Part 2:
*Next Day*
*Tring tring*
Zoya: Hello aunty
Dilshaad : haan zoya woh Najma and mein cinema jaa rahay thay aur Najma kehti hai Zoya ko bhi bula lo toh ap aana chahti ho?
Zoya : ya sure aunty, and mein ap se kahan millu?
Dilshaad : hotel ke neechay
Zoya : hotel ka naam?
Dilshaad : oh hotel ka naam hai 'Shin-A Hotel'
Zoya : okay Aunty
*At the hotel, Zoya was going to enter the hotel whilst she bangs into somebody. He was wearing a black outfit and was about 1.77 cm tall. He had shady brunette hair, similar to Zeya's. She possibly can only see his back.*
Zoya: Oh I'm sorry.
Someone: it's okay.
*And he was gone; it looks as if like he was in a rush. Zoya linger for a minute and Najma and Dilshaad turn up.*
Dilshaad: im sorry woh tori dehr ho gai.
Zoya: it's okay.
*tring tring*
Dilshaad: Haan Asad?
Asad: aj mein late aao ga toh dinner kar lena ap log.
Dilshaad: okay AllahHafiz
Asad: AllahHafiz
Zoya: aunty yeh kon hai?
Dilshaad: kon? zoya?
Zoya: yeh ap ke phone ke background mein? Mein dekh sakhti hoon kia?
Dilshaad: haan kiu nahi, yeh lo.
Zoya: OMG Najma! Kitni cute thi jab ap choti thi
Dilshaad and Najma starts laughing uncontrollably!
Zoya: kia hua aunty?
Dilshaad: haha yeh Najma nahi hai
Zoya: aunty ap ki koi aur bhi behti hai?
Najma: nai Zoya yeh mere bhaijaan hai'
Zoya: hahaha! why is he wearing makeup?
Najma: oh Ami ko ek behti chaiyhe thi toh woh har waqt bhaijaan ko makeup kar ke dehti thi!
Zoya: oh aunty ap bhi na.
Dilshaad: ahah ab chalay?
Najma & Zoya : haan haha
*After a few days*
Dilshaad head off to Bhopal, before she goes back, she meets up with Zoya for one very last time.
Time without doubt passes quickly, after 2 weeks; Zoya come to a decision of going back to Bhopal for not merely her friend's wedding ceremony but as well as spending her leap-year vacations.
* In Bhopal *
*Zoya was going to the hotel to settle there for a few days, but she unintentionally bumps into someone.*
Zoya & Dilshaad: ouch
Ds: zoya? Tum yahan?
Zoya: aunty ap.? I miss you aunty
Ds: i miss you too
*They hugged each other*
Zoya: haan aunty woh mein kuch dinno keliye Bhopal ai hoon.
DS: yeh toh bohot acha kiya tunne. Toh ab tum hotel mein reh rahi ho ya phir thumara Bopal mein ghar hai?
Zoya: filaal toh mein hotel mein reh rahi hoon
Dilshaad: acha teek hain beta, kissi bhi cheez ki zarurat hui toh humein batana.
Zoya: aunty apna phone number de do, I'll call you someday. Oh and Najma ka bhi
DS: sure yeh lo
Zoya: thanks aunty
* After 5 days *
Zoya: appi mujhe Bopal mein hee rehna hai
Appi:yeh kaisi bathein kar rahi ho zoya? Tum toh wahan pe kissi ko janti bhi nahi
Zoya: appi please itni over-protective mat bano
Appi: nai zoya -
Zoya: oh hai yahan koi mera!
Appi: kon?
Zoya: appi yaad hai woh aunty jiske saat mein goomne jaati thi new york mein? And uski behti Najma
Appi: haan
Zoya: woh haina mujhe 5 days pehle woh milli
Appi: okay phir mein unse baat karoongi
*Zoya calls Dilshaad after a few minutes*
Zoya: aunty mein zoya bol rahi hu
DS: oh zoya kia hua?
Zoya: oh aunty mein Bopal mein rehna chahti hu aur meri appi mujhe allow nai kar rahi coz mere paas koi hai nai Bopal mein jisko mein jaanti hu
DS: it's okay mein baat karoongi unse
Zoya: thank you aunty
DS: your welcome
Appi: hello?
DS: haan mein Dilshaad bol rahi hu, woh ap zoya ke baray mein fikar mat ke jiye hum uska khayal rakhenge woh humare ghar hee reh jai toh better ho ga
Appi: oh woh bohot tang karti hai toh ap logo ko disturb karegi, toh -
DS: aray behta it's okay hum zoya ko kaafi dehr se jaante hai and woh zara bhi tang nai karti in fact woh toh itni samajhdar hai
Appi: acha phir ap log uska please khayal ralhiye
DS: dont worry hum uska bohot achi tara se khayal rakhenge
Appi: shukriya
DS: Koi baat nahi
*Dilshaad informed Zoya and notify her to pack her clothes and belongings and shift in to the khans mansion.*
*Zoya in the khans mansion*
Zoya: hey aunty
DS: hey zoya
Zoya: thanks aunty mein finally Bopal mein reh sakhti hu!
DS: it's okay
Zoya: ab sirf mujhe job dundne hai
DS: mil jaigi
Zoya: aunty lekin mein job kahan karoongi?
DS: uski tum fikar mat karo
Zoy: par mujhe job karni hai aunty.
DS: yeh hi samjo ke tumein job mil gayi
Zoya: omg really? Aunty app toh jaise meri guardian angel hain!sab kuch chutki mein fix kar diya. Toh mein kab job par ja sakti hoon?
DS: tomorrow..
"At night"
Asad: ammi yeh sab kya hai? Pizza and coke? App aur najma to khabi pizza nahi khate?
DS: beta ajj se humara ghar mein ek guest rahe gi
Asad:par kiu?
DS: Asad uss bichari ka yahan koi nahi hai aur waise bhi jab hum new york gaye the toh usne humari bohot madat ki thi toh ab humari bhari hai uski madat karne ki.
Asad: okay ammi. Kahin dikhai nahi de rahi?
DS: haan woh khafi thaki hui hain toh woh so gayi
Asad: okay ammi
DS: aur asad please unke saath ache se behave karna
Asad: dont worry ammi, jisne meri ammi ki itni madat ki ho, mein uske saath kaise bura behave kar sakta hoon.
DS: okay, jao change karo aur mein dinner lagati hoon
Asad: okay ammi
"Next day"
Asad set off to work and accidentally steps on something. He picks it up and looks intently at it as soon as a girl approaches and says: hey this is mine! You chorr kahin ka! How dare you steal my necklace?!
Farah<3
ppl who do you think s the girl ? :P
4