omgggggggggggg thank you so so so very much
pahli baat main mafi mang na chathi hoon itna late response ka liya
i am so so so very sorry
school ka saat aur phir bday ka din i got so busy ki muja pata hi nahi chala ki aap sab na mera liya ya khola hain aur ush main itna sara ashirwad bhara hain
sabsa jada i would like to apologize to anuradha didi i am so so so sorry for the late response didi...i am sure meri didi will forgive her lil sis
aur main aap sab ka shukriya ada karna chathi hoon kyun ki ish duniya main mera liya sabsa jada imp. ashirwad hain aur aap sab na muja ashirwad diya hain aur ush ka liya main aap sab ka taha dil sa shukriya ada karna chathi hoon
love you all very very much and thank you very very much
9