Posted:
guys i am really worried 4 poor baby Ansh. jaisa ke hum jante hai ke Gayatri use pasand nahi karati. aur kal to usne apana asali rang dikha hi diya. usne Ansh ko Vedant ke purane kapade bhej deti hai. aur uparse wo widow bua to hai hi. i know Yash iss sabaki kami puri kareg lekin wo 24 ghante to Ansh ke sath nahi reh sakata na. tab Ansh ka kya hoga. jis tarah se abhi wo ek prince ki tarah reh raha hai. usaki Mamma uski har khwaish puri karati hai. age jake use har baat ke liye tarasna na pade ya to har baat pr khari khoti na sunani pade. uss innocent baby pe inn sabka kya asar hoga...plsss CVs aisa kuch bhi bura mat dikhana uss masum bachhe ke sath.