Hi ppl so here we r having a rapid fire round with Mr.saraswathi Chandra
So here r ur questions:
Saras kumud aapko kyun pasand hai:
Sach bataon mujhe kumud ki kamar hai na uspe ek paayal hai na wahi pasand hai mujhe .đ
Toh aap kumud se zyadaa uss paayal se pyaar karte hain
Ji haan phehela pyaar hai sab ke liye khaas toh hota hai nađ
Kumud ko dekh kar aapko kaunsa gaana yaad aata hai matlab aap kumud ke liye kya gaana gayenge?
Tu cheez badi hai mast mast tu cheez badi hai mast mastđ
Kumud ko aapne light kyun gift kiya?
Woh india ki statue of liberty zara soch ke dekhiye kumud with a lamp in her hand
Kumud se agar aap kisi baat ko nahi badalne keliye kahenge toh who kya hai?
Uski dressing styleđ
Agar aap kuch kuch badal ne keliye kahenge toh?
Aisi akele hote waqt darke baago maatđ
Saras agar aap unse kya lena chahenge?
Kumud kya tum tumara paayal udhar mein dogi?đ
Agar aap kumud se kisi cheez ke bare mein sawaal poochna chathe hain toh who kya hai?
Sab log paayal ko pair (legs) mein pehenthe hain tum kamar mein kyun baandthi ho?đ
Agar aap kumud se kuch maangna chathe hain toh who kya hai?
Chumma chumma dede chumma chumma dede chummađł
Guys if u like it pls hit like and comment