I don't like Shyam
But be positive yaar
I mean kya pata Shyam aur anjali Milkar yeah plan Kiya hoga ki arnav ko sahi raaste mei lane k liye I mean Shyam hi hoga anjali ka pati
Anjali ne kaha tha na chotu ko apne jija ji hi samjha sakte so kahani mei twist toh hei magar yeah bhi ho sakta ki Shyam ko Khushi mei koi khaas dhekha hoga arnav k liye I hope u guys understand wat I mean ?