bhai aapko kisi ne jumme ko chumma diya he..😉
RIGHT PARTNER 13.3
I don't get the hype around Dhurandhar Returns
RISTA PAKKA 14.3
IPL 2026 Schedule - Phase 1, Matches List
Teaser - 'Main Vaapas Aaunga' - Sharwari, Vedang & Diljit (Imtiyaz Ali
Happy Birthday Aamir Khan 🎊💐🎊
Happy Birthday Aamir Khan
bhai aapko kisi ne jumme ko chumma diya he..😉
Originally posted by: abhishek_kriyaa
iska matlab haal bura hai😆😆
bhai aajkal billi aa hi nahi rahi ..pata nhi kahan chali hame chhodkar...bahar se hi peeth dikhakar chali jati hai😆😆Originally posted by: vikram0669
bahute bura yaar i need some CHUMMA CHUMMA😳☺️ bulao billi ko😆
bhai jab mene apni gf ko pehli baar dekha tha to main ghayal hi ho gaya tha😳😳😳Originally posted by: vikram0669
Bhai jab maine Ankita ko pahli baar dekha tha mera hal hai aisa tha
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=H9sHR4ZrhKc[/YOUTUBE]😳
aur aap ka kya haal tha😆
Originally posted by: abhishek_kriyaa
bhai aajkal billi aa hi nahi rahi ..pata nhi kahan chali hame chhodkar...bahar se hi peeth dikhakar chali jati hai😆😆
shayad usi bandar ne hathoda maara hoga😆Originally posted by: vikram0669
aisa ka lagta hai kisi ne Billi ke dum mei hathoda maar diya hai isliye dum laga kar bhag gayi hai😆
Originally posted by: abhishek_kriyaa
bhai jab mene apni gf ko pehli baar dekha tha to main ghayal hi ho gaya tha😳😳😳
Originally posted by: abhishek_kriyaa
shayad usi bandar ne hathoda maara hoga😆
bhai me uska deewana ho chuka tha...uski teekhi nazar se me ghayal ho gaya😳😳😳Originally posted by: vikram0669
Gayal😲 maine socha pyar mei khayal ho gye hoge😆