the quazi rored in his high pitch where is zoya mr ayaan zoya kahan hai ?
zoya yahan hai quazi sahib asads voice came from behind everyone was shocked would be an understatement , no one thought asad ahemad khan would come to siddiqui mansion and above all zoya stood their silently.
her hands eloped with his as if she left that hand she would die, as if her life was all depended on his one touch as if he was the only source of strength in this dark situation
he was cool an calm composed just like he was when he saved her from the forced wedding ,just as he was when he fought with the goons , just as when he ran from mangalpur wedding . she was just staring at him her mind was numb, she had received enough in that one day imrans truth, near to death experience a fake accidental nikah which she didn't knew happened , watching your best friend life getting a hell and then watching your love escape in front of your eyes
she was standing holding him for support she knew only he had the capacity to keep her calm and moreover alive with his mere touch
as he went in front of quazii he stood still
hazraat yeh rahi zoya aur ab main ap sabse gujarish karunga ke aap sab tashreef rakhein aur is masle ko kuch shanti se sune aur apni ray de
everyone was seated asad stood in front of them holding zoya and he asked her to naarate the whole thing without hiding anything
zoya told how she was poisoned and then she escaped and reached the community hall and how goons were following her she avoided the truth of imraan and said tanveer had managed to tie her
now it was ayaan who narrated his part how vikram followed them and how in efforts to save humeira he was escaping and ended there
now asad came up and he asked them quazi sahib kya main kuch pooch sakta hoon
quazi haan bte
asad: quazi sahib nikaah karne ke liye jitni meri jankaari hai arji deni padti hai jisme ladki ka naam ladke ka naam aur meher ki rakam likhvani padati hai
quazi: ji barabar
asad: kya apko siddiqui mansion ya khan villa se aisi koi arzi mili jispe Rashid khan ya phir zoya ke liye anwar ne diya ho
quazi: nahi
asad : apne inse inka naam poocha kyunki inke mutabik ye sirf wahan baithe the inhone kisine bhi apme se kisi se baat nahi ki
quazi: ji jii jii kisi se bhi baat nahi ki
asad : kya apne inse 3baar poocha ke inhe ye nikah qubool hai ya nahi
quazi: ji ji nahi poocha lekin unhone hamare nikha ke liye manjoori poochne par sirf haan kahan
zoya and ayyaan : who haan asad ke liye tha main unse baat kar rahi thi / aur main abbu se baat kar rah tha hamne nikha ko haan nahi kahan hai
asad quazi sahib main maafi chahta hoon lekin in dono ka nikha jab inhone qubool hi nahi kiya tto hua kaise aap ne jitney nikah karaye hai who qubool hue unhe dulhan aur dulhe ne manjoor kiya hai main aapse gujarish karta hoon ki iss masle ko thodi narmi se dekha jaye
quazi : janab asad apki wajah se hum ek paap karne se bach gaye hain aj hum iss sare nikha ko hads karar dete hai aur iss nikh ake sivay jo aur nikah hue hai unhe sahi sabit karte hai
asad: quazi sahib aaj jinke nikah hue un sab ke nikah fir se karvaiye poora intejamm main karoonga aur mera aur zoya ka nikha bhi sadagi se sabke saat hoa ummed hai apko koi dikkat nahi
quazi: nahi baachhe allah apko salamat rakhe apka aur apke baccho ko lambi umra de apka naam apka iqbaal buland ho
ham sab apse maafi chahenge agar aap isse shanti se nahi suljhate toh ye masla aur bigad sakta tha aur 3 jindgiyaan barbaad ho jati
with that they all left ayaan hugged asad and said sirf aap hi hain jo sab thik kar sakte hain main kitni bhi koshish karloon kabhi bhi aap jaisa nahi ban paunga
zoya was crying her heart was beating at double speed and it swelled with pride she had chosen the right man to guide her through out the life
asad sensed her gaze on him and looked at her : chale mrs.asad ahemad khan
maine aapse kahan we will be together no matter what apko vishwaas hai mujh pe
she blinked and smiled through her tear khud se zyada allah se bhi zyada apne mukkadar se bhi zyada
zoya apki thi apki hai aur apki hi rahegi mr.asad ahemad khan aur mujhe iss baat pe fakra hai
with pride he held her looking at Rashid indicating him he is dilshaads son and he wont live his love under any circumstances he isn't aspine less man but a man with love and if destiny played cruel destiny has to change
they walked out of siddiqui house hand in hand jut as they arrived leaving a shocked faces behind just like they were when they had came
shireen in her heart : dilshaad apne asad ko bohot acchi taleem de hai shayad main ye kisi se keh na paaon lekin allah ko khabar hai main apse haari to thi ek biwi ke roop mein lekin aaj asad ne mujhe phir hara diya ek maa ke roop mein
ye meri hi badua thi jo mere bacho ko lagi hai...
outside near SUV asad and zoya looked at each other suddenly with a tear he pulled her towards him and took her into bone crushing hug : aap meri jaan se bhi jada hai zoya main apse aaj hi nikah karoonga ghar pe sab intezaar kar rahe hai
zoya: haan asad aur ap aaj se meri jaan ban gaye hai main ap ke saath hoon toh jinda hoon agaa aap sath nahi toh main jinda nahi
they both said we will be together forever and ever