serial ke main leeads ke saath hi mazak kar rahey hain kabi sajjan shakti aur kabi mennka unn donno ka mazak urratey hain...ager pratgya ko pregnant nahi karna tha toh yeh sara dekhaya hi kioun pata nahi age kia karey ge doctor kia kahey ga ke problem kis main hai..krishna yeh pratgya main..kia pata sara drama is lia dekha ho ke sajjan kitna matlabi insan hai is puri duniya main pal main acha pal main bura...eik toh krishna ki family ajeeb hai eik toh pratgya ne krishna ko roka aur upper say sajjan ne hi usey suna diya pagal hai...especially sajjan...
is saab say toh meera ka track kafi mazee ka tha ...wioh saab hata ke krishna aur pratgya se mazak bana diya hai...yeh mazak banta dekh ke mazza bilkul nahi a raha hai...plz yaar krishna and pratgya have twins,,,baby girl baby boy...