Mujhe kahani banani nahin aati...mujhe bhi nahin...(shoo shweet)😛
But how can anant forget to sms navya about the kahani/bahana that they had to make up??!!😳
Kya Navya ki dadi ka uspar aisa asar hogaya ki woh mandbuddhi ho gaya??!!🤣
Usko seriously mat lo anant, woh darwaaze( Ritz) se baat kar rahi thi, tumse nahin!!😆
To kyun tumne becchari Navya ko bich daurahe par laakar chor liya??!!😲
Itne isshhare dene ke baawajood!!!???!!!😲