Chapter 15
kesar was sitting in his room...he was thinking of her. he was concerned and fearful for her he said to himself "yeh paagal hai kya...jab properly shoot nahi kar sakti to police force kyu join kiya aise to shahid ho jaayegi?kya karu mein????"
kesar was thinking about her
Kunal entered his room and said "pata hai abhi saddam bhai k message aaya hai tulip jewellers k yanha 4 crore k diamond ko lene k baat kar raha tha"
Kunal smiled and said "lagta hai saddam bhai ko batana padega hum chillar nahi churate"
Kesar smiled and said "tu jaane aur tera saddam bhai"
And then he thought for a moment and asked "kunal woo tulip jewelers south delhi mein hai..haina"
Kunal asked "haan kyu puch raha hai"
Kesar didn't said anything and he smiled widely
Kaali heard about the encounter and was boiling in anger he said "yeh naayi ladki jabse aayi tab se hum sabka jeena mushkil kar rakha hai"
Yeh dusari baar isne mera raasta roka hai yeh humare liye khatra banti jaa rahi hai"
Meanwhile he received durgesh call from dubai he said "kaali tujhe mana kiya tha kuch din k liye apne dhande band karde phir kyu nahi manaa dekha kya nateeza hua humare gang member mare gaaye"
Kaali said "bhai par mein is gulaal k darr se dhandha band to nahi kar dunga"
Durgesh "dekh kaali abhi kuch din k liye shaant beith jaa thek hai"
Kaali said "thek hai bhai"
And he said to himself "koi baat nahi gulaal baad mein dekh lenge tujhe"
Next day gulaal went to her office but she was in low mood..dushyant came inside her room and asked "kya baat hai gulaal tum bahoot upset ho"
Gulaal said "kuch nahi sir"
Dushyant looked at her and asked "coffee peene chale"
Gulaal agreed and they were sitting in the canteen area...gulaal was looking down
Dushyant asked "kya hua"
She said after sometime "sir kya encounter karna jaroori hai"
Dushyant said "acha to encounter k baat se pareshaan ho"
Gulaal stood silent
Dushyant said "dekho gulaal kabhi kabhi yeh jaruri hota hai?fazr karo ek bacha chupchap apne ghar khel raha ho aur us ghar mein saap yaa bichoo ghus aaye tab ek maa us bache ko bachane k liye us saap yaa bichoo ko maar deti hai yeh nahi sochiti k usko dard hoga woo sirf apne bache ko bachne k liye karti hai"
Gulaal said par "sir kya capital punishment kya insaan ko marna sahi hai"
Dushyant continued "kabhi kabhi apno k liye jaan leni bhi padti hai"
He said "hum soldier hai gulaal Hume dil se nahi balki dimaag se sochana chahiye?hum log agar dil se sochane lage to phir humare logo k protection kaun karega ruthless logo se paala pada hai ruthless banana padega"
Gulaal asked "sir kya aapko kabhi dar nahi laga"
Dushyant "honestly gulaal jab pehla shootout kiya tha to bahoot dar laga tha raatbhar uska chehra ghumta raha phir dheere dheere aadat pad gayi and u know ab kanhi naa kanhi is baat ko enjoy karta hun..ek supreme hone k feeling aati hai jindagi aur maut dono humare haath mein hai..."his eyes shoned as he said it
"U know gulaal hume is power ka sahi istmaal karna aana chahiye...goli chalne se jyada daar goli chalane k faisle mein lagta hai...humare gun se nikali ek goli kisi k jindagi bacha bhi sakti hai aur kisi k jindagi ujjad bhi sakti hai" he said explaining to her
Gulaal nodded her head
Dushyant extended his hand and put on gulaal's hand and said "don't worry gulaal mein hoo"
Gulaal looked at his hand and quickly pulled away her hand away she was uneasy she got up and said "sir chalte hai der ho gayi hai"
Dushyant took a deep breath and said "chalo"
Six days passed and gulaal slowly slowly got involved herself in work...sixth day gulaal was sleeping in her bedroom and she received a call
She picked up a call
Constable said "madam yanha tullip jewelers k yanha chori ho gaayi hai"
Gulaal said "ok mein aati hun"
And she went there a diamond worth 4 crores was stolen
The jeweler said "madam meine german technology k safe mein rakha tha itni latest technology ko bhi sabotage kar diya"
Gulaal looked around and asked "aur kuch churaya"
Jeweller said "nahi madam aur kisi cheez ko haath nahi lagaya"
Gulaal asked "cctv k camera yaa phir koi cheeez jisese sabot mil sake"
Jeweler said "nahi madam aur cctv camere mein chewing gum chipki thi"
Gulaal mumbled "kesar"
Kesar was in his house he looked at the diamond fondly and said "gulaal tumhare liye"
Next morning gulaal was sitting in her cabin she said to herself "damm forescinic report bhi aa gayi...koi clue nahi aur jaakar kesar jo neeraj banaa hai usko bhi interrogate nahi kar sakti koi basis hi nahi hai aur sir ne bhi manaa kiya tha jabtak sabot naa ho nahi jaa sakti..damm"
Dushyant came in and said "so gulaal phir se chori k case mein involved ho gayi"
Gulaal said "sir yeh sab to chalta rehta hai"
Gulaal said "sir mujhe lagta hai yeh kesar k kaam hai"
Dushyant said "nahi gulaal kesar choti chori nahi karta bada haath maarta hai yeh uska kaam nahi hai"
Gulaal said "sir par chori ka tareeka wahi hai"
Dushyant said "array yeh media waale haina ek ek cheez inti detail mein batate hai k koi acha khasa insaan use dekh kar chori kar le...chote criminals aise idea churate rehte hain."
Gulaal was still not content with it
Gulaal worked till midnight then after her work she sat on her jeep and was was driving and as she passed from kesar's residence she saw kesar was getting inside his car
Gulaal thought for a sec and mumbbled "yeh kesar aadhi raat ko kanha jaa raha hai peecha karna padega"
And she followed him
Kesar drove his car and stopped in the dark streets of delhi?it was criminal area of delhi...ppl from the underworld resided here
Gulaal looked at the streets and said to herself "yeh yanha kyu ruka hai...i think kuch gadbad hai"
he came out of the car
Gulaal came out of the jeep and followed him
He was walking in dark abandoned and lonely streets of delhi
Gulaal followed him and suddenly he vanished in one street
Gulaal quickly went and search for him...and said "ab yeh kanha gayab ho gaya"
Suddenly a hand grabbed her and pushed her against the wall
Gulaal was shocked she looked above it was kesar...kesar placed his hand on the wall blocking her and not letting her go
Gulaal looked at him
And he leaned forward in silence...gulaal twitched...she was nervous and shy at the same time
Kesar watched her in silence...he looked at her face for some time and then moved closed to her and whispered in her ears "is tarah aadhi raat ko young handsome bachelor ladke ka peecha karte hue sharam nahi aati...daddy ne kuch bhi nahi seekhaya"
Gulaal pushed him and replied angrily "yeh batao tum is jagah par kya kar rahee ho"
Kesar said playfully "delhi k streets k distance measure kar raha hun"
Gulaal said "jyada smart banana k jarurat nahi hai aur seedhe seedhe jawab kyu nahi dete"
Kesar placed his hand on the wall blocking her"tum seedhe seedhe kyu nahi puchti"
Gulaal asked "woo diamond tune churaya hai"
Kesar smiled and asked "tumhe kya lagta hai"
Gulaal said "oh to chindichori kabse shuru kar di"
Kesar said "tumhare liye"
Gulaal was amused
He said "gulaal jabtak tumhe criminal ko shoot karna nahi aata yaa tum yeh job nahi chod deti tum mera peeche karo...tum safe rahogi"
Gulaal smircked "oh to yeh sab mere liye"
Kesar looked at her and said in the most earnest manner said "haan"
Gulaal looked at him and felt his deep passion for her
He gently kissed his finger and placed on her forehead and said "mere rehte tumhe kabhi kuch nahi ho sakta"
Gulaal said in anger get lost and turned her face
She turned her face again and saw he was nowhere
Gulaal was amused and said yeh to sach mein get lost ho gaya
And she started walking on the lonely streets...she was walking between the thieves and criminal at midnight...some goons saw a her and started following her..gulaal looked at them and put her hand on her pocket to take out thegun and identity card but it was missing she was amused she said" yeh kya...lagta hai woo idiot kesar le gaya ab kya karu"
And she started walking away in quick steps and goons continued to followed her she took out her cell and dialled dushyant numberdushyant was busy somewhere and didn't attended it
Gulaal said to herself "shit aab kya karu"
The footsteps started coming closer and gulaal was now alarmed she stood there..
Suddenly she saw kesar coming close to her and he came near and hugged her tightly and gulaal was numbed and the goons that followed her stopped there
He said "arey tum yanha kya kar rahi ho...kabse dhundh raha hun tumhe"
Gulaal frowned she was about to say something
But kesar put his finger on her mouth and said "shhh kuch bolne k jarurat nahi hai pata hai ghabra gayi thi mera haath kyu choda chalo chalte hai yanha se"
And he placed his hand around her shoulder and secure her in side hug and took her without her consent and they came out of the street
Gulaal grew angry she pushed his hand with a jerk and said "how dare u..bahoot hua don't u mess with me ok"
Kesar said "chill yaar tumhare bhai peecha kar rahe the bas isiliye"
Gulaal grew angry "kisne kaha tha bachana ko did I asked for help mein police officer hun aise 36 criminals ko thek kar sakti hun...and u mera identity card aur gun kaise li tumne"
Kesar placed his hand inside her pocket smiled and said "aise"
Gulaal quickly searched her pocket and found her gun and identity card
She asked "kyu liya tha"
Kesar said "tum idiot ho isliye...paagal ho kya aadhi raat ko identity card aur ek 6 round k pistol le kar is criminal k elaake mein pahunch gaayi woo bhi ekdum akele "
He said "memsahib agar kisko pata chal jaata ek khobsoorat police officer yanha akele ghum rahi hai jisne haal mein hi ek encounter kiya hai to kal k orbitrary column mein jagah jarur mil jaati..yeh ilaka criminals ka hai aur woo log tum logo se nafrat karte hai"
Gulaal said "aur mein tumse"
Kesar looked at her and said "chalo kuch to karti ho..par aage se is criminal area mein mat aana aur agar aana bhi to police force k saath.aur haan yanha 36 ko marogi to 50 aur aayenge so thodhi brains aaply karo..though I doubt tume brains hai bhi"
Gulaal "just buzz off aur tumne abhi tak bataya nahi yanha tum kyu aaye the"
Kesar looked irritated and said "uff kitne saawal puchti ho babes tum mere biwi ho kya jo har waqt mein kanha tha kidhar tha kya raha tha bas yahi puchti rehti ho"
Gulaal looked at them and said "yeh?.kaun hai yeh"
Kesar said seriously "yeh bache anath hai.apko south delhi k gowdown k encounter k bare mein to malum hoga usme mein se maara gaya ek apradhi raju shetty k yeh dono bache hai.ab inka is duniya mein koi nahi hai isliye inhe anathasharam k liye lene aaya tha" and he said earnestly
Gulaal was speechless she stood in silence for a moment...he was talking about the shootout that her team mate did few days ago and she was part of it looking at the innocent kids she felt guilty for them and she hung her head down