At evening the both are in their room and their house full of guest, Riya is almost ready in bridal dress while Ayesha is not yet ready. Riya puts her plam on her shoulder and shales her.
Riya: Ayesha are you ok.
Ayesha simply nodded her head in positive.
Riya: tu apnay faisalay say khush hai.
Ayesha hugs her and start crying , Riya pathes her back and console her.
Riya: Ayesha kiya huwa tu mujhe bata kiya baat hai?
Ayesha: Riya mei kiya karun meri samjh nahi aa rha k mei nay ye faisala sahi kiya hai ya ghalat, mei sirf itna janti hun k Arjun bura insaan nahi hai, uski ghalti sirf itni hai k wo kisi say bepanah pyar karta hai.
Riya: par wo larki tu nahi hai Ayesha.
Ayesha: ha janti hun, kiya wo kabhi mujh say pyar nahi karay ga.
Riya: nahi jo shaks ek baar kisi k pyar mei rang jaey wo rang kabhi nahi utarta, aur uski aankhon mei mei nay kisi aur k liay sacha pyar dekha hai Ayesha, us kay dil mei jis k liay pyar hai us k jagha kabhi koi nahi lay sakta Ayesha, aur faida kiya is shadi ka Ayesha jab us larki k loatnay par tumhain apna wajood khona hoga, agar ye jantay huway bhi tu nay ye faisala liya haitoh ye sara sar khudkushi hai, abhi bhi dyar nahi hui hai Ayesha tu is shadi say inkar kar day, is say pehlay k siway pachtanay k tere pass aur koi rasta nahi rahay tu inkar kar day Ayesha.
Ayesha: Par Amba.
Riya: unhen mei sambhal lungi tub hag ja Ayesha bhaag ja.
Ayesha: Lekin Riya..
Riya: agar tu yaha rahi toh Amba teri shadi Arjun say zaror karwa dyn gi please ayesha tu bhag ja.
Ayesha: mei kaisay bhagon neechay toh saray mehman hain.
Riya: tu' tu ja k store room mei chup jao Amba wahan tumhain nahi dhunden gi.
Ayesha: kiya ye sahi ho ga Riya.
Riya: ha Ayesha ,ye teri zindagi ka sawal hai Ayesha please tu ja , is say pehlay koi aa jaey tu ja, dekh barat bhi aa gai hai Ayesha , pehlay tere pheray hain, please Ayesha jaldi kar.
Ayesha: riya mei kiya karun.
Riya: tu ja yahan say.
Amba is on the corridor, she is on the ways of their room and Riya forces Ayesha to go. Amba enters in the room and she doesnot found Ayesha.
Amba: Ayesha kahan hai Riya, mei usay lenay aai hun neechay barat aa gai hai.
Riya is silent.
Amba: mei tujh say pooch rhi hun kahan hai Ayesha.
Surabhi and tanvi also enters in their rooms.
Riya: Mei nay usay bhaga diya Amba, agar wo yahan rehti toh uski zindagi barbad ho jati, wo is shadi say khush nahi thi isliay mei nay usay bhaga diya.
Amab: ye kiya kiya tu nay wahan barat aa huki hai aur dulhan ghaib, ye faisala mei nay us say poch k liya tha aaj bhi poocha tha us say tab us nay inkar kyun nahi kiya ab hum kiya munh dekhaen gay, kiya jawab dyn day hum. Dekha Purvi aaj teri beti nay bhi wohi kiya jot u nay 20 saal pehlay kiya tha, par us waqt mei chup thi kyun k mei janti thi k mei ghalat hun, par aaj nahi aaj mei teri beti ko maaf nahi karun gi 20 saal pehlay bhi tum teeno nay mil k mere ghar ki izat neelam kit hi yaad hai na wo din.
Flash Back:
A bridal sits infront of mirror , she is so happy because today is her marriage day, that day which she waiting impatiently because today she maary with her love , a man enters in the room she is alone in the room , he puts his hand on shoulder , she turns her face by feeling some thing on her shoulder , she stands and hugs him.
Bridal: Preet bhaiya aap .
Preet: ha mei , buhat pyari lag rhi hai meri behan, bikul aasaman say utri hui koi pari, Bus Tanvi tujhe kisi ki nazar na lagay.
Tanvi: mei toh khush hun bhaiya par aap k chehray par wo khushi nahi hai bhiya , kal aap ki barat hai par aap khush nahi hai.
Preet: tu wajha janti hai phir bhi pooch rhi hai.
Tanvi: ha bhaiya , par aap AMba say baat kyun nahi kartay.
Preet: kiya karun himmat hi nahi hoti.
Tanvi: par bhiya ye ap ki pori zindagi ka sawal hai, aap surabhi say pyar kartay hain aap aaisay kaisay kisi say shadi kar saktay hai, aur surabhi bhi aap say buhat pyar karti hai, wo meri dost hai toh kiya huwa aap ek baar amba say toh baat Karen, aaj mei nay surabhi ko dekha thaw o bhi khush nahi hai, agar kal ye shadi ho gait oh bhaiya na aap khush rhen gay na bhabhi na hi surabhi, ek sath teen teen zindagi barbad ho jaey gi please bhaiya ek baar soch lyn ,aaj mei bhi chali jaun gi kal aap ka sath denay wala koi nahi hoga, jaen bhaiya ap surabhi ka hath tham lyn is say pehlay k dyar ho jaey.
FlashBack Ends:
Amba: aur us din ye mera beta Preet jo kabhi mera gamand huwa karta tha is ko biya k lay aaya mei chup rahi kyun k is mei mere betay ki khushi thi par aaj mei nay ye faisala Ayesha par chora tha ta kay mujhe phir say sharminda na hona paray par tu nay Riya sab barbad kar diya, is ki saza tujhe milay gi aur buhat khub saza milay gi aaisi saza jis par tum dono dostein pachtao gay, aaisa saza jo dono ki zindagi jahanum bana day ga, buhat gahmand ahi na tumahin apnay sapnon jaisa susaral mila , ab bhool jao usay kyun k abhi tum Ayesha ki jagha mandap mei betho gi .
Riya: nahi Amba aaisa ghazab nahi Karen mei aap k aagay hath jori hun please amba meri zindagi narg na banaen mei jeetay ji ma jaun gi amba please amba.
Tanvi: amba aaisa ghazab na Karen Amba , kiya hoga meri beti ka,
Amba: ye is nay oehlay kyun nahi socha mei abhi Mahi aur Naina Devi say baat karti hun.
...
Mahi: Amba ji mujhe koi aetaraz nahi hai mere bhai ki shadi Ayesha say ho ya Riya say.
Naina: ha Amba ji mujhe toh bus aap ki poti chaheay chahay wo koi bhi ho.
Amba: shukriya ap logon ka.
Mahi: kaisi batein kar rhen hai aap Amba ji , shukarguzar toh mei aap ki hun k aap ye sab jantay huway bhi apni bei hamain day rhen hain.
Naina: ha Amba Mahi theek hi keh rhi hai.
'''''''''''''''.
Riya hugs her mother .
Purvi: Riya beta aaisay nahi rotay.
Riya: mei kiya karun maa mere saray sapnay tot gay , mujhe ye gham nahi hai Maa, magar meri zindagi Amba nay ek narg bana di hai, mei aaisi jagha tanha kaisay guzarun gi jahan pyar nahi hai, maa kaisay.
Purvi: us bhagwan par bharosa rakh job hi hoga aacha hi hoga.
Riya: maa mujhe aaj baba ki buhat yaad aa rhi hai agar wo aaj yahan hotay toh aaisa nahi honay detay na.
Purvi: beta humaray naseeb mei us nay jo likha hai aacha hi likha hai aur dekhna sab aacha hi hoga, wo jo karay ga wohi tere liay behtar hai beta chal neechay pheron ka samay ho gaya hai.
'''''''''''''
Arjun is sittin in the mandap while Purvi holda Riya by her shoulder Riya continuously stares her and say to stop her to doing this marriage but Purvi say her to sits in the mandap
Background Music:
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Shahenahiyoon Ki Sadaa Keh Rahi Hai
Khushi Ki Mubarak Ghadi Aa Gayee Hai
.
Purvi Makes her to sit on the madap.
Saji Surk Jodi Mein Chand Si Dulhan
Zameen Pe Falak Se Pari Aa Gayee Hai
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa
Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aaa...
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Riya stares t her mother , such a pity look like that she forbid her to do this marriage and nodded her head in neagative , she is weaping continuously
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Pandit ji says Arjun and Riya to exchange Garlands but her eyes fixed on her mother and teras continuously flowing
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Ayesha sees this situation in balcony she runs towards mandap to stop Riya for doing this, a hand stop her in her way.Ayesha turns to see Amba is on her back.
Amba:kahan ja rhi hai tu.
Ayesha: amba ji aaisa ghazb na kren ye shadi rook lyun.
Amba: ye shadi to ho k hi rhay gi aur tere liay bhi mei nay kuch aacha soch rakha hai beta.
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai..
Now pandit ji ordered them to stands and complete their pheras, She stands but still her eyes fixed on her mother and Surabhi .
.
Saat Pheron Se Bandha, Janmon Ka Ye Bandhan
Pyaar Se Joda Hai Rab Ne, Preet Ka Daaman
Saat Pheron Se Bandha, Janmon Ka Ye Bandhan
Pyaar Se Joda Hai Rab Ne, Preet Ka Daaman
She completes her pheras and sobboing continuously and breahing heavily durng weaping.
Hain Nayee Rasmein, Nayee Kasmein, Nayee Uljhan
Her silents lips says all her undefined stories Hont Hain Khamosh, Lekin Keh Rahi Dhadkan
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan, Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Teri Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Teri Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
Dhadkan Meri Dhadkan
She thinks that now this is impossible to stop this marriage because half of marriage is complet she wipes her tears and sits quietly in after Arjun, but tears still rolling fromher eyes
Mushkil Ashkon Ko Chupana Lagta Hai
Mushkil Ashkon Ko Chukana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
She sees her mother,Surabhi And Amba and nodded her head in neagaive that she never forbid them.
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Arjun rises his hand to fill her Part, he is shocked to see her. He lost in her for few Seconds,his hand stoped in middle , this was not that girl which he meets in the morning , her tears effects him, Mahi puts her hands on Arjun shoulder and say to fill her Part, he fills her part with sindoor, she closes her eyes tightly and Arjun ties mangalsutar around her neck but he is still in shocked his face color fade up. Now Pandit ji announce that their marriage is complee and now they are officially and megally wedded husband and wife. This words gives her more pain
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai.
Amba: Purvi jao apni beti ko rukhsat kar do
Riya hugs her tightly and apart her moher with a jerk. Mahi separate her from her mother , but Riya turn to hugs Her Preet Mamu and Surabhi except Amba, mahi holds her hand she start walking with barati's but she her head turns to see her old home where she spend her childhood days with her friend Ayesha
Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul
Jaa Rahi Hoon Chod Ke Teri Gali Babul
Main Teri, Baahon Ke, Jhule Mein Pali, Babul
Main Teri, Baahon Ke, Jhule Mein Pali, Babul
Main Teri Baahon Ke Jhule Mein Pali Babul
Jaa Rahi Hoon Chod Ke Teri Gali Babul
Khoobsurat Ye Zamaane Yaad Aayenge
Chah Ke Bhi Hum Tume Na Bhool Payengey
She free her from Mahi and runs towards her mother and Hug her
Mushkil, Mushkil Mushkil Daaman Ko Churana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Mushkil Daaman Ko Churana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Riya: maa mei nahi jaun gi maa please maujhe rook lo maa mujhe nahi jana .
Palbhar Mein Kaise Badalte Hain Rishte
Purvi Apart hug and say her to go with Arjun.
Riya: maa rok lo mujha.
Purvi: ab wo hi tera ghar hai beta
Riya: maa mei aap logon ko kabhi maaf nahi karun gi , Amba ko toh kabhi bhi nahi
Abh To Har Apna, Begaana Lagta Hai
Dulhe Ka Sehra Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dulhe Ka, Sehra, Suhana Lagta Hai
Dhulhan Ka To Dil Deewana Lagta Hai
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan...
Ayesha is ready to maary Sameer she puts all her accessories and rushes towards the mandap, she is not happy , Amba makes both friends life hell, she is also weaping , She fake smiles after seeing unknown faces of her future laws, she sits in the mandap and and After the garland ceremony she sits next to Sameer , sameer holds her hand to console her that bring shiverness in her body, a smile spread on her face and fear to see her future life, they stands for pheras, after completing seven pheras they again sits side by side and sameer fills her mang with sindoor and ties mangalsutar around her neck , now she become Mrs. Ayesha Sameer rathode, this change her identity completely the world now known her by her new identity Mrs. Rathode. After completion of marriage ceremony they touched their older feets and takes their blessing , After few hours Ayesha reached her new house.
'''''''''''''''
Riya is sitting in the middle of the bed while Mahi is also there , Arjun enters in their room and directly says her sister that he need to talk her , they left Riya alone and goes to the another room.
Arjun: di ye kaun hai ye Ayesha toh nahi hai.
Mahi: Ye Riya hai Ayesha ki dost.
Arjun: repeat her name again and Again Riya Riya '.
Mahi: arjun wo Ayesha nay shadi say inkar kar diya that oh amba nay is ki shadi tum say''''.
Arjun: Di kitnay had par karo gi aap, di uski halat dekhi hai aap nay ek zinda lash ban gai hai wo , kiya zarorat thi kisi ki zindagi barbad karnay ki, us k aansoo nahi dekhay aap nay , kyun di kyun ki aap nay us masoom ki zindagi barbad kyun di kyun?
Mahi: Chotu wo mei'
Arjun: kiya di aap nay sirf mere aansoo dekhay kyun us k aansoo ap par beasar rhay kyun di? Dekha nahi tha kitna ro rhi thi wo bilkul khush nahi hai wo is shadi say..
Ayesha: ghalti us ki hai Chotu us nay kyun Ayesha ko shadi say inkar karnay par majboor kya.
Arjun: mat kahen mujhe chotu aap nay ye haq kho diya hai aap nay us masoom k sapno k sath sath humara rishta bhi dafan kar diya hai.
Mahi: nahi Chotu aaisa nahi bol mera is dunya mei tere ilawa hai hi kaun, mei sirf apnay chotu ki khshiyan chahti thi bus'..
But Arjun leave her.
In Ariya's room:
Arjun enters in room and quietly remove his all accessories and Riya also get up from bed and throw all her jewellary and bangels on dressing table , she keeps her both hand on her face and weaps , every flowing tears effect him, but he ignores her and turns his wadrobe and picks a shirt and rushes to th washroom, Mahi handed Riya her dress and say her to change, She changes her dress after changing Arjun , Arjun Occupies a corner of bed while Riya takes another corner of bed and both sleeps quietly.
This is all part 6, i hope you like the twist in this part , If you really like then hit the like button, and orry for grammatical mistakes or typing errors
38