dnt wry....she will understand it....Originally posted by: mahnoors
yes kashhh you are right partigya ko tou khush hona chahiye ke usse krishna jaise pati mila jo us ke liya apne maa aur baap tak ki parwa nahi karta maana ke usne thapad maar ke galat kiya magar wo bechara karta bhi tou kiya uske apne behen bhai maa baap aur bhabhi ke samne uski itni bezati hoi uske bawajood wo partigya se itna pyar karta hai ke usne pehle apne apko saza di aur phir usko manane bhi geya partigya na jane kis akad mein hai usse krishna jaisa pyar karne wala phir nahi mile ga