Aap humme galat samaaj rahi hai Amma. Humne aapko koi saajish mein nahi phasaaya. Humne aapko yaha bulake hamare sar pese woh kalak hataya hain, jo apne mere maathe pe lagaya tha.
Amma kisiko aayina dikhana galat nahi hain. Humne sirf aapka chera aayine ke saamne dikhaya hain.
🥱🥱🥱🥱