud to see a different type of shanak.shaan is looking very mature in ur ff ,unlike in rbo.i always want this type of shaan so understanding & responsible.
angel_9 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 14 years ago
#32
Wow Shiksha.............
awesome update.........
ur story is very different n i liked it
shaan is so mature in this FF loved it n i can feel khanak's pain.........
update soon..............
shiksha_03 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#33
@ roshni- tanx a lot

@ iluvmanar- hey i m sorry i dnt knw ur name actualy i forget names smetym & tanx a lot for appreciating it

@ ammu_sunshyn- thank u n ya i agree its emotional

@ priya_cool_123- thank you & i will continue soon dnt worry i wnt make u wait for too long

@ krock- thanks ankita & well i m writing it for the first time so i dnt knw hw is it going on till nw

@ RB81- thank you & i cnt thnk of any suitable title so pls suggest me sme title for dis fiction

@ ridssy- thank you

@ angel_9- thanks a lot & i vl update in a short while
rafia 24 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago
#34
wow shiksha loved it, it felt so real khanak trying to be strong but ultimately breaking down and shaan crying to see her in such a state almost brought me to tears, awwww. whenever shaan says he'll never leave khanak i keep getting the impression he's going to tell her to live with jis family but i secretly want him to ask her to marry him, cant wait for the next part xx
shiksha_03 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#35

Originally posted by: rafia 24

wow shiksha loved it, it felt so real khanak trying to be strong but ultimately breaking down and shaan crying to see her in such a state almost brought me to tears, awwww. whenever shaan says he'll never leave khanak i keep getting the impression he's going to tell her to live with jis family but i secretly want him to ask her to marry him, cant wait for the next part
xx


tanx n i will continue soon
shiksha_03 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#36
i will post the next part tom definitely

Jessica100 thumbnail
Groupbie Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#37
awesomeeeee !!!!! lovelyyyy updateeeeeeeeeee shikshaa !!!!! fantasticcc !!
Daebak thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 7
Posted: 14 years ago
#38
Hmmm.......M sure he is going to get her to K-house..But I dont want him to marry her coz of this.......It'd be better if they marry coz they are in love and not coz Khanak needs support !
Jessica100 thumbnail
Groupbie Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#39
tomorrow ?????????? aabhi to 6:40 baj raha haiii naaa ???
plzzzzzzzzz yaarrr jaldi postt karoo !!
shiksha_03 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#40
ok guys here i am with d next part of the update i hope u lyk it & i hve given dis fiction a title ' shanak new love story' on request made by roshni nw i dnt knw whether dis title s appropriate or nt it jus came 2 my mind so i named it

PART 4

After 2 hours khanak woke up & saw shaan talking on the phone, he was booking his tickets for going back to Mumbai. Khanak thought that now even shaan was leaving her & she just stood on the door of shaan's room with the help of the door she was able to stand, shaan saw her standing like that & asked arre khanak tum uth gayi ab tumhe kaisa lag raha hai aur tum mujhe aise kyun dekh rahi ho, khanak said:- shaan tum bhi mujhe chod ke jaa rahe ho na isiliye tum apni tickets book kara rahe the waapas Mumbai ke liye lagta hai tum bhi ab mujhse pareshan ho chuke ho isiliye mujhe chod ke jaa rahe ho but shaan immediately stopped her & said:- khanak maine tumhe kaha than a main tumhe kabhi akela nahi chodunga, kabhi tumhara saath nahi chodunga aur tumne soch bhi kaise liya ki main apni best friend ko chod ke chala jaunga aur main tumse pareshan ho jaunga, khanak tum pls aisa bilkul mat socho main hamesha tumhare har decision mein tumhare saath rahunga aur tumhe kabhi akela nahi chodunga

Khanak:- achcha agar tum mujhe kabhi nahi chodoge toh tum apni ticket kyun book karwa rahe the waapa Mumbai jaane ki

Shaan:- khanak main meri nai, humari ticket book kara raha tha Mumbai jaane ki

Khanak:- kya matlab, main kuch samjhi nai

Shaan:- dekho khanak pls meri baat ko samajhne ki koshish karo main actually mein tumse baat karne hi waala tha aur main tumhare paas yeh baat karne aa hi raha tha par tum pehle hi mere kamre mein aa gayi

Khanak:- shaan tum kya bolna chahte ho

Shaan:- khanak dekho meri baat ko pls galat mat samajhna, main bas itna chahta hun in fact main hi nahi mom aur dad bhi yeh hi chahte hai ki ab tum humare saath humare ghar mein raho Mumbai mein raho

Khanak( became very hyper & said):- shaan tum yeh kya bol rahe ho , main tumhare ghar mein kaise reh sakti hoon, nahi main tumhare saath nahi chal sakti, nahi chal sakti

Shaan made khanak sit on the bed & said:- dekho khanak mom aur dad chahte hai ki tum ab apni zindagi phir se jeeyo, phir se tum pehle jaisi khanak ban jaao aur woh nahi chahte ki tum yahaan delhi mein raho akele and after all problem kya hai yaar humare saath rehne hai tum mere mom dad ko apne mom dad nahi maanti kya, kya woh tumhara ghar nahi hai

Khanak:- haan shaan main tumhare mom aur dad ko apne mom aur dad maanti hoon aur main jaanti hoon ki woh ghar mera bhi hai par

Shaan:- par kya khanak phir kya problem hai humare saath rehne mein and mom aur dad toh mujhse zyaada tumse pyaar karte hai who toh tumhe apni beti maante hai socho unhe kitna bura lagega jab unhe pata chalega ki tumne humare saath rehne se mana kar diya

Khanak:- tumhare ghar mein rehne mein mujhe koi problem nahi hai shaan bas aur main jaanti hoon ki aunty or uncle mujhe apni beti ki tarah maante hai par shaan main tum logon ko aur pareshani nahi dena chahti tumhare ghar mein reh kar

Shaan:- khanak tum aisa soch bhi kaise sakti ho ki tum hume pareshaani deti ho humaare saath rehkar tumne toh mujhse ek pal mein hi dosti tod di na

Khanak:- nahi shaan aisa kuch nahi hai main kabhi bhi tumse apni dosti nahi tod sakti, aur main tumhe kabhi khona nahi chahti par

Shaan: khanak agar tum hamaari dosti nahi todna chahti ho aur tum mujhe abhi bhi apna maanti ho toh phir tum mere saath Mumbai chalogi

Khanak after thinking for some time finally says theek hai main tumhaare saath chalne ko tayyar hoon

Shaan:- now that's like my best friend & khanak just smiled

Shaan den sat on his knees & held khanak's hand in his & said khanak tum kabhi bhi aisa mat sochna ki tum hum par bojh ban rahi ho, khanak ki ahmiyat shaan ki zindagi mein kya hai woh khanak bhi nahi jaanti samjhi tum & they just stared in each other's eyes for some time & both of dem smiled

Shaan broke the stare & said :- khanak hamari flight 7 baje ki hai toh hame airport par 5:30 tak toh pohuchna hoga & abhi 3 baj chuke hai toh tum apni packing karlo aur ready ho jao & main bhi ready ho jaata hun & phir hum nikalte hain ok & khanak said a yes. Khanak den went to her room & started packing her stuff & after packing her stuff she went to get ready, after some time she came out of her room & went to shaan's room.

In shaan's room

Shaan:- tum ready ho

Khanak:- haan

Shaan:- toh phir theek hai 4 baj chuke hai & ab hame nikalna chaiye

Khanak:- ok

Both shaan & khanak took their suitcases & went out of the house. Khanak locked the house & then some tears fell from her eyes & shaan saw those tears & just wiped them softly & did a dnt cry with his head & then they took a taxi & left for airport

In the taxi

Khanak & shaan both were looking outside the window in the opposite direction. Shaan saw khanak looking out of the window in deep thoughts. He finally decided to break the silence& said:- kya hua khanak, kya soch rahi ho

Khanak:- kuch nahi

Shaan:- khanak tum jaanti ho na tum mujhse jhooth nahi bol sakti toh phir kyun koshish karti ho & shaan takes a pause & then says very softly:- kya tum khush nahi ho mere saath chalne mein

Khanak:- nahi shaan aisi koi baat nahi hai, main bas kuch soch rahi thi

Shaan:- wohi toh main tumse pooch raha hoon ki tum kya soch rahi thi

Khanak:- who main bas yeh soch rahi thi ki kaisi hamari zindagi yun 1 second mein badal jaati hain na, aisi cheezen ho jaati hai jo humne kabhi sochi bhi naa ho, humari zindagi itne twists aur turns kyun leti hai shaan

Shaan:- sirf humari zindagi aise nahi badalti hai khanak, sabki zindagi mein kabhi na kabhi kuch na kuch bura hota hi hai bas ab hamara bura waqt chal raha hai aur sabki zindagi mein twists aur turns aate hai aur hamare zindagi mein bhi aaye hai yeh twists aur turns par hame inse ladna seekhna hoga khanak hum aise haar nahi maan sakte ok & khanak nodded her head & said ok

Both of them were again looking in different directions & there was complete silence in the car. Both of them kept stealing glances at each other in between but tried their level best to see to it that the neither of them see each other while stealing glances but both of them noticed that they were stealing glances at each other & finally their eyes met & they just smiled looking at each other & then again turned their faces in the opposite directions & finally after sometime they reached the airport


Edited by shiksha_03 - 14 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".