A scene after 20 years leap

-SD- thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#1

A scene after 20 years leap


It's a get together. All PR members are present.

Satish- aaj mujhe behad khushi ho rahi hai ki hum bina koi wajeh aaj yahan par ek chhat ke niche get together kar rahe hain.

Sulochana- wajeh kyun nahi beta? Tumahre manohar baba 18 saal pehle aaj hi ke din ghar wapas aa gaye the

Rasika- hala ki kisi ko yeh nahi pata ki woh 6-7 saal kahan pe apna muh kala kar rahe the 😆

Satish-khair khushi ke is mauke pe mujhe koi aaj gaana gane se na roke to achha hoga.

(satish starts singing – yun hi kat jayega safar sath chalne…while singing he coughs…)

Manav-kai baar tujhe kaha hai maine satish..gaane mat gaya kar..ab teri umer nahi rahi itni unchi awaz mein gaana gane keliye..kuch to apni sehat ka khayal rakha kar

Archana-aap to jaise apni sehat ka pura khayal rakhte hain..aaj aapne blood pressure ki dawai li ya nahi (while speaking she gets asthama )

Manav-archana ko asthama attack aaya..koi pump lao yaar..

Soham- hum kya karein papa pump kahin mil nahi raha

Sulochana- kai baar tujhe kaha archana ek aadh beti paida kar..aaj tera ek damad hota to tujhe impress karne keliye hamesha asthama ka pump tayaar rakhta

(Varsha arranges a pump and archana gets well)

Archana- ab main theek hun..tu chinta mat kar aai…

Sulochana- haan beta..maine tujhe yeh hereditary asthama disease ke alawa diya hi kya hai..meri archu ko yeh bimaari uski 26 saal ki zindegi mein kabhi nahi aayi..pata nahi ab kaise?

Varsha- maaf karna aai..taai 26 nahin 52 saal ki hai ab

Satish- hum log kuch interesting baat nahi kar sakte?

Rasika- chalo akele mein jake kuch interesting kartein hain sattu..sirf baaton se kya hoga 😆

Sulochana- manju beta..sab keliye chai banana beta

Manju- main naukrani thodi hi hun..archu mahanrani ko bolo na wo chai banayegi..aur haan khud se chai ki patti, doodh aur shakkar kharid ke lana..LPG ka paisa mujhe de dena..aur cup plate bhi saaf karke jana..samjhi

Satish- tum ne paani ke paison ka hisaab nahi kiya Manju

Vaishali- vahini aap yeh kaisi baat kar rahi hain?

Archana- vahini ki baaton ko dil se mat le Vaishu..gussa to hamesha unki naak pe rehta hai

Sulochana- warna dil ki achhi hai Manju..

Manav-pichhle 20 saal mein 23 baar aap ko ghar se nikal chuki hai wo..lagta hai koi achhe iradae se hi kiya hoga yeh sab….hai na Vinod?

Vinod- Manav tum kuch samajhte nahi ya samjhna nahi chahte?

Satish- Vinod yaar koi naya dialogue kyun nahi bolte..hazar baar sun chuka hun yeh dialogue tumhare muh se

(Dharmesh arrives)

Dharmesh- aaj main sab ke saamne ek aise sach ka khulasa karne wala hun jisse sunke aap sab hairan ho jayenge

Manohar- aur kuch mat bolo beta..yahan sab ko kuch na kuch bimaari hai..kisi na kisi ki waat lag jayegi sunke

Rasika- aye hello..manohar..baby mujhe koi bimaari nahi..hai to bas ek bimaari.wo hai desires ki , jo ki kisi bhi ladki ko jawani mein hoti hai..aur yeh mujhe tum se achha kaun janta hai Mano..😆

Dharmesh- ab aap ke saamne main ek aisi ladki ko pesh karne wala hun jis ke pet mein manav ka bachha hai (A pregnant lady comes)

Woman- ohhh manav..mujhe yeh bachha deke kahan chale gaye the jaanu..tum ne jo email kiya tha wo mere paas ab bhi mohzud hai..usi ki print out layi hun

Dharmesh- padh ke sunao na kya likha hai us email mein..

Woman- Gul gaya gulshan gaya gayi tere honthon ki laali

Ab mera pichha chhod darling tu hai maa banne wali

Sulochana- nahiii manav tumne yeh kiya (Slaps Manav)

Manav- aai itni tez mara mat karo..4 daant tod chuki hai aap ab tak..baap re..(coughs) ab main 56-57 ka ho chuka hun..kuch to rehem karo

Archana- aai tune manav ko thappad mara wo bhi is dharmesh ke kehne pe..jo pichhle 25 saal mein 368 baar manav ko badnaam karne ki koshish kar chuka hai..

Sulochana- haan yeh to main bhul hi gayi thi..wo kya hai na manav ko chanta marne ki aadat si ho gayi hai..ek chnata mar deti hun to 3 mahine tak mujhe asthama nahi aata..

Dharmesh-to kisi ko yakin nahi ki yeh bachha manav ka ho sakta hai

Manju- mujhe pura yakin hai..maine dekha hai manav ko is aurat ke sath rangreliyan manate hue ek kothe par..

Satish- waise tum us samay kothe par kis ke sath muh kala kar rahi thi manju vahini

Vinod-chup karo satish—apni maa samaan vahini ke bare mein aise kehte hue tumhe sharm nahi aati

Satish-nahi aati..waise tum ne dialogue change kiya mujhe achha laga

Manav- waise yeh bachha mera nahi hai..main bekasoor hun

Archana- main aap ke sath hun Manav..koi aap ke sath ho ya na ho

Varsha- haan taai ko zaroor pata hoga..is umer mein Manav jeeju kuch kar pate hain ya nahi..bachha paida karna to door ki baat hai

Archana- aisa nahi varsha..aaj bhi mere manav rahul dravid ki tarah ghanto batting karne ki stamina rakhte hain…wo to main unhe kuch karne nahin deti..nahi to ab takmain gandhari ban chuki hoti..haila..maine yeh kya keh diya ...is 20 yr ke leap ne mujhe pavitra se besharam bana diya !!!

Dharmesh- koi meri baat ka yakin kyun nahi kar raha..oh no..main pagal ho jaunga…

Manju- Oh...mere purse se Rs 100 gayab hai..Manav ne hi chori ki hogi

Vinod- manav tum itne niche gir jaoge maine socha bhi nahi tha

Dharmesh- dekha aap sab ne…manav charitraheen ke sath sath chor bhi hai..

Sulochana- nahiii

Archana- cool down aai..dobara thappad mat marna

(suddenly a car stops outside. An NRI lady comes in)

NRI Lady – Manav aap ke khilaf main ek shabd nahi sun sakti..aur Archana yeh kiya tum ne mere manav ke sath..kitne bharose se chhod ke gayi thi Manav ko tumhare hawale..yeh izaat reh gayi hai manav ki tumhare ghar pe…Manav aap Archana ko divorce deke mujhe se shaadi kar dalo..kam se kam 10 foreigner bachho ko baap ka naam dene ka mauka milega aap ko

All- Shravani tum!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

The End..

Created

Last reply

Replies

5

Views

6.8k

Users

6

Likes

25

Frequent Posters

lunza thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#2
ROFL , LMAO !!!! brilliant !!!
btw where is damo ? still not out of rehab ?
448368 thumbnail
Posted: 14 years ago
#3
"Manav- aai itni tez mara mat karo..4 daant tod chuki hai aap ab tak..baap re..(coughs) ab main 56-57 ka ho chuka hun..kuch to rehem karo"

SD yr a superstar, only u can come up with a line like this 🤣 🤣 🤣
Anusha.V thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 14 years ago
#4
LOL
very nice nd funny
🤣
Romona26 thumbnail
Explorer Thumbnail
Posted: 14 years ago
#5

Originally posted by: -SD-

A scene after 20 years leap


It's a get together. All PR members are present.

Satish- aaj mujhe behad khushi ho rahi hai ki hum bina koi wajeh aaj yahan par ek chhat ke niche get together kar rahe hain.

Sulochana- wajeh kyun nahi beta? Tumahre manohar baba 18 saal pehle aaj hi ke din ghar wapas aa gaye the

Rasika- hala ki kisi ko yeh nahi pata ki woh 6-7 saal kahan pe apna muh kala kar rahe the 😆

Satish-khair khushi ke is mauke pe mujhe koi aaj gaana gane se na roke to achha hoga.

(satish starts singing ' yun hi kat jayega safar sath chalne'while singing he coughs')

Manav-kai baar tujhe kaha hai maine satish..gaane mat gaya kar..ab teri umer nahi rahi itni unchi awaz mein gaana gane keliye..kuch to apni sehat ka khayal rakha kar

Archana-aap to jaise apni sehat ka pura khayal rakhte hain..aaj aapne blood pressure ki dawai li ya nahi (while speaking she gets asthama )

Manav-archana ko asthama attack aaya..koi pump lao yaar..

Soham- hum kya karein papa pump kahin mil nahi raha

Sulochana- kai baar tujhe kaha archana ek aadh beti paida kar..aaj tera ek damad hota to tujhe impress karne keliye hamesha asthama ka pump tayaar rakhta

(Varsha arranges a pump and archana gets well)

Archana- ab main theek hun..tu chinta mat kar aai'

Sulochana- haan beta..maine tujhe yeh hereditary asthama disease ke alawa diya hi kya hai..meri archu ko yeh bimaari uski 26 saal ki zindegi mein kabhi nahi aayi..pata nahi ab kaise?

Varsha- maaf karna aai..taai 26 nahin 52 saal ki hai ab

Satish- hum log kuch interesting baat nahi kar sakte?

Rasika- chalo akele mein jake kuch interesting kartein hain sattu..sirf baaton se kya hoga 😆

Sulochana- manju beta..sab keliye chai banana beta

Manju- main naukrani thodi hi hun..archu mahanrani ko bolo na wo chai banayegi..aur haan khud se chai ki patti, doodh aur shakkar kharid ke lana..LPG ka paisa mujhe de dena..aur cup plate bhi saaf karke jana..samjhi

Satish- tum ne paani ke paison ka hisaab nahi kiya Manju

Vaishali- vahini aap yeh kaisi baat kar rahi hain?

Archana- vahini ki baaton ko dil se mat le Vaishu..gussa to hamesha unki naak pe rehta hai

Sulochana- warna dil ki achhi hai Manju..

Manav-pichhle 20 saal mein 23 baar aap ko ghar se nikal chuki hai wo..lagta hai koi achhe iradae se hi kiya hoga yeh sab'.hai na Vinod?

Vinod- Manav tum kuch samajhte nahi ya samjhna nahi chahte?

Satish- Vinod yaar koi naya dialogue kyun nahi bolte..hazar baar sun chuka hun yeh dialogue tumhare muh se

(Dharmesh arrives)

Dharmesh- aaj main sab ke saamne ek aise sach ka khulasa karne wala hun jisse sunke aap sab hairan ho jayenge

Manohar- aur kuch mat bolo beta..yahan sab ko kuch na kuch bimaari hai..kisi na kisi ki waat lag jayegi sunke

Rasika- aye hello..manohar..baby mujhe koi bimaari nahi..hai to bas ek bimaari.wo hai desires ki , jo ki kisi bhi ladki ko jawani mein hoti hai..aur yeh mujhe tum se achha kaun janta hai Mano..😆

Dharmesh- ab aap ke saamne main ek aisi ladki ko pesh karne wala hun jis ke pet mein manav ka bachha hai (A pregnant lady comes)

Woman- ohhh manav..mujhe yeh bachha deke kahan chale gaye the jaanu..tum ne jo email kiya tha wo mere paas ab bhi mohzud hai..usi ki print out layi hun

Dharmesh- padh ke sunao na kya likha hai us email mein..

Woman- Gul gaya gulshan gaya gayi tere honthon ki laali

Ab mera pichha chhod darling tu hai maa banne wali

Sulochana- nahiii manav tumne yeh kiya (Slaps Manav)

Manav- aai itni tez mara mat karo..4 daant tod chuki hai aap ab tak..baap re..(coughs) ab main 56-57 ka ho chuka hun..kuch to rehem karo

Archana- aai tune manav ko thappad mara wo bhi is dharmesh ke kehne pe..jo pichhle 25 saal mein 368 baar manav ko badnaam karne ki koshish kar chuka hai..

Sulochana- haan yeh to main bhul hi gayi thi..wo kya hai na manav ko chanta marne ki aadat si ho gayi hai..ek chnata mar deti hun to 3 mahine tak mujhe asthama nahi aata..

Dharmesh-to kisi ko yakin nahi ki yeh bachha manav ka ho sakta hai

Manju- mujhe pura yakin hai..maine dekha hai manav ko is aurat ke sath rangreliyan manate hue ek kothe par..

Satish- waise tum us samay kothe par kis ke sath muh kala kar rahi thi manju vahini

Vinod-chup karo satish'apni maa samaan vahini ke bare mein aise kehte hue tumhe sharm nahi aati

Satish-nahi aati..waise tum ne dialogue change kiya mujhe achha laga

Manav- waise yeh bachha mera nahi hai..main bekasoor hun

Archana- main aap ke sath hun Manav..koi aap ke sath ho ya na ho

Varsha- haan taai ko zaroor pata hoga..is umer mein Manav jeeju kuch kar pate hain ya nahi..bachha paida karna to door ki baat hai

Archana- aisa nahi varsha..aaj bhi mere manav rahul dravid ki tarah ghanto batting karne ki stamina rakhte hain'wo to main unhe kuch karne nahin deti..nahi to ab takmain gandhari ban chuki hoti..haila..maine yeh kya keh diya ...is 20 yr ke leap ne mujhe pavitra se besharam bana diya !!!

Dharmesh- koi meri baat ka yakin kyun nahi kar raha..oh no..main pagal ho jaunga'

Manju- Oh...mere purse se Rs 100 gayab hai..Manav ne hi chori ki hogi

Vinod- manav tum itne niche gir jaoge maine socha bhi nahi tha

Dharmesh- dekha aap sab ne'manav charitraheen ke sath sath chor bhi hai..

Sulochana- nahiii

Archana- cool down aai..dobara thappad mat marna

(suddenly a car stops outside. An NRI lady comes in)

NRI Lady ' Manav aap ke khilaf main ek shabd nahi sun sakti..aur Archana yeh kiya tum ne mere manav ke sath..kitne bharose se chhod ke gayi thi Manav ko tumhare hawale..yeh izaat reh gayi hai manav ki tumhare ghar pe'Manav aap Archana ko divorce deke mujhe se shaadi kar dalo..kam se kam 10 foreigner bachho ko baap ka naam dene ka mauka milega aap ko

All- Shravani tum!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

The End..



cant read it cuz i dont know hindi..sorry
zohakhan7 thumbnail
Posted: 14 years ago
#6
hilarious,too gud 🤣 🤣

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".