antara ek baar phir aajji ki jaan bachayi😉 doc ne poocha ki yeh kyun hai aur antara ne kaha main inke care taker hoon!!!!!!!!!! wah antara wah raghu ko challenge bhi kiya ki tum khabi bhi uss ghar main kaam nahi karogi aur khud waha jakar job leli👏
waise bohot aacha kiya time waste nahi ki kyun ki hum fans rantaramki scenes dekhne ki taras rahe hai!!!!!😆😳
am i right guys??????