Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
IMMORAL CRINGE 20.8
Did i heard right ???????
So the roles are officially switched…
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 21 Aug 2025 EDT
Savage Katrina!!
Out Now - Official Preview - The Ba***ds Of Bollywood
Anupamaa 20 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
How beautiful Katrina used to be.
Which movie will you watch 29th August release?
Why is this show so PG? S1 was more 15 Rated or nowadays A.
Book talk reading challenge September 2025 ~ Sign up open!
21 years of Fida
DASHI FUTTT 21.8
EK DUJE KE VAASTE ------------- anuraya fan -------------------------
Veer Hanuman Banner Contest Results
Chal jhooti kahin ki (pics only)
Originally posted by: nneeiill
itna naatak kaahe ko...chup chaap chapter laaa
eloji aati hi dhamki mil gayi 😲no pappi jhappis😕 he he he i was so expecting this reaction 😛will update late night or tomorrow abhi to unpacking kar rahi hun and doing dusting jhadu and pocha baai nahi aayi😛
Ab toh tu waapis aagayi.😃😃😃
Kesar was looking at gulaal leaving his house fondly just then kunal came near and said "bhabhi ko sab bata diya"
Kesar replied "haan"
Kunal "par yaar tune yeh sab kyu bata diya….arey yaar kahin yeh baat hum par bhari na pad jaaye pata hai na bhabhi cid officer hai…kafi bada panga le liya hai"
Kesar smiled at him and said "chill maar kuch nahi hoga mein hoo na
And then he dialled a number from his cell and said "hello human right commission offfice? Connect me to director's number kehna neeraj mehta ka call hai"
Meanwhile gulaal and dushyant sat in their jeep
Gulaal turned to dushyant and said "sir aapka shaq ekdum sahi hai"
Dushyant said "kya kah rahi ho tum"
Gulaal said in low voice "sir woo aap kah rahe the kesar aur neeraj ka connection…"
Dushyant replied "to tumhe bhi lagta hai neeraj ka connection hai kesar se"
Gulaal said "yes sir mujhe lagta hai infact aisa lagta hai kesar aur neeraj ek hi hai"
Dushyant was shocked
He asked "aisa kyu lagta hai hai tumhe"
Gulaal was feeling awkward she didn't wanted to tell about her meeting with kesar so she said "sir kesar k awaaz uski height aur eyes bilkul neeraj se milti hai isliye is possibilty se inkaar nahi kiya jaa sakta"
Dushyant said "haan kiya to nahi jaa sakta hume pata lagna hoga"
Meanwhile he received revji call
Revji had called him and gulaal in his office
Dushyant said ab boss ko humse kya kaam pad gaya
CID office
Revji was sitting in his cabin he was fuming in anger
As dushyant and gulaal entered his cabin
He asked "tum neeraj mehta k ghar gaye the"
Dushyant said "jee sir woo museum k choori k investigation k silsile mein"
Revji replied "to kya kisi k bhi ghar chale jaoge….dushyant is baat ko samajh lo k hum bewajah civilians ko pareshan nahi kar sakte"
Dushyant replied "par sir mein aapse kah chuka hun k kesar aur neeraj ka kuch connection lagta hai mujhe"
Revji said "aur kya hua tumhare is shaq ka…..tumne do baar use interrogate kia ek baar uske ghar mein search bhi karwaayi kuch mila? Hum yun baar baar kisi bhi insaan ko tang nahi kar sakte"
Revji said "tumhe pata hain naa usne humare khilaf human right comission mein complaint karwaayi thi kitni badnaami hui thi humari aur woo human rights waale aur social activist kaise humare peeche pad gaye the…aaj bhi phone aaya tha wanha se….dushyant tum logo k wajah se mujhe kitna kuch sunana padta hai hum CID officer jaror hai par kisi bhi insaan par haath nahi daal sakte"
Dushyant said "par sir gulaal ko bhi lagta hai neeraj aur kesar ka connection hai"
Revji yelled "enough ap logo k hunches se hum criminal nahi pakedenge mujhe saboot chahiye….agar aap logo ko lagta hai in dunno mein koi connection hai to sabit karo"
Dushyant said "sir but"
Revji shouted at the top of his voice "enough tum log jis insaan k baat kar rahe ho woo ek reputed insaan hai high society high profile logo mein uthana beithna hai….so stop ur nonsense aur aaj k baad neeraj k ghar tum dunno nahi jaoge…that's an order"
Dushyant and gulaal didn't said anything they came out of the cabin dushyant slammed the door in anger
He said "damn it ! "
Gulaal said "sir koi baat nahi par mujhe samajh nahi aa raha hai agar neeraj aur kesar ek hi hai to phir yeh chori k samay mumbai mein kaise tha"
Dushyant replied "yeh india hai gulaal yanha jab bhi choori hoti hai sabka hissa hota hai aur tumhe kya lagta hai inti kimti cheez k chori ho jaye aur indian bureaucrats ko kuch nahi malum hota…nahi gulaal sabka hissa hota hai upar se neeche tak saara department corrupt hai I m sure agar neeraj hi kesar hai to isne sabko bribe kiya hoga"
Gulaal said "par sir ab kya kare ab to sir ne hume kuch bhi karne se mana kar diya hai"
Dushyant said "officially to kuch nahi kar sakte par unofficially kar sakte hain"
Gulaal asked "kaise"
Dushyant replied "gulaal tum neeraj par nazar rakho unofficially tareeke se 24 hr us par nazar rakhna dekho kya karta hai kisese milta hai koi bhi clue haath aa jaaye to bas kaam ban jayega…"
Gulaal said ok sir and she decided to kept eye on him
From the next day gulaal started spying on him
Neeraj mehta was quite opposite to kesar….kesar was a thief and a carefree brat snob…….while neeraj mehta was a perfect gentleman….handsome educated refined man…..person that instalty drew anyone attraction
His employees dotes on him….he paid them 10% above industrial wage rate and provided several amenities….his social circle consisted of aristocrat businessman and bureaucrats…he was in eligible bachelor list of the ladies…..he spent his Saturday serving ppl in old age homes and his Sunday morning was reserved for the orphan and street children in the orphange build by him he use to play football with them
gulaal was spying on him and hadnt kesar confessed before her she would have readily believed him to be neeraj alone
she wondered y neeraj was living a life of kesar was there a need ? he could easily be neeraj mehta y he wanted to be kesar?
Neeraj Mehta's office Morning
Gulaal was sitting in her jeep outside neeraj' office a 12 year kid come near her jeep…he give her a cup of tea and heart shaped choclate and before gulaal could give him money for tea he ran away….gulaal was amused
She said to herself arey paise bhi nahi liye
And in afternoon a pizzaboy came and gave her pizza
Gulaal took out money
He said "nahi madam iska payment ho gaya hai"
Gulaal thought for a sec and said "lagta hai duhshyant sir ne bhijwaya hoga…"and she smiled
8:30 pm At night
Kesar came out of him office and drove home…gulaal followed him…..kesar was sitting in his room and gulaal was sitting in his jeep outside his bunglow
Kesar looked out of window and was seeing gulaal…..after half an hour he said to himself "itne achi raat hai aur tum itne door ho…not done gulaal"
And he thought for a sec and then took out his sports bike keys
He came down and took out his bike and with high speed drove away
Gulaal was alarmed she said to herself "itni raat ko kesar itne tez bike chala kar kaha jaa raha hai peecha karna padega"…and she started her jeep and followed him
Soon they reached outer delhi it was dark lonely abondened dense area
Gulaal stopped her jeep in a little distance
And she saw kesar was sitting on his sport bike
Gulaal said "lagta hai yanha kuch deal hogi…pakade gaye kesar ab nahi bachoge"
And she waited for some incident to happen
But there was muffle silence and kesar was resting on his bike
2 hrs later
gulaal was tired waiting and nothing happened…finally she decided to get out of the jeep and enquire kesar
she came out and walked towards him and said "yanha kya kar rahe ho
kesar replied "arey tum yanha kya kar rahi ho"
gulaal replied "officer hum hum kahin bhi kaise bhi pahunch jaate hain
to bataya nahi yanha kya rahe ho"
kesar replied "taare gin raha hun"
gulaal was irritated she said "kyu apne terrace mein kya taare kam pad gaye the jo yanha aa gaye ginene"
kesar smiled and said "wanha kuch romactic nahi tha aur yanha jyada acha lag raha hai yanha par mein hun tum ho aur taare hai….chalo saath mein ginete hai mein 5600 tak gin liye"
gulaal replied "oh shutup koi baat nahi mat batao abhi gin lo…jail se taare nahi nazar aate"
and she walked towards her jeep and she started her jeep but it didn't start
gulaal was furious she said "ab isko kya hua" she lifted the bonnet and started looking at it…..
kesar smiled and asked from behind "kya hua gaadi kharab hui hai"
gulaal took a deep breath walked towards him and said "kharab hui nahi kari gayi hai yeh tumhara kaam haina"
kesar replied and said naughtily "arey mein kyu karunga kya mein yeh chahta hun k tumhare is jungle mein gadi kharab ho jaaye aur phir tum mujhse lift maango aur phir mein har 15 minutes par break lagau….aisa chahta hun kya"
gulaal smircked "huh hopeless dreams par koi fayda nahi mein apne collegues ko call kar dungi"
kesar smiled and said "yaa sure par yanha network nahi hai"
gulaal "koi baat nahi mujhe chalna aata hai training mili hai mujhe"
gulaal said "waise bhi delhi hai hi kitni door"
kesar said "yaa sirf 10 miles hi to hai kaun sa door hai….jao aur saath mein woo waala song bhi gana kadam kadam badaye jaa"
gulaal replied "apna bakwaas suggestion apne pass rakho" and she started walking
kesar called her from behind "gulaal"
gulaal looked back irritatedly
kesar said "waise kya wolf aur junglee dogs se bhi ladne ki training mile hai"
gulaal was stunned she asked in low voice "kya yanha wolves bhi hai?"
Kesar said "haan kyu tumhe darr lag raha hai"
Gulaal replied "no and just shoo off"
And she turned back after a sec she turned and saw kesar was nowhere
She said "yeh to sach mein chala gaya"
Gulaal was all alone in the area she started walking in the lonely roads there was no sign of human beings
She was little scared and irritated with her decision to follow kesar without informing anyone
After walking a distance she said "hey bhagwaan kab tak chalungi network bhi nahi hai aur koi bhi nazar nahi aa raha….aur yeh pagal kesar waise to har samay flirt karta rehta hai aur ab is jungle mein akele chod diya agle baar pakka shoot kar dungi"
She closed her eyes and kesar words echoed in her ears "ankhein band karo tumahare saamne hoga" and his image flashed infront of her eyes…gulaal opened her eyes and saw kesar was waiting for her in his bike
Gulaal looked at him and walked towards him their eyes met and then gulaal didn't said anything and quietly sat in his bike
Kesar started his bike and started driving gulaal was sitting in a little distance she was holding back of his bike kesar looked around and delibrately applied brakes and in sec gulaal collided on him her head rested on his back and her hand moved on to his waist…before gulaal could move her hand away kesar raced his bike at the speed of 130 kmph and gulaal squeezed her eyes shut whole journey she holded kesar too tightly and after 15 minutes kesar apllied brakes again and gulaal collided on him again
Gulaal was irritated and said "damm u brake kyu laga rahe ho"
Kesar smiled and said "memsahab ghar aa gaya hai aapka"
Gulaal looked around she was standing outside her home
Kesar said "wiase agar man nahi kar raha to hum waapas long drive par chal sakte hai"
Gulaal said "jabardasti k drive ko long drive kehte ho"
Kesar replied "par tum to poore raaste mujhe se gluefied thi jabardasti kanha thi"
He then said in husky voice "gulaal aaj meri pehli long drive thi ek ladki k saath aur mujhe nahi pata tha yeh itni khobssorat hogi…thanks and take care"
He kissed his fingers and gulaal moved her face away he smiled and without putting his finger on her cheeks he drove away
Gulaal stood there looking at him for a long time strange she never went on a log drive with a boy today she was forced to come but she didn't felt bad she was feeling strange !